Assalamo Alaikum dear pyary Forex AJ mein indicators ke barey mein Kuch bayan kerna Chahta hun sab SE pahly Hamm jante hai ke Forex ke technical analysis ma jo anay wali price ki peshangoi Hoti hai currency market mein Usay Hamm indicators ke naam SE jante Hain. Yeh indicator trader ke liye aik ap keh sakte Hain ke cut and make decisions ki trah Hota hai Ku ke iskay zariye trader market ma apni amad or market SE ikraj ka faisla karta hai mein ap ke sth 2 types share krna Chahta hun indicators ke.
1. Lagging indicator:-
Yeh indicator aisay hoty hai Jo market ki past data ko future price level ko predict kerny ke Lia Hota hai. Yeh Indicator bunyadi tor per slow hotay hein.jesa ke ap example ke for per esi indicator Ka yha tazkara Ker sekte Hain ke ke kesy yeh indicator market ke 3 different states ko show kerta hai. Jb rsi ki value 20 SE 0 hojati hai to ye oversold hojati hai jis Ka MATLAB Hota hai ab ap buy ki trade ko open Ker sakten hai or jab market value 60SE 100 Hoti hai you to iska matlb market overbought hochki hai or ab trader trade ko sell ma open Ker skta hai.esi trah jb rsi 20 SE 60 take pohncha hai to market neutral state mein ajati hai or trader ko trade Soch samja Ker open krni Hoti hein.
2 Leading indicator:- yeh aisay indicators hotay hai Jo past price ko future level mein predict Kerty hai qk market mein ab take aisa ki indicator dastyab nhi Jo 100% yakeen SE btye trade ke barey mein es liye esay use Kiya jata hai trade mein.
Shukria apki Raye Ka muntazir rahuga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим