How to succeed in day trading ❓❓
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to succeed in day trading ❓❓
    Assalamualaikum dear forex family!
    Ham is bat ko yakeen se to ni keh skty k day trading me zarur kamyabi him gy traders lkn agr kuch points ko traders follow kr Len to kmayab ho skty Han
    1..gain knowledge: sab SE pehly to knowledge gain krna compulsory ha day trading k liye ..traders ko nationaal or international events k Bry me info honi chiye ye prices ko affect krty Han
    2..don't panic:... traders ki kisis b chz mein confusion nai honi chiye na ksis chz ka dar hona chiye hamesha cool or fresh mind Hina chiye ..agr traders confusing mind k sth trading lgaty Han dar dar k to kbhi b earn ni kr skrty profit ni hasil kr skty..2sri bat ye k traders ko is chz ki understanding hona zaruri ha kb chezen unk against ja rahi Han unk liye unfavorable Han or kesay inhy manage krna bay.
    3...keep expectations modest.... Expectations hamesha aitadal me rakhen kbhi b over confident na ho ..
    4.use stop loss:...stop loss indicator 1 asa tool ha Jo apka losses se bcahta ha jesay hi losses ki trf trade jany lgti ha apko signal provide krta ha ..
    5..choose the right broker..hmesha broker who choose kren Jo apse low charge kre
    Technical anlysis and reserach reports also helpful in day trading so be trade with fresh and cool mind for sucess.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to succeed in day trading ❓❓

    hamain is k bary main practice karni ho gi aur sucess hony k liye mhnt karni ho gi tab hi hum run karein gay uar forum main enter hony say pahly is k bary main enter hony say pahly is k bary main information cahi ho git ab hi hum planing kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain practie karni ho gi tab hi hum real main kam kar k hi hum acha earn karny k kabil hon gay tab hi hum sucses hon gay tab hi hum planing kar k hi hum loss say bach sakty hain but hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain emotion ko kabo main rakhna hog a
    • #3 Collapse

      Re: How to succeed in day trading ❓❓

      dear is markeet main kaam karnay ko ham tab he success kartya huway daikh saktay hain jub hamray pass is markeet k baray main sahi informations hoge aur agar ham is markeet main aisay isay smajhtay huway kaam nai kartay hain tab ham is makreet main say kuch bhi khaas kama nai saktay hain kabhi isay samjh nai saktay hain jisk liye ham is main day traidng bhi kar lain ya ham is main night trading kartay huway mehnat kar lain laikin agar hamaray pass is amrkeet main kam karnay ki achi skills hain aur ham yehs amjhtay hain k ham wait say aur apnay experience say is amrkeet main enter go saktay hain to ham is market main kamyaab bhi hain aur sath sath hamara is markeet ko samjhna bhi mumkin hay.
      • #4 Collapse

        Re: How to succeed in day trading ❓❓

        Gee haan forex mein aap ko day trading Kar ka bi kamyabi hasal Kar saktay hai aap jitni zayida learning kray gay tu aap ko atna zayida faida hota hai iss Lia aap achi trading day ko hi Kar saktay hai or acha profit hasal Kar saktay hai
        • #5 Collapse

          Re: How to succeed in day trading ❓❓

          Asalam o alikum dear member
          Hm ko trading ma is trah success mil skti ha ka hmin isky Bary ma kafi achi information hni chye hmin iski market or isky rules ka bry ma pta ho hmin forex pr zaida achi practice sy hm success hskty hn is liye hm chye ka bht skht mehnat krain ta ka hmin acha profit mily trading ka liye kabi b jaldbazi sy Kam na lain ku ka jaldi bazi ma hmesa loss hota hmin soch smj kr trading krni chye or hmin isy ky bry ma kafi acha experience ho tb e jakr hm achi trading krskty hn isky hmin chye ka hm zaida sy zaida skht mehnat krain or bht zaida time forex or dain tb jakr hm trading ma kamyab hskty hn
          • #6 Collapse

            Re: How to succeed in day trading ❓❓

            Dear members forex tradings ake behtreen online business hai jiss mai traders ko unki qualities kay mutabiq kaam kernay ka moqa milta hai aur Agar app Forex trading mai kamyab traders banna chahtay hain tou appko bohat ziada focus karna pary ga trading say related knowledge aur learning pay aur sab say ziada important hota hai app ki observation aur app ki abilities jab appko trading market ko watch karna aur market kay up trends aur down trends ko observe karna ata hay tou app achi aur effective trading kartay hoye ziada acha profit hasal karney may kamyab ho saktay hain aur iss kay elawa appko apna temper control may rakhtay hoye market ki movement ksy mutabiq trade open karni chaiye kyu kay jidhar app Thora sa bhi panic hotay hain udhar say hi loss start ho jata hai app wrong decision lay saktay hain jiss ki wajah say apoki jo trade profit may hoti hai wo loss mai Jana start ho jati hay lehaza haumay apni learning ko improve karney kay saath saath self confidence aur self control pay bhi focus karney ki koshish karni chaiey takay haum ziada say ziada achi earning hasal kar sakay aur kaamyabi hasal kar sakay.
            • #7 Collapse

