Trading mein lot size ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein lot size ki importance
    Forex trading pay Jab bhi aap Koi new trade lagate Hain to aapko hamesha lot size apne account volume ki mutabik rakhni chahie agar aapka account volume jyada hai to usi hisab se aap apni lot size bhi thodi badi rakhen but agar aapka account balance kam hai to aapko lot size bhi kam se kam rakhni chahie agar aapka account balance $100 se kam ho to aapko lot size 0.01 Tak rakhni chahie aur agar aapka account balance $100 se above Ho to fir aapko apni lot size 0.02 se 0.04 Tak rakhni chahie kabhi bhi aapko trading karte hue bahut jyada risk nahin Lena chahie agar aapka account volume jyada hai aur aap $1,000 tak account balance rakhte Hain to fir aap lot size 0.50 aur 1 ki bhi rakh sakte hain to trading karte hue lot size hamesha apne account balance ke mutabik rakha Karen aur account management jarur Kiya Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein lot size ki importance

    achay say trading kurnay kay liye humain lot size ko manage rukhna ho gaa or humain es maain apnaa kam achay say jari rukhna ho gaa aagar hum es main apnaa kaam acahy say kuraay gaay or lot size ko manage rukhay gaay or apnaay account kaay mutabiq hum lot use kuray gay to humain es say apnay aacount ko safe rukhnay kay sath sath acha sa profit bhi hasil kur lay gaay to es trah say humain apna best daayna chahiye or acha kaam kur kay humain kamyab hona chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein lot size ki importance

      Ji Ham Sabko trading ke lot size ke Trading Company chahie lot size ko improve karna chahie mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo Banda Yahan per mehnat ke sath Apna Kam Karta Hai vah Kamyab hota hai so isiliye Ham Sabko Dil Laga kar aur apne time par Apna Kam karna hoga Dil Laga kar aur apne time per Apna Kam Karne Se Hamen kamyabi milati hai jo mehnat ke sath Apna Kam Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein lot size ki importance

        Ji aapane bilkul bahut acchi information share Ki Hai Ham Sab Ko is per Amal karna chahie aur apne bonus ke mutabik lot size Rakhna chahie Hamen chahie ki Ham ISI tatha informative thet Karte Rahe aur Apna experience dusron ke sath share Karte Rahe Ta ke dusre ke knowledge mein Jaffer Ho increase a isiliye Ye Hamen thread ko last Mein read karna chahie Taki Jin Humne Apna experience share Kiya Hai Ham usse knowledge Hansi kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein lot size ki importance

          dear friend forex trading mn trading lot size k use pr depend krta ha isliay apko chayay k trade mn lot size hmesha apnay acvount ballance k hisab sa rakhen keun k account ballance ki brdasht sa ziada lot size use krnay sa apka acvount bhi wash ho skta ha
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein lot size ki importance

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
            dear friend forex trading mn trading lot size k use pr depend krta ha isliay apko chayay k trade mn lot size hmesha apnay acvount ballance k hisab sa rakhen keun k account ballance ki brdasht sa ziada lot size use krnay sa apka acvount bhi wash ho skta ha
            Investment ko dakhtay hoe lot size ke ahmyat samjhain
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein lot size ki importance

              Forex trading Mein lot size ki bahut zyada importance hai trading Mein loss Ho jaane ki sabse badi vajah yah bhi hai ke ap lot size Bada rakhte hain aur aapko profit to jyada hota hai lekin loss bhi jyada ho jata hai isliye bahut soch samajh Kar aur Lot size ko chhota rakhkar aap profit to kam hasil karte hain lekin Ap ko loss bhi kam hota hai isliye agar aap new member Hain to aapko chahie ki apna lot size chhota rakhen ta k aaj karenge to aapko iska bahut loss bhi ho sakta hai aur account bi wash ho sakta hai apni lot size chhota rakhkar aap kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading per kam karte hue lalach nahin karna chahie aur bahut soch samajh Kar aur market ko study karke aur market to analyse karke hi FIR hi aap ismein trade Karen Taki aapka account bhi save Rahe aur loss hone se bachake Jin logon ne bhi trading Mein kamyabi Hasil ki hai unhone lot size ko chhota rakhkar aur ahista ahista earning ki hai hai aur jab experience Ho jata hai to pir aap Lot size Bada rakhenge isliye market ka knowledge hona bahut zyada zaroori hai aap jitna zyada market course study karenge aap itni hi zyada expert Ban jaenge
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein lot size ki importance

