Forex main education ki kya limite honi chaeay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

    Forex mai education ki koi limit nahi hai agr ap k pass zaida knowledge hai apki qualification zaida hai to ap forex sy zaida profit gain kr sakty hain ap easily isko samj sakty hain but yhn py education ki ratio ko nahi dekha jata yhn py wo logg zaida tar kamyab hoo rahy hain jo forex ko zaida time dety hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

      forex trading eik aisa business hai jis me apki education itni matter nahi karti jitna apka experience matter karta hai... agr apka experience acha h or ap order lgana aa gy hn or market ko achy sy analysis karna aa gya h to ap eik achy trader ban sakty hain...
      • #18 Collapse

        Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

        Forex trading mn education ki koi limit nai hoti lkn itna zaror hona chaeye k ap ko typing py grip achi ho ap ko written work acha ana chaeye ap k lekhny k style acha hona chaeye agar ap sai sy lekhyn gy nai or ap ko es sy nuqsan ho ga agr kisi ko smhj na ay tou ap ko post ka koi faida nai h.es mn koshesh kryn k jbh ap seekh jaty hen tou apna experience dusrun tk bhi share krni kk koshesh kea kryn es sh ap ki knowledge mn izafaa ho ga keun k yh bussiness pury world mn hr jgha use ho rha h tou hr kisi k or or khyl hoty hn wo apny mind sy es ki approach krty hen
        • #19 Collapse

          Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

          Forex Mein kam karne ke liye Forex ki taraf se koi bhi education ki limit nahin hai aur na Hi Kuch Is Tarah Ki Koi condition rakhi hai Forex ne koi bhi member Chahe vah educated hai ya uneducated Hai vah forum per Apna account banaa sakta hai aur Forex Mein kam kar sakta hai.
          • #20 Collapse

            Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

            forex mein education ka hona bht zarori hy forex trading main learning bohet zrori hai is liye hume chahye k hum is k bary main zyada se zyada learn krein ta k hum kamyab ho skyen hum ache trader bhi ban skte hai or phr hum acha kam bhi kar skte hai pehly achi tarah learning karni ho gi zur sth sth experiance aur knowledge hasil karna ho ga tub hi ap aik acha profit earn kar sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

              therefore act members forex mein education ki Koi kimat nahin hoti jitni acchi hai aapki qualification hogi usi hisab se aap achcha kam karke achcha profit hasil kar lenge forex ek aisa business hai isliye education ki limit nahin Hai kam education wale log bhi ismein take part karke acchi in commercial kar sakte hain aur jyada educated log bhi ismein a rahe hain aur lekin jo log mehnat ke sath ismein hard work karte hain achcha kam karte hain vah jarur achcha profit hasil kar lete hain Jo log acchi qualification hone ke sath mein hi nahin hote ko ismein kuchh aasan nahin kar sakte forex mein kamyabi hasil kar sakte haine
              • #22 Collapse

                Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                education k sath sath apko experience ki zada zarort hy forex mein acha teacher bhi ban sake ga ur hum es qanoon ko forex trading pe bhi lago kar sakte hin aur yahan se bari earning le skate hin. Hum agar dil laga kar learning karte hin forex trading ki to humin market ko understand karne ka moqa milta he aur hum ache teacher bhi ban sakte hin.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                  jee haan apne theek kah mein apki baat sy agree krti hn achi kashi money earn karsaktay hain par kosis karay es main daily market ku view karya aap k liye best ho ga aur es main kaam kartay howay confuse na ho knowledge or experience jtna ziada ho trader utna ziada earning kar saky ga or ache earning sy apni life behtar kar sakey ga or khushal life guazar saky ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                    jee haan education ka ahona b bht zarori hy direct profit ki taraf na jay balkay long term may kaam kary to us ko profit bar kar milta hay matlab koi aysi currency dhonday jiss ki moving bohat ho or us ka time frame kam say kam 4 hrs wala lay. pir us mien hota yeh tha key market opposite jati thi to kafi time wait karna parta tha market key back honey ka ab mien stop loss laga key thora lot size key barey mien kar rahi houn.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                      Assalam.o.alaikum dear forex members Pakistan forex forum aik asa business hy jo pori world me spread hy Pakistan forex me kam krne kalye apko education ki limit nhi hoti apk pas good knowledge hoga to ap good earning hasil kr skty hn good experience hasil kr skty hn ziada se ziada mhnt krni chahiye Hardworking krni chahiye daily ka target daily complete krna chahiye daily basis p kam krna chahiye
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                        Forex Mein education ki Koi kimat Nahin hoti Ham jitne jyada education aasan karte hain hamare liye utna Hi fayda hota hai hamen chahie ki Ham Forex Mein achcha knowledge aur achcha experience ke sath hi join Karen education hogi tu Hi hamara experience badhega aur ham Forex Mein acchi tarah kam kar sakenge hamen market ki movement ko bhi dekhna chahie aur Forex Mein hamen analyses bhi karne chahie tabhi acchi tarah Se Ham Forex Mein profit Hasil kar sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                          Assalamu alaikum Forex friends main aapko batana chahta hun hamare Forex ke bhai ne achha topic review Kiya hai jiske bare mein main aapko batana chahta hun ke Forex se kaisa earning platform hai Jahan per nahin hamen kisi sifarish ki jarurat hoti hai na hi hamen kisi qualification yah age ki jarurat hoti hai Forex pay tamam age ke log aur kisi bhi qualification ke log kam kar sakte hain for Xperia running ke liye hamen qualifications ki nahin balki Forex per hmy mehnat ki jarurat hoti haifor experiencing hamari mehnat per depend karti hai Ham jitni jyada mehnat karte hain hamen itna achcha profit milta hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex Mein education Ka Hona Jaruri Hota Hai agar hamare pass application Nahin Hogi To Ham kam Yad bhi nahin ho sakte Kyunki frocks main thodi bahut education Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai yaar Ham Usi Se Hi Achcha Xperia Sonali dance karte hain Agar hamare pass Achcha knowledge or experience Hoga Kabhi Ham Kamyab Honge hamare pass Achcha knowledge and experience Ka Hona bhi bahut jyada Jaruri hota hai education ke unlimited education hone chahie aapke pass knowledge Hoga Jitna aap ko profit bhi Hasil Hoga isiliye Hamen Forex Main Raat Hai International platform aur Jahan per knowledge ki koi karte hain aur hamare pass iska knowledge or experience Jyada Hona chahie Jo Ham Apne Aage Logon Ko information kar sakte hain Hamen chahie Kya Main is business may appoint hai jo aapko without investment ke earning karne ka mauka deta hai isliye Ham is Mein acchi se acchi mehnat Karke Ek Achcha Insan Ban sakte hain Hamen chahie ki Hamen ismein acchi Tarah mehnat karne chahie aur Logon Tak Apna information pahchana chahie Apna experience logo Tak share karna chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                              dear forex mai eduction ki koi limit nai kiyun kay forex ik boht bara bussiness hai rozana hazarron balkay lakoon traders iss ko join krtay hain jis se marekt mai rozana ap ko ik naya move nazar ata hai, aur ap ko kuch na kuch seekhnay ko mlita hai agar ap forex mai expert hain tb b ap ki education complete nai hoti balkay ap ko phr b market mai anay wali hr strategy ko seekhnay ki zaroorat hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex main education ki kya limite honi chaeay

                                Ji bilkul apne yah sawal bahut hi achcha Kiya hamare pass kitni education hai aur jiske pass jitne education hogi bahut hi acchi trade kar sakega jis uske pass bahut achcha experience hoga to vah apna Kam bahut hi achcha karega aur quality wale karega is se vah bahut achcha bolna sarkar sakega isiliye use chahie kyon apna man pareshan rakhe aur soch samajh Kar train lagaen Taki vah kamyab ho sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X