only one indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    only one indicator
    ap ko trading krty huay ek waqt mai sirf ek indicator ko use krna chiea or chart per bhe ap k sirf ek indicator hona chiea is se ap confuse nhe houn gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji bhai ap ek dam sahi khe rhy hain or me ap ki baat se pori tra agree karta hu meruy bhai jaan is me is tra he hum profit bana sakty hain or lose kam kar sakty hain is me mery bhai jaanm
    • #3 Collapse

      aik indicator hi kafi hae magar my dear friend mera khial hae k sirf usi surat mein hi kafi hae k agar admi us aik indicator ko hi achi tarah samajh kar kare to faida le sakta hae......
      • #4 Collapse

        This is depend on your planning. If you are worknthe market with the one indicator and so that you are use it and worknthe markwt regular.
        • #5 Collapse

          gee haan bhai hmein apne trading mein kse aik indicators ko phle ache trah se learn krna he aur us mein experience acha kr lia krein es trah se hmein us se boht ache trading ke direction smjh mein a jae ge aur hm trading sahih kr ke success lein ge
          • #6 Collapse

            nahi dear 1 indicator use nahi karna chaye kam se kam b 4 indicators use karny chaye ta k app ko powerful signals mil saky or app ko trading karny me loss ka dar na rahy.
            • #7 Collapse

              hmmm dear ap na ksi hd tk bat to theek ke ha and es sa mn bh agree krta hn ka aksar ek sa zyada indaicator ya toa ap ko clear signel nhn da rha hota hn ya phr on the other hand aksar yeh log ap ko opposite signel da rha hota hn jes ke wja sa new bnda to bilkul confuse e ho jata ha ka nhn bus hum ko to mar e prni ha aj aka din mn agr trade open ya close kr de to
              • #8 Collapse

                jee han ziada indicators se admi confuse ho jata hay is lie humain one time main one indicator he use kerna chahie aur isi k mutabiq trading kerni chahie ziada indicators hoon to koi indicator kuch btata hay aur koi kuch is lie confusion se avoid kerne k lie humain aik time main aik indicators he use kerna chahie.
                • #9 Collapse

                  Hum log forex chart mein bohut sare indicator ka use karte hai aur ye bohout acha result be dheeta hai aur baz log tu ase be hai ke wo just one indicator se he apna kam chalate hai
                  • #10 Collapse

                    her trader k apni policy hoti hai baad zyada trade open kerty hain baaz aik hi commodity man trade kerty hain wysy ager aik hi trade ager open ki jai tu behtar hai oc ki analysis achay si ki ja sakti hai or oc k indictors ku sahi maloom kiya ja sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Indicators aur charts donon hi aap ko market key trend key baray main inform krtey hain. Aap jis tarah sey comfortable feel krtey hain, us tarah sey kam kar saktey hain. Forex learning buhat zarori hy aur aap jab tak indicators aur charts ka proper use nahi smajh jatey, aap key leye in key mutabiq trading krna asan nahi hota.
                      • #12 Collapse

                        Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha par m ap sy agree ni karta q forex trading m market m both c chezn dakhni hoti han is lay ap different indicator laga sakty han jis sy ap market ko ache tahra samj saken gay or ache trading Kearny gay
                        Be safe .its a dangerous market out there...:D
                        • #13 Collapse

                          Dear mai ne abi tak forex bsiness mai koi indicator use nhn kay es liye mai ap ko bata b nhn skta k forex business mai ap kese kam karo aur kese faida haisl kar skteho soo ap mehnat karo aur apnii life ko b set karo warna kch hasil nhn ho ga....
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            yes charts pe indicators ki bharmaar nahee kr lena chaye 1 ya 2 indicators use karna hi behter hai taa k confusion se bacha jaa sake aor sakoon se trading ho sake trading ko poore confidence se karna chaye

                            اب آن لائن

                            avatar Azaad
                            Working...
                            X