Job k sath Forex trading......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Job k sath Forex trading......
    Jo log Koi b job kar rahay hain wo chutti k bad Forex men trade kar k apni in3men acha izafa kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Job k sath Forex trading......

    Agar hum job kertay hain tou uss sae humain aik permanant salary milti hai aur agar uss kay sath forex ko join ker letay hain tou humain chahyeakay iss mein dil sae kaam kerain kyun kay iss sae humain izafi income hasil ho gi jis sae humain bahut zayada financial support mil jati hai aur hum apni life ko behtar ker saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Job k sath Forex trading......

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men bari taadad men job holders bhi kam kar rahey hen kiun k iss mehnghai k daor men aik pay se ghar ka kharcha khud poora karna mushkil ho gaya hey iss liay forex trading ko part time job k taor pe karen tu apni income ko increase kar saktay hen aur apni family ko achi maali support provide kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Job k sath Forex trading......

        Ji bilkul yeh mumkin hai ke ap trading ko job ke sath sath jari rakh sakte haen kyon ke yeh ap se koi jiyada time nahi mangti. Ager ap aik expert trader haen tu ap ke liye time frame ke lehaz se trade talash kerna koi mushkil kaam nahi ho ga ap easily manage ker sakte haen.
        • #5 Collapse

          Re: Job k sath Forex trading......

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Noor999 پيغام ديکھيے
          Jo log Koi b job kar rahay hain wo chutti k bad Forex men trade kar k apni in3men acha izafa kar saktay hain.
          Forex aik aysa business hayvjo aap job ke sath sath kar saktay hain
          Thank you for your attention
          • #6 Collapse

            Re: Job k sath Forex trading......

            Job ke sath Forex trading ki Ja sakti hai Kyunki studying karne ke liye aapko Kahin jaane ki jarurat Nahin padati Bankar aap correct I'm Mein Ghar Baithe Hue training kar sakte hain aur Market Mein Kuchh pairs Aise Mujhe Udhar Jo pura week chalte hain aur kisi din bhi Unki live Nahin Hoti isliye aap Agar kam se aap kis din free hote hain to aap use free Ke Din Mein yah trading kar sakte hain aur Achcha profitable kar sakte hain vah apni life ko easy bana sakte hain iske liye aapko apni personal life Mein Kuchh changing karne ki jarurat Nahin Hoti Forex trading Insan ko Azad Rakhta hai aur Azad Rahte Hue paise provide Karta Hai Just aapko market ko samajh Na Hota Hai Aur Thodi Si investment Karni hoti
            • #7 Collapse

              Re: Job k sath Forex trading......

              Assalamu Alaikum dear friend ji han aapane Sahi baat ki hai ki jo log Koi business kar rahe hain Jo chhav kar rahe hain vah apni jawab ke sath sath Forex trading Mein kam Karenge to Fir aapko Achcha prapt aur acchi Humne sale ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Job k sath Forex trading......

                ji dear trader mera apko yahi mashwara hoga kay ap job kay sath trading bhi kar sakty hen ku forex forum mien kisi kisam koi bhi
                pabandi aaid nahe hen ap forex ko as a part time bhi join kar sakty hen
                • #9 Collapse

                  Re: Job k sath Forex trading......

                  Dear friend mery kaheyal say ap San thk hun gay bahi forex ak bahut hi part time job hi is main bnda jab chahey Kam Kar sakta hi forex ak bahut hi umda karobar hi forex main bahut hi acha banefit hi is main kue mushkil Kam nahi hii forex main jab chain ham Kam Kar sakty Hain . Forex main bahut hi Paisa kama sakty Hain y ak bahut hi acha karobar hi forex main bahut hi acha knowledge hi y ak bahut hi acha karobar hi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Job k sath Forex trading......

                    Job ka sath trading aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko job bi krni chaiy or apni trading bi krni chaiy tab aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap job bi krtay hai tu trading bi tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai or aap ki job ki kami bach jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Job k sath Forex trading......

                      Assalamu Alaikum friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap khairiyat se Honge ji han aapki baat theek hai aap bahut Sare member Aise Hain Jo Bhi job ke sath sath Forex ko as a part time business ke Taur per karte hain aur acchi Anil Hasya kar lete hain isliye koshish karen Agar aapke pass koi jawab Koi Chhota Mota Apna Sath Hi bhejni Sahi aap Kisi private der mein mullaji mein to aap part time job ke aap part time business kar sakte hain Forex ko Aise part time business ke Taur per use karte hue Apne earning Mein Safar kar sakte hain aur ek Vishal Jindagi Gujar Ne Ke Kabil ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Job k sath Forex trading......

                        Assalamu Alaikum De Forex member to ji han Agar Ham job kar rahe hain aur uske sath Ham Forex forum paper kar rahe hain trading ka Vishwas kar rahe hain Tujhe Hamare liye bahut hi Achcha hai Hamari income Mein Hamari earning mein Main fayda hota hai aur ham acche se Achcha lifestyle dusar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Job k sath Forex trading......

                          Aslamu alaikum
                          .umeed hay ap sb khairiat sy hon gy forex trading platform pa Kam krty hoy apko kamyabi chaya to apko chahya k ap ziada sy ziada mehnat kren ...r forex ko part time job k toor pa start kr den . pakistan ma aj kal unemployment uriooj pa ha Jo k aj kal job wagara nh ha log bhot ziada prashan haen pak forex na a k logon ki life ma tabdeeli lai ha Jo k log parasahan wo pak forex ko join kr k apni auchi job sy bhi auchi income hasil kr sakty haen sb sy best opportunity ha in these day forex ki ..Jo k time waste Krny ki bjay ap log aen forex pa Kam start kr den ..apna waqt ko qeemti bnanen r apka waqt forex pa Jo lagy ga oska apko bhot ziada earnings ki form ma apko ail mailly ga..
                          • #14 Collapse

                            Re: Job k sath Forex trading......

                            yes of course ap ne sahi kaha dost keh agar ham job bhi karte hain to hame chahiey keh is ke saath forex me bhi work karen taa keh ham acha rozgaar hasil kar saken...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Job k sath Forex trading......

                              hamesha kisi ki jawab Na Karo naukari Na Karo salam ka farman hai ki apna karva shuru karo karo bar mein bahut hi fayda hota hai na phone nuksan karo bar kahin se hote hain agar hum wafa ho jata to Ham bahut khush ho jaate Hain hamen nuksan Ho jata hai to Ham pareshan Ho jaate Hain balki hamen pareshan nahin hona chahie ki yah dhadkan Kala karna chahie kya karega aage ho sakta hai kya mein jyada profit Ho jaaye nahin karna chahie kuchh nahin hogajob se behtar hai kya banaa forex training Karen training mein hota hai kar sakta hai main kisi chij ki pabandi nahin hai jab ji chahe chai kam kar sakta hai subah kam karega sham ko kam Karbekar to yahi hoga apna ka mukammal waqt per kar le usi ka fayda hoga 12:00 baje tak ka time hota haien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X