Currency pair ka strong or weak hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pair ka strong or weak hona
    assalam o alikum all members mujhy 1 bat ki samjh nhe a rahi ka 1 courncy pair ha jis par ham na trade karni hoti ha kabhe ye buy hota kabhe sel lakin main pochna ye chahti ho ka pair main kon se counry wek ho to market up jaye gi ya pher down aye gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pair ka strong or weak hona

    Currency pair ka strong or week hna ek mamool ka kam hy agr hm currency pair k bary knowledge rakhty hy to hamian zyada sy zyada study ki zarort hte hy es trha hm forex me kamyabi sy kam kr skty hy.. Forex hmsha uni logo ko acha bonus dta hy jo zyada hardworking hty hai.. Es lye hmain chaye hm hardworking kr k khud ko acha bussness man bna sky..dear membrs hmain chaye hm zuada mehnat kry or kamyab hasil kr sky..
    Last edited by ; 27-09-2020, 11:41 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Currency pair ka strong or weak hona

      bahut he acha sawal kiya ha ap na or ye bahut he ahim topic ha is ko samjhny ki zarorat ha agar ap na is ko samjh liya to samjho ka ap ko market ki samjh a gai trading hameesha pairs main hoti ha jasy eurusd in main 1 wek hony sa market up jati or strong hony sa maret down ati ha ab eurusd main agar usd strong ho raha ha to euro down ho ga or agar euro strong ho raha ha to usd weak ho ga is ko samjhen to trading ko samjh jaen ga
      Last edited by ; 27-09-2020, 11:40 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Currency pair ka strong or weak hona

        Dear up ya down trend ko different method ki help se analysis Kiya jata hai aur use observe bhi Kiya jata hai Ki ab market ki direction kis taraf munh ho sakti hai to koi bhi currency pair strong ya weak nahin hota yah market ke upar depend karta hai ki vah kis taraf movement dikhti hai trader yahi koshish karta hai kyon different tools aur different startegy ki helps a market ki direction ko check karta hai aur analysis karne ki koshish karta hai Ki ab market kis taraf movement dikhayengi aur use kis chij ka arth lagana hai by ka lagana hai yah sale ka lagana hai forex mein kisi bhi currency ka week hone se market ki direction par koi bhi impact nahin padta balki market khud apni movement apni hi direction mein dikhti hai Jahan use move karna hai to yah sab kuchh depended hota hai country ke upar jiske pair per aap trading karne ja rahe ho aur news data ke upar abhi market depended hoti hai agar koi news deta a jata hai to market ki direction ekadam se change Ho jaati hai to har Ek chij Ko dekhna padta hai aur samajhna padta hai aur har EK indicator yahan Ek tools ki madad se Hi market ki direction ko analysis Kiya jata hai Ki ab market kis taraf movement dikha sakti hai to usi ke hisab se har EK trainer buy aur sale ka order lagaya hai
        • #5 Collapse

          Re: Currency pair ka strong or weak hona

          hamy apmy experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is main kam karna chahey agar hum new trader hain to hamy euro usd currency mai trading karne chahey hamy is mai kam karny ka acha bonus hasil ho jata hain agar hum expert trader hain to hamy gold pair mai trading karne chahey yai aik asa karobar hain jo ky pore duna main pahl cuka hain hum is main live kam karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Currency pair ka strong or weak hona

            Gud question hum chayee ka apny experience or Senior ke help sa currency chose krni chayee new trader ko hamasha USD or euro ma trading krni chayee or jb market strong hoti ha tb currency down jati ha or jb down hoti ha tb up jati ha jis na ga ab seekh leya us ka leya trading both ahsan ho jati ha
            • #7 Collapse

              Re: Currency pair ka strong or weak hona

              Aap nay theek kaha forex main currency ka pair mein bi soch samaj Kar trade lagay kabi bohat hi zayida up ho jati hai kabi bohat hi down iss say Kam bonas walon ka account wash ho jata hai iss Lia aap ko soch samaj Kar trade lagay gay tu aap ko kamyabi hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Currency pair ka strong or weak hona

                Currency Pair Ka Strong Or Weak Hona Market Ki Movement Par Hota Hai Jab Market Up Jati Hai Tu Asset Ka Spreadf Bhi Acha Ho Jata Hai Or Trading Mia Achi Ho Jati Hai Us Waqt

                Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                • #9 Collapse

