greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur is forex main plane kar k hi hum run karein gayy aur knowldge ho ga ta hi hum is forex main achi trde karein gay aur market main profit hasil ho saky gay it is best
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      trading ke doran had say ziada greed ya lalich ke waja say trader ko kafi nuqsan ka samna b karna parh jata hai . iss liye trader s ko apany trading plan aur market analysis kay mutabiq he trade karne chaiye aur khabi b greed ko apny oper havi nai honay daina chaye.
         
      • #2043 Collapse

        forex trading main greed hmary trador k liye bohat bra loss hai or greed se hum pani trading skills bhi khtm kar dety hain tu bhatr yahi hai k hum es ko avoide karen or apni trading main saber or bardasht ko shamil karen q k jub hum aik kam ka mind bna lety hain positive way k liye tu hmain kbhi bhi loss nahi oat hai or hum os main akmyab ho jaty hain or reed se tu kuj milta bhi nahi hai knhi bhi yah bat sub e janty hain
        • #2044 Collapse

          agar hum forex trading main greed kareng gay to es chakar amin hum market main loss kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sabar say kam karen kyun keh esmain sabar say kam karnay main he faida hota haya ur hum esmain sabar say ka karnay main he fadia hota ahy
          • #2045 Collapse

            You are right bro, greed is a big enamy of every trader in a forex.
            Hamen trading men money management k sath trading krna ho gi ham agar ziada ki lalach keren ge to ham apni invest bhi dabo den ge.
            Trading k liye zaruri hai k ham forex ko business samjhen agar ham ismen gambling ya koi aur short cut use keren ge to forex se hamen sirf loss hi mille ga.
            Trading se pehle hamen apne experence aur apne capital ko dekhte huye profit ka target rakhna chahiye aur open trade men hamen small target rakhna chahiye ta k ham aasani se apna target achive kr saken , jab ham apna task poora kr len to trade close kr den hamen ziada ki lalach men over trade ni krni chahiye lalach se ham apna profit bhi loss men convert kerte hain aur apna capital bhi, isliye hamen trading men wo target rakhne chahiye jo hamari financial needs ko poora keren hamen rato raat ameer ni banna chahiye.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #2046 Collapse

              greedy ho kar kam karty hain to market main kafi risk ho sakta hay humain learning ki base say karm kan ho ga ta kay market main kuch ahsil ho sakay is main more and more kay chakar main trade karty hain to ho sakta hay kay trade main loss ho jaye kuch learning ki base say humain market main ana ho ga kuch pany kay lie humain mehnat karna ho gi
              • #2047 Collapse

                jee Han bahi aap ki bat ten hai yah sub jany hain yah business dangerous hai or Os man bohat trader loss kr rhy hain on man zuada trader woh hain jo greed krty hain hum ko ak normal trading krni chaye ashi larning k bad ap ka target bohat kam hona chaye jis man koi risk nahi lani pady
                • #2048 Collapse

                  agar hum forex trading main greed karen gay to es chakar main humay market main loss ka samna karna parta hay so humay chahiey keh es business main sabar kay sath kam karen tab he hum esmain achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say focus karny main he faida hota hay
                  • #2049 Collapse

                    agar hum forex trading main lalach karen gay to es waja say humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain dil lga kar time daina chahiey kyun keh time dai kar he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur esmain sabar say kam karnay main he faida hota hay humay mehnat karni chahiey
                    • #2050 Collapse

                      sir jo mera experince ha or jo mery say hoa ha k forex ma loss ki sub say bhari waja greed ha qk ham forex ma greed krty ha to hamay loss ho jata ha means k agar ham trade lagaty ha to ham uski lots size ziada kar dety ha to uski waja say market opposite move krti ha to hamay loss bhi ho jata ha islay bs mehnat krni chahiye
                      • #2051 Collapse

                        trading kay doran emotions trader kay liye kafi nuqasan daay sabit hoty hain . in ma say aik greed b hai . jo traders apny analsis ke base per trading karnay ke bjaiye greed ke base per trading start kar daite hain tu in ko trading mai ziada tar loss ka he samna karna parhta hai . ziada greed ko har hal mai avoid karna chaiye.
                         
                        • #2052 Collapse

                          agar hum greed karen gay to hum market main earning nahi kar sakty so humay chahiey keh esmain sabar kay sath kam karen kyun keh sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay ye business humary liey bohat acha hota hay aur hum esmain achi earning kar sakty hay
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #2053 Collapse

                            Aksar traders nakaam ic leay hotay hain q k unki approach greedy hoti ha wo jald say jald profit hasil krnay k chakar main lag jatay hain aur andha dhuknd order lga detay hain aur phir loss hota ha to disheart ho k trading chor detay hain.
                             
                            • #2054 Collapse

                              greedy ho kar kay market main kam karty hain to kam karna kafi risky ho sakta hay humain agr success hasil karni hay to demo ko use kar kay achy say ana ho ga low risk main practicce say ana ho ga is main market ko use karna ho ga is main kafi log kam karty hain or trade ko use karty hain magr panic ho kar kam karta hay panic nai karna hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                agar hum forex trading main greed karen gay to esmain achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh esmain theak say focus karen aur esmain sabar say kam karen gay aur humay chahiey keh esmain theak say time dai kar humari tradinga chi ho sakti hay ye aik bohat acha business hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X