              Re: How to succeed in day trading ❓❓

              Dear member basically aik new trader ky liye day trading ya scalping trade kafi tough hy jis ka result loss ky alawa kuch nahi milega kyo ky jo experts hain wo day trading ya scalping mein zyada success hasil karte hain kyo ky unka experience kafi strong hota hy. New traders ko chahiye ky day trading sy pehle forex ko achi tarah sy janain or sakht mehnat karain taky market ky flow mein rehna sikhain or trading tactics or skills ko bohat strong karain kyo ky day trading mein bilkul perfect planning ky sath quick decision leny parte jo ky un traders ky liye mushkil banta jinke pass less knowledge or experience ho.
              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
              • #8 Collapse

                Re: How to succeed in day trading ❓❓

                w salam dear aap nay kafi achi bat ke hai kay forex trading main jab aap ko achi trading ke jaiy too aap nay jo chaz write ke hai agr aik trader es per amaal krty too kafi achi earning ke ja sakti hai aur achi trading say hei kafi acha he kya ja sakta hai aur achi trading ke jati hai
                • #9 Collapse

                  Re: How to succeed in day trading ❓❓

                  hamy market ke movement ko dakth kar trading karne chahey hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna chahey hamy aik time main aik he pair main trade lagane chahey hamy is mai sahe trade lagane chahey ta ky hum is main acha profit hasil kar sakty hai agar hum is main galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: How to succeed in day trading ❓❓

                    forex mai hum kam kar ky pasia kama sakty hain hu is mai rat mai be kam ar sakty han hum is mai din mai be kam kar sakty hain ham is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karma ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hum is mai agr lalachi ban ky kam karty hin to amara account band ho y ga
                    • #11 Collapse

                      Re: How to succeed in day trading ❓❓

                      hamy trade ko spch samj kar lagan ho ga agar hum is main galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss main ja rahe hi to hamy is ko close kar dyna chahye yai aik asa karobar hai jo ky pore duna main pahl cuka hain hum ismain aik din mai aik account mai 24 gany he kam kar sakty han hamy is main 100 dollars par trade lagane chahey ta ky hum is maij acha profit hasil kar saky yai aik acha karobar hain
                      • #12 Collapse

                        Re: How to succeed in day trading ❓❓

                        trading mein Ham din mein bahut profit hasil kar sakte hain hamara analyses technical hona chahie jab tak ham log mehnat nahin karte tab tak ham log technical analysis nahin kar sakte hamen chahie ki ham log technical analysis Karen markeet ka jb ham technical analysis kartay hain to ham log kamaybi hasil karty hain jo log mhnat ni kartay aisay log trading main kamaybi hasil ni kar saktay mhnat karain mhnat karnay walay humisha forex trading main bahot kamaybi hasil kartay hain humin trading main expert bnnay k lie sab sa phly demo account par bahot achi trading karni chayea ham jb bahot achi trading kartay hain to humin bahot faida hota ha aur ham kamyb ho jatay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: How to succeed in day trading ❓❓

                          Forex main aap agar jyada se jyada kam yaha banae jaate Hain to imaandari ke sath kam karna chahie kyunki jab Hamkyunki jab Ham din mein Koi trade lagaya Koi aur kam karen to bataya hai ki aap behtarin aur imandar ke sath kam karte jaen aapko Sila milta jayega jab bhi aap kam kahate Hain ya tension online ki aap ko chalane Mila kyon kya mehnat ka 2 mahina 2020 milta hai to isliye kam ka bharpur najron kshetra kshetra ke sath karegi din mein raat mein Karen jo bhi kar raha beta karna har chij aapko samajh mein nahin chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: How to succeed in day trading ❓❓

                            hum is mai experience ke bena par har kam kar ky expert trader ban sakty hai hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karnan chahey hum is main pair or currency main kam karty hai hamy apmy experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahye or is main kam karna chahey agar hum new trader han to hamy silver pair main trading karne chahey ta ky hum is main acha profit hasil kar saky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How to succeed in day trading ❓❓

                              dear friend agar ap day time Trading se apne kam ko successful banana chahte Hain to aapko hamesha H1 time prem se kam karna chahie kabhi bhi aapko trading karte hue overconfidence nahin hona chahie hamesha confidence ke sath kam Karen aur apne kam ko regular hokar per kam karte raho Karen tabhi aapko daytime trading se fayda mil sakta hai koshish Kiya Karen ki market connection acche se Diya Karen itna acche se aap market analysis dete Hain apne kam ko regular hokar perform karte hain itna hi aapko achievement karne ka mauka milta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X