loss limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss limit
    forex trading mai ko apni loss ke bhe limit rakhni chiea k agar apko daily 10 dollars ka loss ho gea hai to aap ko trading close kr deni chiea os din k leay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex business ha or business mein to kuch b ho sakta ha.. mere khayal sa ager baar baar loss hota ha to bajaye es k ka ham os din ke trading close karen hame os mistake ko find karna chaiye or os ko correct kar k hame dobara gain karne ke koshsh karni chaiye
    • #3 Collapse

      yes dear you are right hume loss ki bhi ek limit rakhni chahiye k iss se zada loss aik din me nahi karna aksar hum greedy ho kar apna sara balance kuch hi dair me loss kar bethte hain jo k bht ghalat hai.
      • #4 Collapse

        My dear friends mere khayal main forex traders ko loss and profit dono ki limit rakhni chahiye daily. agar loss ho jae to bhi close kar din or atar app ke target par parofit pora ho jae tab bhi trade close kar din.
        • #5 Collapse

          dear mery khayal me to loss limit or take profit ki limit kam hi rakni chaye es ka faida ye ho ga k hamy kam time me profit ho sakta hay or kam time me hi stop loss ki waja se hamara order b close ho jata hay
          • #6 Collapse

            bhai jan forex broker ka leya app pareshan kiyn ho rhe ho bhai jan bohat sare brokers hain top ka jin pr app work kr skte ho maegar mein app ko yahe advice krta hn kah app insta forex ko chose karo kiyn kah yeh bohat acha broker ha is ka features bhi ache hain and app is pr bonus pr bhi work kr skte hain.
            • #7 Collapse

              Assalam-O-Alaikum ye ap nay bohat he achi baat ki hay kay hum ko forex trading me achi money managment karni chahiye aur jahan hum is me daily basis par apney profit target rakhtey hen hum ko apna daily ka loss ka zehan me rakhna chahiye.
              • #8 Collapse

                Forex market has no loss the limit. You are face the loss 10$. If you have no confidence. You are use the stop loss andcusecsmall lot size..you are good work.
                • #9 Collapse

                  loss or profit naseeb hy par bar bar loss ki surat main khud thori dair k lie relex kar k phir investment karni chaye q k fresh mind sy achy failsy hoty hain
                  • #10 Collapse

                    loss ki bhi usi tarah sey koe limit nahi hai jaisa k forex main profit ki limit hai han magr ye us wqt rukta hi jab apka account khali ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss limit

                      Business m profit loss dono sth sth ee hn isliye loss b business ka hissa mry khyal m jb loss ho foran sy agli trade na krein blky phly pichly ka jaiza lein seekhein k kahan knsa move ghlt liya or phr again krein
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loss limit

                        Assalamau ALiakaum my dear bhai jan ap ke bat bilkul thek hae forex aik bahut he acha business hae is main agar apko kamayab hona hae to is main apko cahiye ke ap is main zayada se zayada mehnat karen or ache trading karen take apko is main zayd loss na ho q ke zayada loss kisi ke liye bhe acha nhe hot hae is main apko cahiye ke ap is main sirf mehnat karen acha kam karen q ke jitna acha ap is main kam karen ge ap us main utna he kamayab ho jaen ge to kabhe himmat na haren

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X