                lot size bahut he ahim ha trading main kun ka yehe woh chez ha jis sa ap apna acount safe bhe rakh sagty han or wash bhee kara sagty han agar ap money management ko follow kar rahy han to ap kamyab han or ap nakam han lot size ye ha ka ap na kitna hisa trade leni ha acount ka mutabik trade len ap achi earning karen ga or seekhen ga bhe sahi to hameesha lot size ka khayal rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein lot size ki importance

                  hamy apme amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamare amount kam hai to hamy is mai kam lot lagane chahey agar hamare amount zeda hain to hamy is main zeyads lot lagane chahey agar hum kam amount par zeda lot laga dy gy to hamy loss ho jay ga is main market ka koi balm nahe hota or na he is mai moderator ka koi qasur hota hain loss hum apne he waja sy karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein lot size ki importance

                    FOREX trading men lot size ki bahot he zeada ehmiat hay agar ham aismen lot size ko account kay mutabik manage kar ka nai lagain gay to hamen loss ho jaye ga so hamen apnay account ko manage kar kay he operate karna ho ga agar ham nay forex men kamyab hona hay to hamen aismen apna kam khob mehnat kay sath karna ho ga jab he ham kamyab traders banen gy agar ham nay forex men kamyabi panay kelye koi best tarekay day kam nankara to hamen kamyab honay ki ehmiat nai rakhi chaye so hamen apna kam khob mehnat sy karna ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein lot size ki importance

                      G hmain Pakistan forex me trading me lot size ko bhuut ehmiyat hasil hy us ki waja ye hy k hum es me dioffrent sizes ki lot lagaty hain jiss sy hmain apni trading ko kerny me asani hoti hy ager hmair lot ka size kum hota hy to us me hmain profit k chancves zaida milty hain jub k ager hum zaida size ki lot lagaty hain to hmain es sy zaida nuksaan k chances hotty hain jiss y hmain trading me loss hotta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein lot size ki importance

                        Assalam walekum railing Mein lot size ki bahut jyada Ahmed Husain hai ki unke Agar aapko apna account money management Karne Ka Tarika Nahin Aata to aap apne account ko was kar sakte hain aap sabse pahle Mein Kyon Hota Hai aap apna lot size ko kam se kam Rakha kar leni message Pak rafia Ada profit Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein lot size ki importance

                          Ji haan aur size ko bahut jyada ahmiyat Husain hai aapka balance kam hai aap apni lot size banaa Dete Hain To aapka account Vas Hi hokar Rahega agar aap ek Achcha trader Banna Chahte Hain To sabse pahle money management ke bare mein sikhe aur Kafi Jyada Main aapko
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein lot size ki importance

                            dear dsoto forex mai trading se pehlay ap ko lot size ka idea hona chai kiyun kay ap jb b trade open krtay hain tu ik lot size kay mutabik open krtay hain, lot size mai ik micro lot size hota hai misal kay tor pr 0.01, 0.02 etc aur dosra starndard lot size hota hai misalan 1, lot size ki forex mai boht importance haiap jb b trade open karain tu koshish karain kay micro lot size pr open karain, lakin agar ap kay pass experience hai aur ik heavy investment hai tu ap ziyada lot size pr b trade open kr sktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein lot size ki importance

                              TRading me lott size bhuut important hy es ki waja ye hy k humm es ko use kerty hoay kaam kerty haion jitna hmara lot sizde bara hogaa hmain utna hi nuksaan k zaida chances hotty hain jitna hmara lot size kum ya chotta hota hy hmain utna hi kaam kerty hoay faida hony k chances hotty hain es liay hmain apny kaam ko soch smjh ker kerna chay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X