Technical analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis
    Junior traders technical analysis ki learning to bahot asani se karny me kamyab hoty hey aur indicators ko use karna hi esy traders technical analysis ka best source samajty hey magar mery khayal me junior traders key ley Etna hi kaki nahi hay indicators ko samjny key sath traders ko economic news se related important data aur economic news se market key behaviour ko judge karny ka experience be hasil karny ki koshish karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis

    hamain techniuq ko use karna ho ga tab hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain chahye is k bary main practice karna ho gatba hi hum run kar sakty hain so hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain enter hony say pahly is k bary main information cahi ho gitab hi hum real main kam kar k hi hum kamab tradr ban sakty hain but hamain enter hony say pahly is k bary main information achi ho g tab hi hum planing kar k hi hum acha earn karny k kabil hon gay tab hi hum run kar ksaty hain
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis

      Hamen iske bare mein good learning Karni hogi aur hamen good knowledge join karna hoga tab hi hamen technical analysis car ilm Hasil hoga aur ham success trade kar payenge
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Junior traders technical analysis ki learning to bahot asani se karny me kamyab hoty hey aur indicators ko use karna hi esy traders technical analysis ka best source samajty hey magar mery khayal me junior traders key ley Etna hi kaki nahi hay indicators ko samjny key sath traders ko economic news se related important data aur economic news se market key behaviour ko judge karny ka experience be hasil karny ki koshish karni chaye.
        Hamen iske bare mein good learning Karni hogi aur hamen good knowledge join karna hoga tab hi hamen technical analysis ka ilm hasil hoga aur hum success trade kar payenge
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis

          Ji bilkul bahut hi acchi information aapane share Ki hai technical analysis ke bare mein kyunki jyadatar tool economy se related hota hai agar kisi country hai kisi pair ke upar kisi news kah deta a jata hai tumhari aukat ki direction ekdum se change hone lag jaati hai aur is chij ko technical analysis bhi kaha jata hai aur different indicators ki helps a market ki direction ko uski movement ko analysis Kiya jata hai to technical analysis ka istemal jitna jyada karenge utna hi jyada ab market ki direction aur iski movement ko samajh payenge Forex main har EK chij ki important bahut hi jyada Hoti hai chahe vah kisi bhi kism ki startegy ho ya koi tools Ho news ke sath trader ko Hamesha touch mein rahana chahie aur koi bhi agar news a jaati hai to forun us Time alert Ho karke kam karna chahie kyunki news ka impact bahut hi jyada padta hai aur market ekdum se hi change hone lag jaati hai aur iski munh mein bhi bahut hi fast Ho jaati hai to use time ka bahut hi jyada khayal rakhna chahie aur har Ek chij Ko acche tarike se monitor karne ke bad hi koi step decision Lena chahie jitna focus ke sath work karenge utna hi jyada Forex a profit gain kr payenge
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis

            Assalamualaikum dear!
            G blkul technical anlysis ki understanding hr trader k liye zaruri ha techinical anlysis mein trader indicators ko use krty huwy price kii movements ko dkehty Han ..or in price ki movements ko dkehty huwy trading lgty Han future ko predict kr k ...k price future me kitni ho skti ha... process traders hamesha stop loss or take profit Indicator ko zarur krty Han trading time or begineer ko b in indicator kka knowledge hona chiye ..ta k agr profit ni wo gain kr sky apni trade me to losss b na face krna oryy
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis

              Bahut hi acchi baat ki hai aapane Forex trading ke andar agar aap Kamyab Hona chahte ho to aapke pass technical analysis skills hone ka bahut jaruri hai jitni acchi aapki analysis Khel hongi aapka knowledge or experience Hoga Itni hi kamyabi ke sath aap trade kar sakte hain aur acchi income Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading 1 Din Mein samajh Aane Wala business Nahin Hai Isko sikhane ke liye bahut time lagta hai is liy mehnat Karen apni skills ko develop Karen aur jab bhi aap trade karne lage to international news ko aur local news ko Jarur focus Karen Kyunki yah market ko effect Karti Hain iske sath sath aapke country ki economical condition bhi Forex trading market ko effect Karti Hai Jab aap ine chijon ko Samne ka kasht Karenge to Fir aapko Ek acchi income hasil hogi
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis

