forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex main jahan profit hota ha wahan loss bhe hota ha mager is main asal trader wo ha jo achi cheez ah jis sy esy profit ho raha ha is ko hamasha follow kary aur jis kie waja sy loss ho raha ha is sy bach ky rahay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      I think, loss key bohat importance ha. Kyon kay ya sara trading work profit or loss par he mabne ha. Agr trader ko profit ho ga to wo apney trading ko garey rakh sakay ga or agar loss karay ga to is key investment he khatam ho jaya ghe or wo trading ko jariy nhe rak sakay ga.
      • #168 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
        loss se jahan hamra capital kam hota hai whan humen biht se cheezyn sekhny ko milti hen , jo lesson ap apni mistake se learn krty ho wo ap ko future me boht help deta hai ,, ec liye humen loss ko dil pay ni lena chayay ..
        Jee han loss bhi humain aik sabaq deta hai aur jiss waja say loss hota hai uss ghalti ko hum aagy repeat nahi karty hain tu iss tarah humain experiece hasil hota hai aur hamary trading skills aur strong hoty hain.
        • #169 Collapse

          Dear friend ap forex mein jab loss karty ho to ap loss sy he mistakes ko remove karty ho ap apny mind mein rakh lety ho k apko kis waja sy loss howa hai or ap again os galti ko dohraty nahi ho kyu k wesa ap k sath pehly ho gya hota hai...
          • #170 Collapse

            App ko is main loss tab hi huta hay jab app market ko view kiye bager app ko trade se loss ho jye app ko app ke loss se pata chal jye ga ke app ko is galti ko app next time ki trade main nahi us ekare ge aur app ko is main nafa ho ga jo app ke loss ko bhi pura kar de ge .
             
            • #171 Collapse

              Forex main loss se app ka experience hasil huta hay aur app ko is main kam karna ata hay aur app ko jitna bhi experience hasil ho ga wo app ki practice se hi ho ga app ko is main itni galti nahi karni chahye in sab ko app demo account per hi test karna chahye .
               
              • #172 Collapse

                jo bhi trade kam krta ha ya jo bhi kam krta ha to who is liy krta ha keh usy kuch hasil ho. agr phir bhi koi loss ho jata ha to insan ko himat nhi harni chahe blekh mhnt aor sahih traiqy sy kam kr k earning hasil krna chahe.
                • #173 Collapse

                  app business kare or loss na hi kare yea to ho hi na hi sakta so app agar real business kare to app ko loss ko sikar karna hi parega or loss se app learn kar sakta hai ki app loss hone ki bad us galti kabhi na hi karta so loss important hai.
                  • #174 Collapse

                    the loss is the important but in the only sense if we will get the learn from this loss ,if we will learn from the loss then it will give the benefit to us otherwise there will not be the any loss in the forex
                       
                    • #175 Collapse

                      es main ager app apne loss se larn kar rahe ho tu app ko es amin boht importance hai aur app es main ache kama skte ho aur app es main kamayab be hote ho so forex trading amin ye boht he important hai app k lye k app es main apne galtiyan dekhain aur sekhain en se
                      • #176 Collapse

                        loss ki imp isi tarha ha forex me jese har jaga gir kar sekhne ki hoti ha ... So mere khayal se loss se hamesha hume sekhna chaiye and 1 baat sabse ehem k jab bhi forex me jayen koshish karen k capital jitna zada karsakte hen utna xada karke trading me entry karen
                        • #177 Collapse

                          forex trading me loss ki importacnce yeha g agert ak trader forex me loss krta ha to us ko us ki waja yaad rahti ha g k loss kis waja se hua ha g forex me trade krne k lie ak trader ko forex me loss b bohat ahm sbak deta ha trader ko g
                          • #178 Collapse

                            Yes i agree with all of you members .koi bhi kam start kia jaey to us main loss bhi hota hai profit bhi .laikan loss honay ki koi na koi waja hoti hai us main zaror kahain ghalti hoti hai is liey forex main kamyab honay aur loss say bachnay kay liey ghaltion ko theak karna chahiey aur zaida say ziada mehnat karni chahiey ta kay kamyab ho sakain .
                             
                            • #179 Collapse

                              Forex trading mein loss bhi apke liye faide mand hosakta hai lekin ye ap pe depend karta hai ke ap us loss se koi sabaq seekh rahe hain ya nahi,kiunke har loss apko ek lesson deta hai aur lesson ko learn karna ab apke uper depend hai ke ap learn karte hain ya nahi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Yes i agree with all of you members .Forex aik bohat hi simple aur profitable business hai .Is main agar knowledge kam ho ya mehnat kam karain to is main loss hota hai .is liey loss ki soorat main ghaltion ko daikh kat un ko theak karna chahiey .is waja say loss ki bohat ziada ahmiat hoti hai is main .loss say ghaltion ko theak karnay ka maoqa milta hai .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X