long term less losss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    long term less losss
    forex trading mai jo log long term trading krty hian on logon ko loss nhe hota hai or wo achi tarhan se trading bhe krnty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Long term trading is best. Yeh safe trading hy aur is main trader ko ziada loss nahi uthana parta aur profit bhi kam hota hy. Jo new comers hain ya jin ko ziada loss hota ho, unhain chaheye keh woh long term trading karain aur short term trading sey door rahain. Long term trading tension free hy aur is main aap ko fix ho kar computer key samney bhi nahi bethna parta.
    • #3 Collapse

      g biluk lemray bahi kafi saray traders aise houteh en kay wo long term tradign ker jate hen jis say unka loss ohujata hay and wo profit nahi buna pate so forex may humen chaeya kay hum profit kay sath trade keren
      • #4 Collapse

        haan haan jnab app ne bilkul theek kh ahai forex trading business main ager hum log long term trading kerte hain to hum asani se kamyab ho sekte hain lakin iss k leya humara capital big hona chahiya kun k ager capital he nai ho ga to hum kamyab kase ho sekte hain :)
        • #5 Collapse

          Assalam u alikum friend, jee haan long term trading ziada kerni chahiye kyun k yeh risk free hoti hain or iss me ziada loss bhi nahi hai iss liye humein short term tension wali trading se acha hai k long term trades lagayein, iss sse humein loss bohat kam hota hai.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading mein market ke direction ko smjh kr apne order lagane hote hein aur hmein apne trading mein long terms trading krne se acha profit ho jata he aur hmein trading mein loss nhe hota he es lie trading mein jo term fiada de woh istemal krein
            • #7 Collapse

              forex trading mien gar ap long term trading karenge to is mien apko phir kam hi loss hoga ziyada tar traders is mien short term trading ki wajah se hi loss karte hian.
              • #8 Collapse

                new trader leyeh long term trading fit rehti hai es ki waja yeh hai k size b chota hota or esi trha risk b kaam say kaam hota huny chaiyeh slow slow kary trade or long term rakhy tu ap save raho gy
                • #9 Collapse

                  han g apko long term me apko khob mehnat se kam lena ha apko long term me wait karna hota ha par app ne kar pynga so app khob mehnat se kam lena ha loss kam hoga par app nhe kar [ynga
                  • #10 Collapse

                    long term ziada safe hota hai agar aap long term trading karte hain to aap ko us me profit ke ziada chances hote hain or us ke sath profit bhi ziada hota hai bas is baad ka khayal karna chahiye or koshish ki jani chahiye ke ziada se ziada hardworking se apne aap ko behtar bana saken is market ke lye .
                    • #11 Collapse

                      bilkul thek ha ap ki bat lakin es ka ye b mtlab nhe ha kay hum short term trade bilku na kry ye hmari strategy pe b depend krta ha yani agr humy koi achi entry mily to humy wo zror leni chahye chahy wo short term main ho lakin long term main hum zyada safe reh skty han aur long term main humy koshsih krni chahye kay hum apny capital ko bara rkhy.
                      • #12 Collapse

                        yes thats true ju loog long term trading kerty hain wu profit zyqada earn kerty hain kun k un k account bery hoty hain or bery account man minus trade zyada dair chal sakti hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Yes main ap ki strategy our thread say agree kerta hoon forex main jo long term trading ki planning k sath work kerty hain un ko loss kum hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X