Over confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence
    Assalamu Alaikum dear friend kya Hamen frocks overconfidence ke sath kam karna chahie Agar Ham overconfidence ke sath kam Karenge To Hamara fayda Hoga ya nahin Agar Ham overconfidence ke sath kam Karen kya Ham Aage badh sakte hain Yahan isiliye Hamen ki mehnat Karni chahie ya nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over confidence

    agar aap Pakistan Forex form join kar chuke hain aur aap ismein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko confidence ke sath kam karna hoga jab aap confidence ke sath kam karenge to ham aage badh payenge
    • #3 Collapse

      Re: Over confidence

      Walaikum salam ji bilkul aap thik hai rahe hain aur confidence bahut hi khatarnak sabit ho sakta hai agar aap market ke trend ki direction ko acche tarike se analysis nahin karte aur aur confidence mein aakar ke blindly trade open karte ho to yah aapke liye bahut hi khatarnak sabit ho sakta hai forex kyunki Ek risky business hai aur is business mein kabhi bhi jaldbaji mein aakar ke yah bagair market ko analysis kiye bagair koi bhi trade aap lagaenge to aapko profit se jyada nuksan hi degi trader ko Hamesha soch samajh Kar ke kam karna hoga aur kabhi bhi jaldbaji nahin dikhani hogi aur har Ek chij Ko acchi tarah monitor bhi karna hoga kyunki forex ko sirf ek side se nahin dikhna chahie yah profitable business ke sath sath Ek risky business bhi hai agar is business mein risk jyada lekar ke kam karenge aur overconfidence Ho karke kam karenge to kabhi bhi kamyabi nahin milegi forex mein kamyabi tabhi milegi jab sabar ke sath kam karenge aur har Ek chij Ko acche tarike ke sath mein roj karenge aur market ki direction ko analysis karne ke bad hi koi trade open karenge tab jakar ke aap forex mein kamyab Ho payenge
      • #4 Collapse

        Re: Over confidence

        Forex trading me overconfidence aapki Akal Ka Dushman hai Jab aap overconfidence Mein hote hain to aap market ko proper technically analyse Nahin Karte aur trade karte hain Jiski vajah se aapka nuksan Hota Hai isliye kabhi bhi overtrading Ka Shikar Na Ho overconfidence Hamesha tab Aata Hai Jab aapki Ek Do trade Sahi lag jaati hai aur aap apne aapko master samajhne Shuru kar dete Hain isliye coming Bhi Apne Aap Ko expert Na Samjhe Hamesha Apne knowledge aur skill ko improve karne ki koshish Karte to hi aap over confidence Ka Shikar bhi nahin Honge aur aapki skills bhi improve hoti Rahenge aur uski vajah se aap acchi trade Karke Ek acchi income Hasil kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Over confidence

          Hamen aur confident Nahin Hona chahie Hamen overconfidence ki vajah se Hamesha Los ka Samna karna padta hai to koshish Kiya Karen Jyada ke sath kam Kiya Karen Taki aapko Achcha Pani patasi lo
          • #6 Collapse

            Re: Over confidence

            over confidence hamy loss ke taraf ly jata han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum market main agy bar saky hamy is mai confidence sy trading karne chahey ta ky hum is main sahe trade laga saky yai asa karobar han jo ky pore duna main famous business ban cuka han hum is main live kam karty hai or hum is mai sada urdu main kam karty hai yai aik online karobar hai
            • #7 Collapse

              Re: Over confidence

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheck پيغام ديکھيے
              over confidence hamy loss ke taraf ly jata han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum market main agy bar saky hamy is mai confidence sy trading karne chahey ta ky hum is main sahe trade laga saky yai asa karobar han jo ky pore duna main famous business ban cuka han hum is main live kam karty hai or hum is mai sada urdu main kam karty hai yai aik online karobar hai
              Over confidence ce ijtinab karain
              • #8 Collapse

