Sell or buy kb krna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sell or buy kb krna chahiye?
    Assalam o alikum all member umeed ha ap sab theak hon ga or trading ko enjoy kar rahy hon ga main aj ap logo sa ye pochna chahti ho ka hamen kab or kahan sell karna chahye ha or kab buy jin members ko pata ha woh is ka jawab den
    Last edited by ; 28-09-2020, 06:45 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sell or buy kb krna chahiye?

    Hamen market ke trend ko dekhte hue apni date ko buy ya sell mein lagana chahie kabhi bhi aapko trading karte hue overconfidence nahin hona chahie hamesha confidence ke sath apne reading skills ke mutabik trading Kiya Karen kabhi bhi aur confidence mein aaunga Karen Jab bhi aap trade lagate Hain to market ke bare mein news update liya Karen aur market trend ko follow karte hue market cayennensis Diya Karen aur acche se analysis dene ke bad apni trade ko "Buy" yah "Sell" mein perform Kiya Karen
    • #3 Collapse

      Re: Sell or buy kb krna chahiye?

      Sell or buy ka order hmain sari chezain daikh k karni chahye agar market hmary favour m ja rhii ho to hmain chahye keh ham market ko understand krein PHR he hmary liay bht ziada best or market ko daikh k trade lgaengy to ham log kamyab ho skeingy to hmain chahye keh ham log bht ziada achy tAriky s Kam krein agar Ham karna chahty Hein to
      • #4 Collapse

        Re: Sell or buy kb krna chahiye?

        dear dosto sell aur buy krnay kay liye ap kay pass ik strategy hone chai ap ko pata ho kay iss strategy kay mutabik kb ap nay sell ka order palce krna hai aur kb ap nay buy ka order open krna hai, sb se best strategy trend ko follow kr kay trading ki hai kiyun kay trend is your friend, agar ap trend kay mutabik trading karain gay tu ap kay profit hasil krnay kay chance boht ziyada hoon gay aur agar ap against the trend jain gay tu ap ko loss hee ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Sell or buy kb krna chahiye?

          Assalam o alaikum dear frnds forex ma 2 types ko conditions hote hain trading ma no 1 is sell and no 2 is buy
          No 1 sell hamen tb krna chahih jb market neecha aa rhi hote ha to tb hi hamen profit ho sakta ha sell market ki movement dekh k krna chahta tb hi profit hoga
          No 2 is buy buy hamen tb krna chahih jb market uper ki taraf move kr rhi hote h apko buy market ki movement ko dekh k krna chahih tb hi ap Acha profit earn kr sakta hain
          • #6 Collapse

            Re: Sell or buy kb krna chahiye?

            Ye bahut he assan or simple ha lakin new trade ka lye ye sab sa mushkill kam ha kun ka sawal ye ha ka kab sell or buy karna ha to is ka lye market ko analysis karna parta ha jab ap ka pass sell ki strong entry ho to ap na sell karna ha or jab buy ki entry ho to ap na buy karna ha lakin ye ap ko analysis sa pata chalta ha islye ap ko phely ye seekhna ho ga ka market ko kasy analysis karty han
            • #7 Collapse

              Re: Sell or buy kb krna chahiye?

              Assalam o Alaikum friends

              Friends ya simple methods hn trading ka.

              1.... Agar market down kar rahe ha to sell karen

              2... Or agar up ho rahe ha to buy karen .

              Allah Haffiz !

              M Rashid ali iqbal
              • #8 Collapse

                Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                Hmm sell or buy krna bht hi acha saa sekhna chya tb hi kamyb Ho ga or ugr moving up Ho to buy kra or ugr down Ho to sell kra jitni mhynt sa soch semjh kr wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr ga
                • #9 Collapse

                  Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                  Sell or buy order market chart ko achy say analysis karny kay karna chaiye or jis bhi pair pay work kary phally usy achy say samjhy or trade lagaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                    jab cell ki position Ban jaaye To hamen sell kar lena chahie jab ab bi ki position Ban jaaye hamen bye kar lena chahie hamen Puri market ko ache se analyse karke sell and buy karna chahie jab tak ham log ache se market ko read nahin karenge Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakain gyhamen hamesha mehnat se kaam karna hoga jo log mehnat se kam karte Hain aise log forex trading mein bahut kamyabi hasil karte hain hamen hamesha mehnat se kam karke bahut kamyabi hasil Karni chahie mehnat ko ham log kabhi bhi stop na Karen Ham mehnat karte rahe kamyabi hamara mukaddar Ban jayegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                      Dear friends humy sel or buy karny k lay sub say phly support or resistance ko chrt main Drwa karna chye pair ki movement agr upper ho tu humy buy karna chye agr jass pair oay hum tread open kar rhy hn us ki movement resistance ki traf nachy ho tu humy sel karna chye jo k humri treding ki best planing hoti hain jass ki badolt humy acha profit gain ho skta hain agr hum market ko analysis ni key gay tu humy nuksan ka Samna krna phar skta hain....
                      • #12 Collapse

                        Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                        Forex trading business main aap logon Ko sale karne ke liye market ko top se pakdana chahie aur aap ko pata hona chahie ki market yahan se upar nahin jayegi to aap vahan se sell kar sakte hain agar aap logon Ko
                        • #13 Collapse

                          Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                          Jab ap k pas strategy ho or ap ny her trha sy analysis kr liya ho to 2 3 confirmation k bad jab apko yaqeen ho k yahan buy ya sell kr sakty hain to wahan usi hisab sy krn dusri bat kabhe be tuky py trade na lagayn kunka ye bht bara risk hota ha jiski waja sy aksar loag apna account wash krwa daity hain is liya khosish krn k zyada sy zyada achy sy analysis krny k bad or indicators ko daikhny k bad trades lagayn
                          • #14 Collapse

                            Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                            merket ko analysis karne k bad he buy and sell ko put kiyia jata hain jin traders k pas knowledge or experience nhe hain tu earning b nhe hoti hain har traders kamyab hone k liye knowledge or experience ko incress kar lete hin sell and buy forex trading main tab he put karna parta hain jaaab merket ko achi tara analysis kiya jata hain merket ko analysis karna parta hain merket main pin bar py b forex trading main entt ki jati hain jis k pas strong learning neh hain vo earning nhe kar skte hian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sell or buy kb krna chahiye?

                              Sell ya buy krna sa pehaly apko sab sa pehaly chart dakhna chahy takay apko pta chal sakay k market kis trend men chal rhi ha agr market uper ya nechay chal rhi ha to us p trade kr skatay hen r agr market side p chal rhi ha to trade lagany sa guraiz kren Ku k is men nuqsan hona Ka khadsha ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X