RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???
    Mujhe aisa lagta hain k humko Gold k lye RSI best indicator hai humko RSI 20 aur RSI 40par rakhni chahiye H4 timeframe mein perfect signal deta hai ap kiya kahte hain???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

    Dear Relative Strength Index (RSI) bhot important indicator ha jo hamen market man financial assets k Overbought aur Oversold k bara man signals deta ha. Relative Strength Index indicator levels 0 sa le ker 100 tak hota han. Jab market price kisi commodity ya currency pair ki 30 level sa nicha ho to RSI trader ko iska oversold ka signal deta ha uar trader us particular currency pair ya commodity ko Sell man nahe dakhta ha aur wait kerta ha k kab koi asa signals mila k market k oper jana ki confirmation ho jae to trader Buy ki trade active kerta ha. Aur ager current market price RSI k 70 levels sa above ho to ye trader ko particular currency pair k Overbought ka signal deta ha aur trader pher us particular currency pair per buy ka nahe balka sell ki trade ka sochta ha aur trader wait kerta ha k koi b trend reversal ka single mila aur confirmation k bad trader Sell ki trade active ker deta ha.

    Dear RSI ko ager ham by default use kerta han to ye last 14 session ki market price ka average sa hamen signals deta ha, lakin is average ko trader apni strategy k mtabiq kam ya zayada ker sakta han aur asi terha 70 k level sa oper ko overbought k liye standard samjha jjata aur 30 level sa nicha ko oversold lakin ager trader apni trading strategy man iska levels ko different signals k tor per le ker trading ker sakta ha. Lakin dear zayada ter trader ko b aur mojha b iska best result level 70 aur level per he mila ha.
    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	22
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12333539
    • #3 Collapse

      Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

      rsi ek bahut hi Achcha indicator hai ki bahut hi jyada popular indicator hai hamare pass is indicator ke bare mein Achcha experience and knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass Uske bare mein Achcha experience and knowledge Hoga To Ham market Mein indicator ko acche tarike se use kar Sakenge aur Achcha fayda hasal kar Sakenge yah indicator bahut hi jyada helpful Hota Hai is indicator ki help se ham market Mein Achcha Hasil kar sakte hain aur apne business ko profitable business banaa sakte hain market Mein bahut se indicator maujud hote hain ine indicator ke bare mein Hamen Achcha knowledge Hona bahut jyada important hota hai jisse indicator ke bare mein hamare pass Jyada experience and knowledge Hamen Usi indicator ka use Karke market Mein trade Lagani chahie Rsi popular indicator hai yah oversold aur over bought ke liye30 aue 70 buniyad Rakha gaya hai30 se niche price ho to buy ke chance Hote Hain aur Agar70 se upar price ho to sell ke chance Hote Hain Agar price se 50 se upar Jaaye to up trad ko jahir karta hai agar price 50 se niche Ja to down Trend Ko jahir Karta Hai yah indicator Ham free mein use karte hain Kabhi Bhi Ek indicator ko Akela istemal nahin karna chahie bal Ke confirmation ke liye 2 ya 3 indicator aukat istemal karne jaenge Agar 3 indicator Ek dusre ko confirm na Karen To Hamen Dil Nahin Karni chahie Forex trading Mein kam karte hue Hamen in indicator ke bare mein acche tarike se study Karni chahie aur acchi tarike se samajhna chahie aur fir market Mein iska istemal karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

        hamy market mai indicators ko kabe be ignore nahi karna cahey hamy moving avarage incadicator ko use karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex market mai moving avrage indicator ky ilawa RSI or CCA indicator ko use karna ho ga
        RSI stands for Relative strength index indicator. RSI k use se ham forex market ko bht achy sy samjh sakty hai yeah indicators hamein indicate karta hai ky market over buy kary gi ya phir over sell kary gi yeh indicators bht useful hai aur forex market ko exactly analyze karny mein bht helpful hai is liye hamein chahiye ky mehnat karein aur specially indicators aur candles stick pattern ka knowledge hasil karein taa k jab bhi ham real account mein trading start karein tou ham loss se bach kar aek bht hi acha profit kama sakein forex aek bht hi profitable aur amazing munafa bakhsh business hai jis mein kamyaab ham tab hi ho sakty hain jab hamarey pas extreme knowledge hogaa forex trading ky liye acha expereince hogaa jo k hamein trade open karny mein bht helpful hai jis ki madad se ham bht acha munafa kama sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

          Market mein bahut se indicators maujud hote hain aur yah indicators Hamesha Ek dusre se different Hote Hain market Mein maujud indicators kabhi bhi same Nahin ho sakte different hone ki vajah se ya hmain Hamesha different information provide Karte Hain market Mein maujud indicators bahut hi important Hote Hain Inka knowledge Har trader ke pass Hona chahie Inka knowledge Hasil kiye Bajar Agar Ham market Mein trade open kar dete Hain To Hamen Bahut Si difficulties ko face karna padta hai indicators Tatad mein bahut jyada Hote Hain bahut se traders Aise Hote Hain Jo market Mein candlesticks ko istemal karne ke sath sath Aur Bhi Bahut Si alamat ko istemal Karte Hain jinhen Ham indicators Kahate Hain

          ISI Tarah RSI Ek bahut hi Achcha indicator hai RSI indicator ki madad se Ham trend ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur jab Ham trend ko samajh Lenge to hamare liye market mein trade open karna Aasan ho jaega trend ki bhi market mein bahut jyada importance hoti hai Iski madad se Ham market ki movement ko aasani ke sath understand kar sakte hain Agar ham market ki movement ko samajhna Chahte Hain to hamare pass trend ka knowledge Hona chahie aur ham trend Ka knowledge use Waqt Hasil kar Sakenge Jab hamare pass RSI indicator ka knowledge hoga ISI Tarah yah indicator market mein bahut jyada important Hota Hai

          Market mein maujud indicators ka knowledge Har trader ke pass Hona chahie Taki use trade open karne mein difficulties ko face Na Karna Pade aur vah Market Mein Ek acchi trade open kar sake Jab Uske pass indicators ka knowledge hoga to vah market ki movement ko acchi Tarah samajh sake ka aur Market Mein Ek acchi trade open karke Achcha profit bhi Hasil kar sake Agar Ham forex Mein kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle market ka analysis Karen aur use Mein maujud Tamam different indicators ko acchi Tarah Se learn kar len Taki Ham Bhi Ek acchi trade open kar Saken
          • #6 Collapse

            Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

            Relative strength index indicator Ek bahut hi important indicator hota hai jo Forex trading main aapko different level se related important indication provide kar raha hota hai jismein aapko seling aur buying information indication provide kar raha hota hai jismein aap market Mein entry Lekar bahut jyada profit Hasil kar sakte hain aur apni trading co effective bana sakte hain dear jab aap relative strength index indicator se related apni latering complete karte hain to ismein aapko different level se related information mil rahi hoti hai jismein aapko sellers ka pressure aur buyers ka pressure pata chal raha Hota Hai.

            Dear jab market mein ek strong downtrend hota hai aur Market Apne bottom level per Hoti Hai toss condition main aapko market Mein reversal trend se related bahut jyada kaun si S Hona chahie agar aap market mein bahut jyada Khush hote hain to usmein aap ko maximum advantages dene chahie Jab aap Forex trading Mein kam karte ho ya reversal train se related different important indication relative strength index indicator se le Lete Hain To usmein aap ko ek perfect entry mil sakti hai.

            Dear jab market mein uptrend chal raha hota hai aur Market mein bahut jyada paise chal rahi hoti hai use time per market Mein buyers ka bahut jyada pressure chal raha hota hai aisi condition Mein Jab market reversal trend mein apni movement Jari Karti Hai To situation main bhi aapko bahut jyada careful hokar ismein entry leni chahie aur yah indication aapko relative strength index indicator provide kar raha hota hai jismein aap perfect entry Leti Hai Ye apni trading co effective banaa sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

              Je dear forex trading ma bhot sary trader asy hain jo indicator ki help sy trade karty hain. Forex ma indicator trader k assistant k tor par work karty hain. Wo trader ko guide karty hain k market es time unko favour karny ki position ma hai ya ni. But final decision trader ko lena hota hai k wo kis point par trade open karna chahe or stop loss kis point par select karna chahe.

              RSI indicator. Rsi indicator market ki 3 states ko show karta hai. Jin ko ham briefly discuss kar lety hain.

              Oversold state. Rsi ki value jb 30 sy below ho jati hai or es ka matlab hai k market over sold state ma ponch chuki hai. Trader ko es time small lot sy buy ki trade open karni chahe or phr sabar sy market ko monitor karty rehna chahe. Rsi ki help sy trade ko open kiya jae to wo profit ma zarur jati hai but ye trade hamesa small lot sy he open karni chahe.