                  Re: Currency pair ka strong or weak hona

                  No currency pair strong ya weak nahin hota yah market ke upar depend karta hai ki vah kis taraf movement dikhti hai trader yahi koshish karta hai kyon different tools aur different startegy ki helps a market ki direction ko check karta hai aur analysis karne ki koshish karta hai Ki ab market kis taraf movement dikhayengi aur use kis chij ka arth lagana hai by ka lagana hai yah sale ka lagana hai forex mein kisi bhi currency ka week hone se market ki direction par koi bhi impact nahin padta balki market khud apni movement apni hi direction mein dikhti hai Jahan use move karna hai to yah sab kuchh depended hota hai country ke upar jiske pair per aap trading karne ja rahe ho aur news data ke upar abhi market depended hoti hai agar koi news deta a jata hai to market ki direction ekadam se change Ho jaati hai to har Ek chij Ko dekhna padta hai aur samajhna padta hai aur har EK indicator yahan Ek tools ki madad se Hi market ki direction ko analysis Kiya jata hai Ki ab market kis taraf movement dikha sakti hai to usi ke hisab se har EK trader buy aur sale ka order lagaya hai agar hum new trader hain to hamy euro usd currency mai trading karne chahey hamy is mai kam karny ka acha bonus hasil ho jata hain agar hum expert trader hain to hamy gold pair mai trading karne chahey yai aik asa karobar hain jo ky pore duna main pahl cuka hain hum is main live kam karty hain...S
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pair ka strong or weak hona

                    hum is mai currncy mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai rat ma be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kak arma ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga yai aik asa business hain jo ky kabe bekatema nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pair ka strong or weak hona

                      Currency strength currency ki value ko express krta hai.. Economists k liye ye currency power calculate ki jati hai jab k financial traders k liye ye indicator k tor pay describe kiye jatay hain for example fundamental data, or economic performance..
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency pair ka strong or weak hona

                        Bahut hi Achcha Sawal poochha Hai aapane currency ke andar trading bahut jyada secure trading hai aur Yahan per agar aap trading Karte Hain To nuksan ke chances bahut kam hote hain normally currency ko agar humne dekhna Hoke market Upar Jayegi ya niche To Ham dollar ko zehan Mein rakhte hain aur dollars ke hisab se trade karte hain Agar dollar ki prices beta ho rahi hai to market ki position Basta Hogi aur Agar Dala ki prices kar rahe hain to market prices giregi lekin yah Jaruri nahin hai bal kah Iske difference bi Hota Hai aur aapko Market ko read karne ke adat develop Karni hoti hai kabhi bhi aap ek currency ko Thumb Rule Banakar trade na Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency pair ka strong or weak hona

                          currency pair par trading kia karain currency pair par kam s kam loss hota ha humin chayea ka ham log currency pair par trade kia karain becuase currency pair humin kuch na kuch daitay zaroor hain ham currency pair par khail ka bahot acha profit hasil kar saktay hain life main humisha aisay hi log kamybi hasil kartay hain jo mustaqil mizaji sa kam kartay hain humin apni field main mustaqil mizaj hona chayea humin kamybi mil jaye ge agr ham log apni field main mustaqil mizaj ni hoon gay to humin bahot loss ho sakta ha humin humisha ek bat yad rakhni chayea ka ham mahnat karain gay tb hi kamyb ho saktay hain ni to kamyabi haumry lie mumkin ni ha kamayb hny k lie mhnat karain
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency pair ka strong or weak hona

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Angelmano43 پيغام ديکھيے
                            assalam o alikum all members mujhy 1 bat ki samjh nhe a rahi ka 1 courncy pair ha jis par ham na trade karni hoti ha kabhe ye buy hota kabhe sel lakin main pochna ye chahti ho ka pair main kon se counry wek ho to market up jaye gi ya pher down aye gi
                            Dear currency Piya hun Ya Koi Aur Pyar Ho Ya gold yah crocodile Pyar hun Magar Inki movement tab fast Hoti Hai Jab Koi news effect kar rahi ho news ke effect karne se market week bhi hoti hai aur strong bhi hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency pair ka strong or weak hona

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sajidrana پيغام ديکھيے
                              Currency pair ka strong or week hna ek mamool ka kam hy agr hm currency pair k bary knowledge rakhty hy to hamian zyada sy zyada study ki zarort hte hy es trha hm forex me kamyabi sy kam kr skty hy.. Forex hmsha uni logo ko acha bonus dta hy jo zyada hardworking hty hai.. Es lye hmain chaye hm hardworking kr k khud ko acha bussness man bna sky..dear membrs hmain chaye hm zuada mehnat kry or kamyab hasil kr sky..
                              bhai jaan ham yah bilkul nahin kar sakte strong hota hai hota hai currency pyar ki different values Hoti hai Kabhi vah different Hoti hai Kabhi kaisi Hoti hai Kabhi kaisi so aap ko samajhna chahie fancy pyar different karte hain thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X