Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

    Condeco mere bhai jo chij bhi hoti hai usko hi Sajjad karne ki jimmedari bhi aadami per Aati Hai Jaise koi motorcycle leta hai uski ham log Kya Karte Hain Uske lock Lagate Hain Shayad log hote hain aur baat to main Aise Logon Ko Dekha hai jinhone usko Kyon switch lagva hote hain hidden switch Kisko Kaha Jata Hai vah alag Hue hote hain aur ham Apna donon Kis Tarah Se bacha ke rakh sakte hain uske liye yah hai ki Hamen Palace kam knowledge Hasil karne Jitna Jyada Ham Iske knowledge hai se kar lenge utna hi jyada yah Mein fayda milega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

      Asslam o Alikum!
      Forex mae agr ap apna account save rakhna chaty hae to Proper rules ko follow krna chaey market ki movements ko zhn mae rakh kr km krna chaey forex ko zayda sy zaida time dy learning level increase kry trading mae greedy bn kr km na kry agr ap is mae greedy bn kr km kry gy to ap ka account block ho jay ga or ap earning nhi kr saky gy is ley agr apna account save rakhna h to ap experiance increase kry.Thanks
      • #18 Collapse

        Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

        Ap apne account ko save rkh skte hein agr ap kisi dosre ka copy paste na krein mtlb forex pr jitne b rules he forex k to ap unein follow krein.. Jb tk ap rules ko follow nai krte tb tk ap ka acoount save nai ha so apne account ko save rkhein in tamam baton pr amal kr k phir ap jb rules ko follow kr k km krein ge to ap ko faida ho ga app bot ziyada profit hasil kr skte hein forex pr mehnat kr k rules ko follow kr k..
        • #19 Collapse

          Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

          account ko save rakhny k liye humien mehnat ki zarort hoti hy trader ban sakta hai is main koi shak wali baat nahi hau is main jitni zada mehnat kertay hain kamyabi milti haiap ko jab tak learning nahin hoti tab tak ap kisi bhi business main kamyab nahin ho saktay so learning buhat hi important cheez hai is market main bhi agar ap kamyab hona chahtay hain.
          • #20 Collapse

            Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

            hamen apne account ko save rakhne ke liye mehnat karni chahie aur Dil lagakar kam karna chahie hamen ghabrana Nahin chahie balke apne account ko save rakhne ke liye save trading karni chahie aur achcha bonus Hasil karna chahie Ham acchi tarah Se Forex form Mein acchi quality ki posting karenge tu Hi Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada Se jyada Forex Mein apna time invest Karen aur apne account ko save rakhne ke liye behtarin posting karni chahie tabhi Ham achcha bonus Hasil karke apne account ko save rakh sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

              account ko save rakhny k liye good working bht zarori hy acha trader bunat hai jo achi learning karay ga wohi success ho ga success honay k leayh learning zarori ha achy trader hoty hai or unh kam karny main asani hoti hai jab ye hamri tahra new thy laken aj enoh ny learning karny ky good trader ban gy hai
              • #22 Collapse

                Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                jaisa kya aap jante Hain forest se Kya sa business hai ismein hamen lost bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai agar Ham mistakes karenge to hamara account band Ho jaega aur hamen ismein kuchh bhi hasil nahin hoga apne account ko bachane ke liye sirf rakhne ke liye jaruri hai ki Ham forest rules ko kha lo Karen rules ke mutabik achcha kam Kare jab Ham rules ke mutabik hard work karenge achcha work karenge to definitely Ham usmein kamyabi bhi hasil kar lenge Jo log Park ke baras kam karte Hain vah kabhi bhi kamyab nahin hote achcha insan wahi hota hai jo aur money management ke istemal se Ham apne account ko sev rakh sakte hain jab Mara kaun se hoga to hamara trade bhi kamyab hogi aur achcha benefits bhi hasil ho jaega
                • #23 Collapse

                  Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                  greed humien nakami sy bcha sakta hy apny banaye hue trading plan ko us ekarta hy wo is s ezayda profit earn karta hy aur jo kisi aur ka plan ko us ekarta ahy us e loss be ho skata hy Forex py wo peson sucess kr skta hai jin k pas experienc demo py learning etc apni skils or learning experiene ko fosex use krty howy aik best trader bun skty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                    hum apne account ko mehnat kr k save rakh sakty hain hamey bardey loss sey bacha deti hy ma nai start mai bardi profit ke lieye trade ki or mujhe loss ho gia phr kafi time tak mai forex sey door raha. faeda tou hai par kosis kary es mein day by day mind se trading karay aur es main greedy na karay ap k liye money earn karna easy hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                      hamy market mai apny account ke safety karne ho ge dear hmay stop loss ko use karna ho ga then hum kamaybe hasal kar saky gy forex aik amm business asa nahi han hum is mai agar greedy ban ky kamk arty hain to hamraa account band ho jy ga hum gar mai bat kar is mai kam kar sakty hain yai aik asa busienss hain jo ky ala worlkd mai bohat taze s fmaous ho raha hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                        Dear kiyaa haal hain agar ham chahtay hain k ham log apnay account ko safe rakhein or zaida loss n karein tu hamein sahi trha say trade karna selhna chahye jos ki base pu hamein zaida nafa or kam faida ho, agar ham learning kar lain tu he ham sahi andaz main trding kar k apnay account or paisy ki hifazat kar saktay hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                          Aslamulicum g apne bhout achi post ke hai our acha question kia hai mery khayl mein account ko save krny ke leya ap ko 2 kam krny chahya pehla kam kam lot ke trade lagya kray second kam humsha trade ke sath stop lose lagya kray taky apke trade nuqsan mein na jaye our ap achi earning kray over confidence bilkul br nahi hona chahya
                          • #28 Collapse

                            Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                            Mere par doston mein Forex trading Mein Apne account ko saaf rakhne ke liye ismein Apne balance ko increasing karna hoga aur jab trade Lagate Hain To Hamen ismein kam lot size Ka istemal Karna chahie tha ki Hamara account was hone se bacha Jaaye aur Hamen Apne account ko saaf rakhne ke liye mehnat aur to jabe ki jarurat Hota Hai jisse Hamara account was hone se ban jata hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                              Forex Mein account ko sev Rakhna Koi Mushkil Kam Nahin Hai aapko account ko saaf rakhne ke liye apni Har trade Main Har Hal Mein stop-loss customer call karna hoga Kyunki agar aap apni trade Mein stop loss ka istemal Nahin Karenge to aap Forex Mein loss Mein Chale Jaenge aur aap kabhi bhi profit Hasan nahin kar Payenge isliye aapko chahie ki aap apni heart rate jaapi open karen to Pahle stop-loss Ka istemal Karen Taki aapki trade Jyada loss Main Na Jaaye aur aap profitable trades hasal kar sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Ham apne account ko kaise save rakh sakte hain??

                                mere pyare dost agar main forex trading mein apne account ko shiv rakhna hai to uske liye hamen ismein mehnat ke sath kam karna chahie kyon ke bagair mehnat ke Ham ismein kabhi bhi apne account ko sev nahin rakh sakte hain isliye main chahie ki Ham ismein mehnat Karen aur agar hamen apne account ko save karna hai to iske liye hamen ismein trade karte waqt chhota lot size ka istemal karna hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X