Base currency and quote currency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Base currency and quote currency
    Assalamualaikum dear members !
    Trading lgaty Huey Jo currency pairs hoty Han us mein first currency base currency hoti ha or Jo 2nd currency hoti ha wo quote currency hoti ha
    Currency pairs me 1 currency ki value ki 2sri currency k sth compare Kiya jata ha.....is mein ye dekha jata ha k k quote currency ko kitny units ki zarurt ha base currency purchase krny k liye
    Base currency ko transaction currency b kaha jata hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Base currency and quote currency

    Base currency and cute currency Iske bare mein information Hasil karna Hamare liye Jyada Jaroori hai dear friends of base currency ke bare mein koi information information Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen Jyada Se Jyada Forex course study Karen aur Waqt De Tu jaake Hamen Forex ke bare mein aur currency ke bare mein pata chalega Kyunki base currency 100 baisa currency hoti hai aur jo cute currency Hoti Hai vah Paise thoda alag hoti hai isliye Hamen chahie Jyada hard-working Karen aur ine chijon ke bare mein jyada information Hasil Karen Kyunki Yahi chijen Hain Jo Hamen trading Mein kam aaenge Agar Hamen in ke bare mein information Nahin Hogi To Ham trading nahin kar Payenge isliye koshish Karenge Aisi chijon ko sikhen
    Last edited by ; 27-09-2020, 09:43 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Base currency and quote currency

      Forex mai aksar new aur junior traders kay liye yeh aik bohat eham information hai kiyu kay unhain yehi confusion rehti hai kay forex mai currency ki trading pairs mai kiyu hoti hai. Aisay traders ko samjhanay kay liye yeh zaruri hai. Forex trading mai currency pairs iss liye hotay hain kay exchange ho sakey aur exchange kay faraq say he profits banaey jatey hain. Jaisay kay pair ki pehli currency ko base currency kaha Jata hai aur second ko quote currency kaha Jata hai. Base currency ki madad say Dusri currency ko ya to khareeda ja raha hota hai ya phir base currency ko quote currency kay muqabalay mai baicha ja raha hota hai. Base currency ki pricing pay he buying ya selling hoti hai aur profit ya loss quote currency ki movement say honay waley difference say ho raha hota hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Base currency and quote currency

        Base currency and cute currency Iske bare mein information Hasil karna Hamare liye Jyada Jaroori hai dear friends of base currency ke bare mein koi information information Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen Jyada Se Jyada Forex course study Karen aur Waqt De Tu jaake Hamen Forex ke bare mein aur currency ke bare mein pata chalega Kyunki base currency 100 baisa currency hoti hai aur jo cute currency Hoti Hai vah Paise thoda alag hoti hai isliye Hamen chahie Jyada hard-working Karen aur ine chijon ke bare mein jyada information Hasil Karen Kyunki Yahi chijen Hain Jo Hamen trading Mein kam aaenge Agar Hamen in ke bare mein information Nahin Hogi To Ham trading nahin kar Payenge isliye koshish Karenge Aisi chijon ko sikhen

        اب آن لائن

        Working...
        X