              Over bought state. Market ma jb rsi ki value 70 sy above ho jati hai to es ka matlab hota hai k trader ko es time par sell ki trade open karni chahe. But again trader ko es bat ka dehan rakhna chahe k wo ye trade hamesa small lot sy he open kary kiu ki market ka kio bahrosa ni hota k ye ketni dair ma wapas aye gi to small lot ka matlab hota hai small risk.

              Neutral state. Trading ma jb rsi ki value 30 to 70 k bech ma hoti hai to eska matlab hota hai k market es time par neutral state ma hai or trader ko fil hal trades ko hold karna chahe. Forex market neutral state ma zayada dair rehti hai kiu k bhot sary trader apny orders ko hold kaye hoty hain. Wo es bat ka wait karty hain k market over bought ya over sold state ma jae gi to he trade ko open karyn gy.
              • #8 Collapse

                Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

                assalamu alaikum rahmatullahi wa barakatuhu Jahan pyar bhajan Apne theek kaha hai kiye Jo a raha Hai Sahi indicator Hai yah bahut hi achcha hai ke mutabik aap apna trading Jo hi acchi kar sakte hain iska matlab ek agar aap trading karenge to aapko profit bhi achcha khasa ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

                  Ji haan bilkul aisa he karna hoga hum ko shikar hotey hein yeaur hum yahan par koi bhitrouble ho usko talk kar saktey hein yahan par hazaron ki tadaad meinAudience hein jo keh hamarey kisi bhi sawal ka jawab de kar hamen satisifiedkar dete hein aur Achcha information proportion aur sport karsakte hain banaa sakte hain aur component time commercial enterprise ke Taurin step with bhi kam kar sakte hain doston yah platform Hamen bahut fayda deta hai agarHam is in step with mehnat Karenge recognition ke sath Samajh Kar kam Karenge aur asi terha 70 k level sa oper ko overbought k liye standard samjha jjata aur 30 level sa nicha ko oversold lakin ager trader apni trading strategy man iska levels ko different signals k tor per le ker trading ker sakta ha. Lakin dear zayada ter trader ko b aur mojha b iska best result level 70 aur level per he mila ha.eska matlab hota hai k market es time par neutral state ma hai or trader ko fil hal trades ko hold karna chahe. Forex market neutral state ma zayada dair rehti hai kiu k bhot sary trader apny orders ko hold kaye hoty hain. Wo es bat ka wait karty hain k market over bought ya over sold state ma jae gi to he trade ko open karyn gy.
                  Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

                    Assalamu Alaikum hamen rules ke mutabik kam karna chahie taki Ham achcha profit hasil kar sake lekin bahut se dost rules ko follow Nahin karte iski vajah Se hua nuksan uthate Hain Yahan tak ke unka account ban ho jata hai to isliye aapko chahie ke apni post Karen apni taraf Se post share Karen taki usko aapko achcha bonus mile isliye Tamam doston Se gujarish Hai Ki really apni post Karen taki aapko achcha bonus mile Shukriya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI K Mutabiq Hi Karne Mein Faida Hain???

                      Relative strength indicator iska matlab yah hota hai ki aapko indicate karna ke market kis condition per ja rahi hai RsI indicator ka sahi se istemal karne ke liye aapko Iske bare mein basic information ke Hona bahut jaruri hai Kyunki indicator ke liye aapko level ka setup karna bahut important Hai Jab tak aap level ka sahi se setup Nahin Karenge tab tak aap is indicator ko samajh Nahin Sakte RsI Ek Aisa indicator hai jo aapko fayde Mein La sakta hai lekin ismein Kuchh judgement ki Jaati Hai Iske bare mein Hamen information demo account se sahi se mil sakti hai agar Ham demo account per jakar iski practice Karen ke indicator Mein Kis Tarah Se Kam Kiya Jata Hai vah indicator Hota Kis Liye Hi indicator ka istemal aapko Sahi Raste per Lata hai ya nahin lekin aapko Har Baat Yad rakhne se pahle Ek important chij Apne mind mein rakhni hai ki koi bhi chij Forex mein Hundred percent correct Nahin Hoti Chahe vah Kitna Achcha signal Kyon Na Ho yah market technical analysis per bhi kam karti hai aur sath mein fundamental analysis bahut important hote hain Kyunki Ek fundamental analysis ki buniyad par market Kahan Se Kahan Chali Jaati Hai Kisi Ko andaza Bhi Nahin Hota aur sab technical analysis fail ho Jaate Hain Iske aage

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X