                Re: Over confidence

                Forex mein jo member overconfidence hote hain aur trading karte hain unko loss ka Samna karna padta hai Lo se bachne ke liye Hamen kabhi bhi overconfidence Se Kam Nahin lena aur Market Mein proper experience aur apne knowledge ko increase karte hue trading karni hai sake Ham Kamyab ho sake for Acne kamyabi Ham market ko understand karte hue per proper money management ke rules and regulation ko karte hue trading kar sakte hain overconfidence se Hamen loss Hoga Ham market ko without analysis trading karte hain aur overconfident Se Jyada risk hote hain Jiski vajah se Hamen Jyada Forex Mein loss ka Samna karna padta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Over confidence

                  Forex trading per kam karte hue yah kabhi bhi overconfidence Na hun Jin logon ne bhi Forex trading Mein acchi earning ki hai aur apni learning ko increase karke achcha experience Hasil Kiya hai unhone trading mein bahut achcha perform Kiya hai Kamyab insan apne confidence se pahchana jata hai agar aap trading Mein overconfidence honge aur overtrading karenge to aapko loss hoga apne aap par confidence rakhna acchi baat hai lekin overconfidence kabhi bhi Na Ho market ko samajh Kar aur usko analyse karke pir hi trade karen to aap ek acchi earning kar sakte hain aur apni income Mein ijafa kar sakte hain Jin logon ne bhi trading Mein kamyabi Hasil ki hai ya trading Mein naam banaya hai unhone apne upar confidence ke aur prashman ke sath aur mind Mein kamyabi ko rakh kar kam Kiya hai to vah Kamyab hue hain aur overconfidence insan ko loss dilata hai isliye bahut soch samajh Kar hamen har step uthana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Over confidence

                    hammy over confidence ni krna chiye jab ham senior memmbers ban jatty hian tu hamny bilkul bhi assa nai krna chiye or confidence kr le but over confidence bilkul bhi ni krna chiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Over confidence

                      Over confidence kisi jgha pr insan ko loser bhi bna dyta hy mgr kisi jgha pr thk bhi sabt hotta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Over confidence

                        Assalam o Alaikum friends

                        I hope all my dear Well-wishers are good and enjoy the
                        Forex trading very well because Forex trading is very suspicious.

                        Friends aaj main aapse ek bahut hi important bahut share karna chahta hun ki agar aap Kisi bhi kaam karne se pahle overconfidence show Karenge to aapko iska nuksan hoga.

                        Kyunke agar aap aap overconfidence show Karte Hain aur aap apni kamyabi ke liye hundred percent sure Hote Hain aur aap apna kaam ko accept karne ki position mein Main Nahin Hote during this Agar aapko Las Aata Hai hai to aap isko accept Nahin karte Ko Dil per Lete Hain tension Lete Hain Jo aapke liye nuksan de hai isliye please kabhi bhi overconfidence show mat karna.

                        Allah Haffiz!


                        By:
                        Mrashidali@
                        • #13 Collapse

                          Re: Over confidence

                          Assalam o alaikum my dear forex friends me apko btana chahata hn k over confidence k advantage and disadvantage .over confidence hamain risk ki taraf ly jata he r is se hamara acount wash hoajata he r hamain BHT achi earning nhi hoti he hamain chahiey apna confidence acha rakahin isbka 1 faiada bhi he agr hamara conference over he to ham agr profit me gay to BHT achi earning ho sakti BHT ach profit ho saktal he
                          • #14 Collapse

                            Re: Over confidence

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Kshahzaib پيغام ديکھيے
                            Assalamu Alaikum dear friend kya Hamen frocks overconfidence ke sath kam karna chahie Agar Ham overconfidence ke sath kam Karenge To Hamara fayda Hoga ya nahin Agar Ham overconfidence ke sath kam Karen kya Ham Aage badh sakte hain Yahan isiliye Hamen ki mehnat Karni chahie ya nahin
                            Overconfidence ke sath Koi Kam Nahin Karna chahie overconfidence ke sath kam karna Ek na Kami ke barabar hai isliye Hamesha confidence ke sath Hi Kam karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over confidence

                              Asslamo Alakum dear friends forex min over confidenc log mar kha jaty hun r mhnti log kmyab ho jaty hun jo aj k dor min kmyab trader hun ply unho n bi learning ki es kam ko sekha apna kmeeti wqt dia qulity post ki apny account bonus brhy r knowledge gain krty hoy aj wo kmyab trader bn gy hun hum bi apni mhnt se es forum p kmyabi hasil krty hun

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X