greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    bhai jan forex kay business mai greed hamra sub say bara dushman hai jiss say aviode kerna boht zarori hai ager hum esa nai kary gay to hamy loss ho ga jiss say hmara account banned ho jay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Ye bilkul durust baat hai. agar hum greed karain gain aur zaida se ziada aur jalad earning karny ki koshih karain gain tu hmy nuqsan bi ho sakta hai. tu greed humy bilkul bi nahi karni chahye agar hum achi earning karna chahty hain.
      • #648 Collapse

        kamnyb tarder kbhi greed karn wale nhe bant he greed se srif loss milt he greed se hum kbhi kund ko kamnyb nhe bene senkten he greed achi chanze nhe hein.
        • #649 Collapse

          they are intended to take high risk to get high amount of profit. but taking high risk may cause high loss at the time of trading in the forex market.
          • #650 Collapse

            Assalamo alaikum bhai meray khayal main aik trader ko forex trading main greed nahi karni chahiye balaky apnay experince kay mutabiq profit kamanay ki koshish karni chahiye aur lalach se kaam nahi lena chahiye aur sabar se kaam lena chahiye
            • #651 Collapse

              je han kabhi kabhar ham greed krnay lag jatay hain jis ki wajah se ham trade sahi open nahi kr patay aur hamain us main loss aa jata hai so hamain greed bilkul nahi krni chahiay
              • #652 Collapse

                t depends how much u take the wine,, too much will definitely will affect your thinking process,,, an optimized amount of wine should only be take to avoid over doze
                • #653 Collapse

                  In my point of view question thek ha or main ap ki bat sy bilkul itfaq karta hn k forex business ka agr koi sab say bra dushman hay to wo sirf lalch hay js nay es business main lalch pr kabu pa lia wo kamyab ho gia lalch ki waja say he ap ko loss ka samna karna parta hay es leay chahye ap ko km profit ho daily lakin lalch nhi karna chahye
                   
                  • #654 Collapse

                    If we Know that Greed and emotions both are the worst enemies of a trader that can ruin him at any time.going greedy is sort of a non professional behavior so as following emotions. just like other businesses forex also requires sensible approach and concentration.
                       
                    • #655 Collapse

                      We can not reject this point trader ko forex trading main greed nahi karni chahiye balaky apnay experience kay mutabiq profit kamanay ki koshish karni chahiye aur lalach se kaam nahi lena chahiye aur sabar se kaam lena chahiye
                       
                      • #656 Collapse

                        Yes dearest i would similar to archer, you that that the rapacity is a profanity in forex trading suitableness ad i guess that you should not to be greedy in forex trading is to garner money from forex and to use writer and writer earn from forex trading business.
                        • #657 Collapse

                          mere khayal me bhai ap ne bhut achi bt ki hai me b ap ki bt se agree hon or mere khayal me bro jaisa ke ap ko bhe pata hoga ke lalch ek buri bala hai ye ek ache trader ko bhe muskil men dal dete hai bro agar ham kisi bhe trade par profit kama rahe hote hain to agar ham lalch karen to wo profit loss men bhe ja sakta hai....
                          • #658 Collapse

                            ap log jitna zeda greed karte hain market ap ko uttna hi zeda loss karti ha is lia zeda sa zeda greed karne sa bachae or kam sa kam profit ma hi trade ko close kar dain tab hi hum log success ho sakte hian.
                            • #659 Collapse

                              forex main to zra c b mistake hmain kahan se kahan le jati he to is main jo bnda lalach krta he usko to hmeesha ki nuksaan hota he mere khiyaal se to main ne koi aysa nahi deekha jis ne is main har baar lalach krny se hi profit kiya ho. han kabhi kabhi ho skta he k profit ho jata he lakin har baar to aysa nahi hota :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                dear, in my view, greed hi trader k loss ki sub se berhi weja ha kiun k jab bi market me tazi hoti ha hum ziaada se ziada earning ki kmoshish me hotay han ore isi laalech ki weja se loss per loss hota rehta ha jo trader apni earning ka target rukhtay han unain kabi loss nai hota

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X