                Technical analysis per kam karna chahiye technical analysis indicators ko dekh per market ka andaza Laga sakte hain Agar Ham chart patterns ko samajhte Hain To Ham bahut acchi trading kar sakte hain ya Ek acchi Si sabit ho sakti hai Ham indicator chart pattern Aur candlesticks Ko Dekhkar market ka technical analysis kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis

                  humin technical analysis karna cahyea jb taq ham markeet ko achay say analyse na kar lain humin trading karny ki galti ni karni chayea humin humisha soch smjhkar achi planing ka sath trading karni chayea kamaybi humin us waqt milay gee jb ham log bahot achi trading karain gay ham log kamyb ho jain gay mhnat say kia hoa kam ek din hamarau kam aa hi jata ha humin kbhi bhi apni mahnat main kami ni lani chayea mhnat ko ham kbhi bhi stop na karain ham humisha mhnat kartay rahain kamayb ho jain gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical analysis

                    Forex trading 1 din Mein samajh aane Wala business nahin hai iske liye bahut zyada practis aur learning karni hoti hai trading Mein Kamyab hone ke liye agar aap learning aur practice zyada se zyada karenge to aap kabhi naakam nai ho sakte hain iske liye aapko indicators per dhyan dene ki zarurat hoti hai aap indicators ko bhi follow kar sakte hain aur apni learning se market ko study karke aur market ki unexpected movement ko study karke hi trade karen to aap Kamyab ho sakte hain Agar aapko market ko analyse karna aata hai aur uski price up or down Ka pata hai uska pic price aur lower price ko abhi andaza hai to aap trading main Kamyab ho sakte hain aur acchi alankar sakte hain iske liye aapko market ka ka kuchh pahle ki movements ko study karna hoga ki market kis taraf ja rahi hai agar upar ki taraf ja rahi hai yah niche ki taraf ja rahi hai to iska kahan per hoga aur lo aur kahan per hoga to aap is tarah market panelize karke fir bhi trade karen to aap ismein Kamyab ho sakte hain Jin logon ne bhi trading Mein kamyabi Hasil ki hai unhone market ko jyada se jyada study Kiya hai agar aapko analyse karna nahin aata to aapko trading Mein last hoga aur aapka account bhi wash ho jaega hamen apne account ko bhi save rakhna hai tabhi Ham Ek acche trader Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical analysis

                      analyses ke kie iqsam hain hamy technical analyses ko experience or knowledge sy he use karna chahey hamy market ko achy sy samj kar is ky is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey hum ismain jitna be kam karty han yai hamy ise ky hesab sy earning dyta han hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey yai aik asa karobar ha jo ky pore duna main famous business ban cuka han
                      • #12 Collapse

                        Re: Technical analysis

                        technical analysis karne se market mein bahut profit milta hai koshish karen technical analysis Karan kyon ke jab Ham successful hasil karna chahte hain toanalysis karenge to market mein hamesha kamyabi hasil karenge aur trader ko chahie ki vah bahut jyada fayde mein rahata hai aur kam karne ke liye experience hasil karne ki koshish karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Technical analysis

                          Dear friends ji bilkul bhai apna bilkul thek kaha ha Forex trading ke andar agar aap Kamyab Hona chahte ho to apke pass technical analysis skills hone ka bahut jaruri hai jitni achi apki analysis hongi aapka knowledge or experience mn itna ziada izafa Hoga Itni e kamyabi ke sath aap trade kar sakte hain aur achi income Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading itni asani Mein samajh Aane Wala business Nahin Hai Isko sikhna ke liye bahut time lagta hai is liy mehnat Karen apni skills ko develop Karen aur jab bhi aap trade karne lage to international news ko aur local news ko Jarur focus Karen Kyunki yah market ko effect Karti Hain iske sath sath aapke country ki economical condition bhi Forex trading market ko effect Karti Hai Jab aap ine chezon ko Samna rakh kar kaam karen ga to aap ka lia is mn kamyabi hasil karna bht asan ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Technical analysis

                            Technical analysis ak frame work hota ha is men trader price ki harkat Ka jaiza lata ha technical analysis men sab sa pehaly jo cheez zehan men ati ha wo chart ha is chart sa andaza hota ha k mazi men price kis level p thi price uper ja rhi ha ya nechay ja rhi ha market trend men chal rhi ha ya side p chal rhi ha price movement ko mazid waza krna kaliay indicator chart load kiay jatay hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Technical analysis

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahidiqball پيغام ديکھيے
                              Hamen iske bare mein good learning Karni hogi aur hamen good knowledge join karna hoga tab hi hamen technical analysis car ilm Hasil hoga aur ham success trade kar payenge
                              technical analysis ki desh per market mein train lagate Hain sabse pahle question ki niche ki market ka technical analysis kar le jab market technical analysis ho jaega to tabhi trade laga sakte hain SO koshish Karna chahie ki sabse bada market technical analysis Karen gram tactical analysis nahin kar sakte to sabse pahle aur tarike se karle

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X