importance of planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    dear planing is too much necessory in forex trading , you have to plan your trading if you have a good plan then you can do good job and earn hige money
    Success is the Best Revenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      ji han mry nazdeek planning ki boht ahmiat ha q. k ap koi b kam kren ap agr planning k bna kren gy to ho skta h ap is min nakam ho jaen is liy hamen har kam plaaning k sth krna chiy ta k nakami hamen nah ho
      • #1998 Collapse

        hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur phar hi hum achi planing kar saky gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay
        • #1999 Collapse

          forex trading main planning bohat ehma cheez hay so agar hum theak say forex trading ki planning nahi karen gay to hum esmain kamyab nahi ho sakty so humay demo par planing karna seekhna chahiey
          • #2000 Collapse

            planning say is business ko zada profit able bana saqty hain her ik traders ko is market main knowledge say ye moka milta hai jis say ye khud ko loss say safe kr saqta hai humy b is market main isi tara say isi ko follow krna hota hai
            • #2001 Collapse

              planing karna har huisab say important hoti hai likin plan ko kasi tarahas ay ready karna hai is pe ksi taraha say amal hona chaiy ye bi bohat hi important hota hai lazmi planing karna hi important nai hota hai please ap new traders ko ko plan karna learn karay
              • #2002 Collapse

                Forex main planning ke zaroorat hai jase baqe har cheez main hai hamen ek trusted approach ke sath market main in hona chahye. Plan hamen market main survive karna ka moqa data hai
                • #2003 Collapse

                  Bilkul sahi kaha apne life ki her field main planning aur strategies ki zaroorat hoti hai tbhi ap kamyab hoty ho same forex main bhi ek acha trader hmesha apni planning aur strategies se trade kar k he successful hota hai
                  • #2004 Collapse

                    han g planning bohat zyda importance hai. q k ap ki planning jitny zyda ho gy ap ko tradng main utna zyda profit ho ga. warna agr koi banda with out planning jata hai to wo to loss he karta hai .is lai lazmi hai k jab b koi order lagain to plannig k bad he lagain. warna to ap ko loss ho ga.
                    • #2005 Collapse

                      mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur knowldge ho ga tab hi hum planing karein gay aur sucess hon gay
                      • #2006 Collapse

                        dear agar hum ais market mai kam start karty hai aor aus se phly hum aik bahot hi acha sa plan banaty hai to aus par jab hum real mai kam start karty hai to aus ka faida ye hota hai k hum aus se kafi zayda acha result hasil kar sakty hai kyn k humra plan acha ho ga.
                        • #2007 Collapse

                          AOA everybody, Bhai har successfull busniss ky pechey ik nice planning hotaa ha, aisee liaey aap ko bhee tradings krny sy phley ess pei achaa planning krna chaeye ta ke app ko is say zaidaa profit hao.
                          • #2008 Collapse

                            Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wa barakatuh! bhai jan pakistan forex main ap ko planning iki ahmiet ka pta chal jay ga kap ko planning kesy kary chahiye q k agar ap planning nai karty to ap aik nakam tarder hy is liye ap apny fail hiony ka plan karty hn
                            • #2009 Collapse

                              Hi everybody, Plans kee benaa app kahi bhi secuss hasal nahe ker sktay es liye app ko chaheey ki propar plan sy works kareey to excellent ha, nahin to lose he gaa, main to yehi kahao gaa, ki propar maloomat aor plan sy tradings kareey ge to results good aye ga,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                Bahi Jan forex trading mein planing bahot zarori hai humein plan kr ke trade krni chahiye aur trade mein stop loss aur take profit lazmi humein use krna chahiye taqe loss zaida na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X