stop loss ko cover karna ho ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ko cover karna ho ga?
    forum main enter hony say pahly is k bary main practice karni ho gi ab hi hum run karein gay aur form main stop loss ko use kar k hi hum cover kr skaty hain but hamain practice karny k kabil hon gay tab hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum perform karny k kabil hon gay tab hi hum acha earn karny k kabil hon gay tab hi hum run kar skaty hain tab hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum run karein gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ko cover karna ho ga?

    Assalamu alaikum dear Forex friends main aapko batana chahta Hun ki trading karte hue hamesha hamen pure yahan se trading karni chahie trading karte ho hamen jaldbazi kabhi bhi nahin karni chahie wrna is se hamen bahut jyada loss ho sakta hai trading karte hue loss ko recover karne ke liye hamen chahie ke Jo hamen loss ho chuka hai hai Ham uski reason ko jaane aur next time trading karte hue uski reasons sy avois karte hue trading Karen tu Hi Ham apna loss recover kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ko cover karna ho ga?

      Stop loss ko kasy cover karty han bhai wasy jaeeb sawal ha stop loss cover nhe hota loss ko cover kiya jata ha stop loss 1 limit hoti ha jo ap trade par karty han agar loss main ap ki trade us limit rtak jati ha to woh khud he close ho jaye gi lakin ap ko kisi na galt info de ha loss ko cover kiya jata ha or ye zarori ha
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ko cover karna ho ga?

        G han hamen frex men stop loss ka istamal zarour karna hoga kun kay agar hum as men stop loss ka istamal nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy kamayby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut sakon kay sath apna kam jary rakhna chahey kun kay forex men kam karna bahut mushkil ho gaya hy as lia hamen forex men koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay agar hum as men jaldi kay sath kam karen gy tu hum as men kabhy bhe kamayby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut saber kay sath apna kam jary rakhna chahey ur loss ko cover karna chahey
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ko cover karna ho ga?

          Loss ko cover karna bahut zarori ha or yahen sa pata chalta ha ka ap kitna expert han ya ap ka pass kitna exprince ha agar ap log loss ko cover kar lety han to is ka matlb ye ha ka ap achy trader ha or ap ko trade karna ata ha jo log nhe kar sagty un ko yehe kaho gi ka ap lo0g apni traning mukamal karen th4en ap trade karen agar loss ho bhe gaya to ap log cover kar len gi or yehe ap ki kamyabi ha
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ko cover karna ho ga?

            dear jab bhi Ham Koi trade open karte Hain to iske sath humko stop loss use karna hota hai agar Ham is market mein Star plus ko use karke trade lagate Hain to isase humko ya fayda Ho jata hai Kya agar market hamare Koi stop loss hit karti hai to Ham is nuksan ko aasani se recover kar sakte hain kyunki jab hamare account per thoda sa loss ho jata hai to usko recover karna itna jyada mushkil nahin hota Ham ko apne account per acchi planning karke kam karne se kafi jyada fayda ho jata hai jo tradus market mein rule ko follow karti hui ek kam karte hain vah is market mein kamyab Ho jaate Hain agar Ham is market mein discipline ke sath Kam nahin karte to kabhi bhi successful nahin hote is market mein humko hard work karne ke liye planning karni hoti hai jo tradus market mein achcha kam karte hain unko is market mein kamyabi mil jaati hai.
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ko cover karna ho ga?

              agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat safe hoti hay aur humay chahiye keh safe reh kar he trading karen esi main he faida hota hay aur humay kabhi bhi lalach ki zad main aa kar trade nahi karni chahiye sabar kay sath trade karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay aur stop loss lazmi use karna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ko cover karna ho ga?

                Assalamu alaikum dear Forex friends main aapko batana chahta Hun ki trading karte hue hamesha hamen pure yahan se trading karni chahie trading karte ho hamen jaldbazi kabhi bhi nahin karni chahie wrna is se hamen bahut jyada loss ho sakta hai trading karte hue loss ko recover karne ke liye hamen chahie ke Jo hamen loss ho chuka hai hai Ham uski reason ko jaane aur next time trading karte hue uski reasons sy avois karte hue trading Karen tu Hi Ham apna loss recover kar sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ko cover karna ho ga?

                  Assalamu alaikum dear foreign exchange friends foremost aapko batana chahta Hun ki trading karte hue hamesha hamen natural yahan se buying and selling karni chahie trading karte ho hamen jaldbazi kabhi bhi nahin karni chahie wrna is se hamen bahut jyada loss ho sakta hai trading karte hue loss ko get better karne ke liye hamen chahie ke Jo hamen loss ho chuka hai hai Ham uski purpose ko jaane aur subsequent time trading karte hue uski reasons sy avois karte hue buying and selling Karen tu hello Ham apna loss get better kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X