gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Aslam o alikum janab mere khayal me bhai ne theek kaha ke gold per new trader na karin jab tak acha experience ho jae iss me profit be boht hai issi tara loss be zayada hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ap ne theek kaha hy k gold ki trading wo trader hi kar sakta hy jo forex trading mein buht ziada experience aur knowledge rakhta ho aur market ko janta ho aur us ki learning achi aur achi skills achi ho kiok gold ki trading buht riski hoti hy aur gold buht fast move karta hy
      • #18 Collapse

        g han bhai gold me wo trading karte hain jinhe forex ke baaare me ilm ho aor experience bhi ho tab hi wo kamyaab trader ban sakhta hai forex ek bht hi acha business hai market gold ki bht tez move karti hia is se khyal se gold par trading karni chahiye
        • #19 Collapse

          yes dear ap ne sahi kaha gold pe trading krne k liye or earning k liye ap k paas big invest k sath big forex knowledge or economic knowledge chahiye tabhi ap gold pe best earning kr sakte ho
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay gold per wohi log trading karsaktay hay jis ka experience zyada ho kyun kay gold ki market bohat taiz chalti hay our is may aap ko zyada capital ki bhi zaroorat parti hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X