Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai
    Assalamu Alaikum dear friend forex market Mein Hamen Har Tarah Se analysis karna Aana chahie aur ismein Hamen support aur resistance ki pahchan Ka Hona bhi bahut lajmi hai Kyunki is per Ham Ek behtarin trade open kar sakte hain Jo Hamen behtarin profit de sakti hai isliye koshish kar rahe hain Forex trading Mein iska Achcha knowledge Hasil Karen ismein mehnat se kam Karen aur ismein aap kamyabi Hasil Karen Forex ka Achcha knowledge hi Hamen ismein kamyabi deta hai aur acche knowledge Se Hi Yahan Forex se behtarin profit Hustle karte hain isliye koshish karen market ko samajhne ke liye 4 ka Har Tarah ka analysis sikhane ki koshish karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

    Assalam walekum aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke andar 2 levels bahut important hote hain Ek support level 2 resistance level support level wo level Hota Hai Jahan per market minimum ko Aakar touch karti hai aur dwara upward movement Karti Hai ise Ham sport level Kahate Hain aur resistance level vo level hota hai maximum Yahan per market Apne point ko touch karti hai aur Wapas niche ki taraf Aati Hai isase resistance level Kahate Hain market Mein Main aapko trading karne ke liye sport or resistance level Ka Pata Hona bahut jyada Jaroori Hai Tabhi aap apni trading strategy bana sakte hain aur ek successful trader Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

      assalamu alaikum dear friend hamen market mein har tarah ka analysis samajhna chahie aur ismein behtarin analysis support aur resistance per Kiya jata hai hamen iski pahchan ka hona lazmi aana chahie jaise Ham behtarin trading kar sakte hain Forex trading ek behtarin online business hai ismein Ham achcha profit tab hasil karte Hain jab hamare pass Forex ka accha knowledge hota hai isliye koshish karen Forex ka achcha knowledge hasil Karen ismein mahina se aur hard-working se kam Karen aap ismein kamyabi hasil kar sakte hain aap ismein acche trader Ban sakte hain yah ek behtarin business hai jismein Ham mehnat karke kamyabi hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

        market mein support and resistance buhat hi eham hain is mein hmain buhat hi achi positions milti hain lekin hmain aik hi cheez pe nahi kaam karna hai hmain is mein mehnat se kafi kuch karna hai agar ham mehnat se kaam karian aur Ichimoku use karian to ham acha kaam kar sakte hain mehnat se ham kaam karian ge to ham kameyab ho saken ge aur ham kameyab ho saken ge
        • #5 Collapse

          Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

          Walaikum Salam!!!
          Ji bilkul forex ke business mein support or resistance ka bahut hi important role hota hai kyunki unki vajah se bahut se trading forex se achcha profit book kar padhte hain aur agar aapko support and resistance ke bare mein pata chal jaaye aur aapke pass acchi information Ho jaaye aur sahi entry point per aap trade lagaen to aap maximum profit forex ke business book kar sakte hain kyunki yah donon hi chijen bahut hi important hai aur jab Tak ke market support and resistance ko break nahin kar deti tab tak market centre mein Hi movement dikhti rahti hai to is chij ka bhi khayal rakhna hoga aur apna knowledge or experience aur bhi jyada increase karna hoga agar support and resistance per kam karna hai to support or resistance bahut hi kam ki chij hai aur unke bare mein acchi information hasil karna bahut hi jaruri hai agar aap ek bar support or resistance ko samajh lete ho to aapki trade loss se jyada profit mein hi run karegi
          • #6 Collapse

            Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

            market main suport and resistance ka hona bahot important hota ha maslan agr humara account balance is qabil ni ho ga ka ham log achi trading kar sakain to himary pas bahot achi suport ni ho gee aur humara account bilkul wash ho jaye ga mhnat karta ha jo bnda wo har field main kamaybi hasil karta ha mhnat nj karo gay to kamybi naseeb ni ho sakti suport and resistance bahot important hoti hay trading ki field main humisha say hi humin knowledge ki bahot zarorat hoti hay jb taq humary pas bahot acha knowledge ni hota ham kamybi hasil ni kar saktay humin chayea ka ham log proper plaining ka sayh bahot acha kam karain
            • #7 Collapse

              Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

              Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends hn g market min kam krty hoy market ki study kren es k bary min knowledge gain kren demo p kam kr k ya senior se sekh k market min trading krty hoy suport r resistance k bary min ilm ho tb ja k ap ki trading kmyab ho gio r ap ko profit hasil ho ga wrna ap log mnkam rhy gy r loss ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                Forex trading mein support or resistance to Hai yah Hamare liye ek basic chij hai Jab basic chijon per pata nahin Rakh Sakenge To Ham Kabhi beta nahin kar Sakenge support and resistance se Hamen market ke directions Ka Pata Chalta Hai Hamen Pata Chalta Hai Ki market kis jagah per stop kar sakti hai kis jagah per market stop nahin kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                  G han agar hum nay forex trading men achy kamayby hasil karny hy tu hamen support ur resistance candle ko achy tarah say sanajhna hoga tabhy hum as men achy kamayby hasil kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath apny seniors say as kay bary men knowledge hasil karna chahey tabhy hum as men achy trading kar sakty hain as lia hamen forex forum menkoitahy kay sath kam nahin karna chahey kun kay agar hum as men trading kay duran kotahy kay sath kam karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex men trading kay duran bahut saber kay sath kam karna chahey tabhy hhum as men achy earning hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                    hamy Pair or currency ki movement Ka Pata Hona chahie ke pair aur currency ki movement present Kya Ho gi Hamen Apne experience ke hesab sy paur yai currency chose Karni chahie aur ismein kam karna chahie Agar Ham new member Hai To Hamen chahie ke Ham silver pair ko trading ke liye chose Karen hamy sport aur is tense level ke bare mein full information Hasil kar leni chahie ine ki bahut value hai market mai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                      Assalam 0 alaikum dear friends!!! market me support 0r resistance ki pehchan ka h0na b0hot zaroori hai... isis sy hi pta chalta hai k hum apni trade kesi lgayen gy or wo lss me jaye gi ya profit me.... trade lgany sy pehly achi trah support or resistance ko samjna bhot zaroori h0ta hai...... jitna achy tariky sy smjhy gy utna hi achi trah sy trade lga saken gy.......
                      • #12 Collapse

                        Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                        Dear Mate ap nay Boat he Important Topic kay bary main Share Kiya hai jab tak aap Ko Support Or Resistance kay Bary main Pechan Nahi ho ge aap Ko market Main Trades lgana mushkil Ho Sakta hai iss Kay liy aap Ko technical Tools Kay bary main Acha Knowledge hona Chaye Ku kay technical Analysis Ke Waja Say he aap Forex Market Main Resistance Or Support kay ilawa be Kuch Tools Ke Practice kar sakty hain or Acha profit Gain kar sakty hain Iss Kay liy aap Ko Market Main time Dyna Hota Hai or Market Ke Movement Ko Understand karna Zrori Hota hai Jaab Tak aap Ko Market Main Price Action kaisy Work Karta hai Ye Knowledge Nahi ho ga aap Forex Market Ko Kabi Successfully Trade nahi akr Sakty hain Iss Liy aap kay Pass ye Knowledge Hina Boat he Zada Zrori hai tab aap Support Or Resistance Levels Ko Identify kar kay trades Open kar Sakty hain or Profit Gain kar Sakty hain.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #13 Collapse

                          Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                          Ji Ham Sabko support and resistance ka sochana chahie Aur Dil lagakar Apna Kam karna chahie Agar Hamen is baat ka idea Nahin Hai To Hamen senior se help Le leni chahie but Hamen Apna Kam Apna time pass complete Karke satisfaction Hasil Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                            Support level and resistance level donon bahut hi Ham hote hain market mein Ek Bada trader banne ke liye sabse pahle yah jaruri hai ki aapko support level aur resistance level Ka Pata Hona chahie agar aap Bade traders ko Dekhen Jo Forex se daily Lakhon Qamar Hai To unko is chij per bahut hi Mahabharat Hasil hai key support level kahan per hai aur resistance level kahan per hai bahut Sare traders Jab Breakout ho jata hai tab trade lete hain aur is Se unhen Achcha munafa Hasil Hota Hai agar aapko Indore chijon ka pata chal Jaaye to aap Rakh Samay 50% Kamyab ho gaye hain Baki supply and demand zone vah bhi sikhana bahut jaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market mein support and resistance ki pahchan Ka Hona zaruri hai

                              hamy apny knowledge or experience sy pair chose kar ky kam karna chahye hum is main aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hain yai aik asa karobar hai jo ky pore duna man pahl cuka hain hum is main gar bath kar kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote yai asa karobar hai jis ko hum aik din mai nahe samj sakty hum is main aik sal ke practice ky bad expert trader banty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X