forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    Assalaam o alaikum forex tradingmein loss ki bohut i ziada importance hai agar aapko kaamyaab hona hai forex trading mein then aapko apni galtiyon se b seekhni chahye taake aap kamayab hon thne aapke liye behtar hoga agar aap sei tarah se trade lagainge forex trading mein .................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      ji ha n is business mai jb tak ap ko loss nai hota tb tk ap is ko achi trha learn nai kar skty to is lyie loss is important hota hai.
      • #1188 Collapse

        forex mai loss se kafi sekha ja sakt ahai aur es mai kafi knowldge be hai mai tu es mai yahe kehna chaho ga k loss kam karo jitna be ho sakay
        • #1189 Collapse

          The most important causes are shown for all trader to loss money in Forex trading. Better all trader should have to read it properly and should have to take it in consideration when they are trading. If they do take look at these all and take care of it then they should not get lose of money in Forex.
          • #1190 Collapse

            forex k trade mien loss ki bht importance h es ki waja sy jab hamai loss hota h to kahain na kahain hum kio mistake kerty or future mien hum us mistake ko repeat ni kery gy
             
            • #1191 Collapse

              Assalam-O-Alaikum bhai jan ager ap mujh say sach pochain gey to me ap ko yehi kahoon ga key mujh ko aj atk samjh nahi ae hey key aik trader ko bar bar loss q hota hey hala key ager ap apney capital key hisab say planning kar key trade karen to ap ko kabhi be is business me loss nahi ho sakta .
              • #1192 Collapse

                bar bar honay waly losses hemin bht he acha sabak dety hain loss honay ki khas bat yeh hai k hum forex mein deeply interest lena seekh jaty hain hum mein experience hasil kerny ka confidence bhe paida hota hai jo k profit hasil kerny say kisi soorat bhe possible nhi ho sakta
                • #1193 Collapse

                  Me Jab Bhi App Ko Loss Ho Ga To App Ko Bazahir To Loss Hi Ho Ga Lakin App Ko Jo Profit Ho Ga App Ko Pta Hi Nahi Ha.
                  App Ko Profit Is Waja Se Ho Ga App Ka Experience Barhay Ga Jo Kisi Se App Khareed Nahi Saktay Hain Balkay App Loss
                  • #1194 Collapse

                    Dear all Members Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh harama hu bahi ne boht payari bat ki hai loss ki importance ka zikar kia hai bhai is main koi sahk nahi hai lay jo koi bhi loss se koi sabak le ga to us kay liye to loss ki boht importance hai aur wo apni galti ko sudharta hai next time kay liye.......
                    • #1195 Collapse

                      Aoa loss mean kisi cheez ka khatam ho Jana but may samajti ho ka trading may ap kuch bi loss nahi kartay balkay is may hoa loss say bi siktay hai ka next time ap KO kis kis cheez ko importance day ni hay.so I think ka loss KO hona bi aik lesson hai n is ki trading may boh at importance hai
                      • #1196 Collapse

                        Jnaab Forex m nuqsaan ki ahmiyat bilkul aysy hy jysy ap ik mehnga mobile sary aam ly ker phirt rehty hu or phir chor hujaae tu apko apki ghalti ka subaq mil jaae
                        • #1197 Collapse

                          dear friend forex k trade mien loss ki bht zayada importance h es ki waja sy hamain lesson milta h k hum ny ager dobara yeh ghalti repeat ki to hamain es ka loss ho jy ga
                           
                          • #1198 Collapse

                            G han is business me loss ki bht zyada importance ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen acha experince or learning hmeshah loss se hi hoti ha isi liye hmen loss k waqt kabhi ghabrana nahi chahye hmeshah sbr se kam laina chahye hmen is business me
                            • #1199 Collapse

                              jee han dear member hum apni ghaltiyo se hi seekhtay hain aur forex mein hum jab ek dafa ghalti kartay hain tow hume chahye kay hum wo mistakes bar bar repeat naa kare balkay apni mistakes pe focus karay kay hum ne kaha ghalti ki jiss se hmari trade ko loss hua thankss
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                yes bro forex trading mein losski bhee bhat improtance hai kyun keh jb bhee aap forex trading mein loss kertay hain tu aap us say kuch na kuch learn kertay hain is liya forex trading mein aap loss kerain tu check kerain keh loss kyun hwoa aur agains wo mistake na kerain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X