pips

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pips
    forex trading mai jo market ke ksi bhe currency ke last wala digit hota hai os ko pip kehty hain jainsy k

    eru 1.1186 is mai jo last per 6 hai is ke pip kehty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan is main market jitni bhe points main move karti hai hum un points ko pips ka name daty hain and hamain in pips ke waja se he earning hoti hai and hum ek expert trader ban sakty hain.
    • #3 Collapse

      may tu market ki aak move ko hi pips kahta hoon wo chahay jitnay bi volume ki ho usi ko hi pips kaha jata hay jo kay aap kay upar volume ki move hay.
      • #4 Collapse

        Yes, Inhi pips kay up aur down honay per humain loss aur profit hasil hota hai. PIP kay means hotay hain Points in Price. Yeh har currency kay last main honay walay number per work karta hai.
        • #5 Collapse

          g han dot k bad jo 4th hinsa hota hay usi ko pip kaha jata hay or yahi pip up down hota hay hamy esi up down ki waja se profit ya loss ho sakta hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            gee haan bhai pip aik point ko kehte hien aur jaise keh ap keh rhe hien keh wru 1.1186 mein he aur kuch time bad 1.1196 pr chla jata he to hm keihin ge keh yh 10 pips up howa he aur es pips ya point kehte hein yeh forex trading mein akai he

            اب آن لائن

            Working...
            X