Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

    GD girlfriend aapane bilkul theek kaha hai hamen kisi bhi business ko jab Ham start karte Hain to hamen usmein kamyab karne ke liye experience aur knowledge ka hona bahut jaruri hai Park pump abhi hamen chahie Ham jab kam Karen tu pure main aur aur aur experience ke sath apne kam ko Karen hamen chahie ki ham apne senior ki helpline taake Ham Jo mistake kar rahe hain vah dobara Na Ho yahi hamari kamyabi ki vajah hogi gi aur ham kamyab honge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

      mehnat kamyabe ka aik acha tool hai agar hum is main mehnat kary gy to hamy is main kamyabe hasil ho ge agar hum is main mehnat nahe kary gy to hamy is main kamyabe be nahe hasil ho ge yai asa karobar hai jo ky pore duna main pahl cuka hai is main usa or china jasy bary bry mumlik be involve hain hum is mai gar bath kar international level par live trading karty hain or profit hasil karty han
      • #18 Collapse

        Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

        Bilkul aapane sahi Kaha Hamen sirf aur sirf mehnat sahi kamyabi milati hai agar Ham Dil lagakar Apna Kam karte hain aur Jyada Se Jyada mehnat karte hain apni working par focus karte hain Full focus and concentration ke sath apni working per Jyada Se Jyada mehnat Karte Hain To Ham Jarur kamyabi hote hain aur Forex mein jyada Se Jyada acchi earning kar sakte hain isliye Hamen chahie ki working kar focus Karen for motivation ke sath kam Karen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen sake successful ho sake
        • #19 Collapse

          Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

          Forex market mein kamyab hone ke liye ye aap ko mehnut karni hoti hai jo trader is market mein achcha Kam nahin karte vah kabhi bhi successful nahin ho sakte humko is market mein kamyab hone ke liye experience aur knowledge ki jarurat hoti hai jo trader is market mein apne knowledge ko use karti ho ya kam karte hain vah is market mein kamyab Ho jaate Hain is market mein humko achcha kam karne ke liye planning karni hoti hai jo trader is market mein soch samajh Kar kam kar rahe hote hain unko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai is market mein humko acchi planning karne ke liye hard work karna hota hai agar aap apne experience ko use karte hue yah planning banate hain to aap is market mein aasani se successful Ho jaate Hain kyunki aapko yah pata hota hai ki aapke liye kaun se rule sabse best hone chahie.
          • #20 Collapse

            Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

            Right jtni hmari mehnat hogi jtna hm forex ko time dain gy wsy e hm acha result lain gy or hm achy sy kamyab hongy
            • #21 Collapse

              Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

              Assalam o alikum dostu umeed krta hn AP sab kheriyat se hn ge dostu jesa keh ap sab janty hn keh mehnat mn azmat hi tu dostu kamyabi tabhi mumkin hi jab ap mehnat kren ge dostu forex mn kamyaab jone kelie mehnat boht zarori hi jitna ziyada ap work kren ge jitny ap posting kren ge utna apko bonus mille ga aur ap utny axhe se forex mn trading kr saken ge
              • #22 Collapse

                Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                ji han my best friend Hamari mehnat se he kamyabi milati hai aur jitne bhi post acchi Karenge aur kamyabi Hasil Karenge utna fayda Hoga Hamen Ham ise kam per Jo Waqt Denge kaamyaab Ho Jaenge
                • #23 Collapse

                  Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                  Assalam O Alaikum to all forex users!! Hopefully u guys are doing well or forex sy acha profit earn kr rhy hon gy!!!
                  G ha ap duniya me koi bh work kren gy to apko mehnat xroor krne hoge or apko try krne hoge k ap is forum pe regular basis pe jo hmein targets milty hen unko achieve krty rhy or usky sth sth ap proper work kren or forex ki policy ko bh follow kren taa k ap achy sy acha bonus earn kr sken or profit haasil kr sken
                  • #24 Collapse

                    Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                    Walekum reference number Main Karti hun aap log khairiyat se Honge Apne kam Kaun Hai Bhandari ke sath Ranjhan de rahe Honge der mein bahut hi Achcha question kiya hai aap Logon Ne postmates Hamari mehnat Se Hi karna bhi milati hai aur thank you aapane Apna experience share Karke aapane bilkul theek bol hai ki Forex trading Mein Kamyab hona hai to aapko mehnat Kar Hi ke liye mehnat karne wala Ek abhi nakam trade Nahin Ban sakta hai isliye Jo mehnat karta hai sirf Vahi Forex Mein connect kaise kar sakta hai aur trading mein jyada loss face ka takat a good experience
                    • #25 Collapse

                      Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                      hello everyone
                      forex ho ya dusra koi b business is mein kmybi ka sbsy bara raaz h mhnat ap jitni zada mhnat karen gy itni zada apki earning hogi itna zada ap kmyb hn gy jo log mhnat sy ghabraty hen wo kabi b kmyb n hoty hen wo kabi b agy n barhty hn
                      ""MHNAT KARNY WALO KI KABI HAR N HOTI H""
                      forex mein mhnat sy hi kmybi h phla hissa hota h daily posting ka forex humy daily ki 50 post ka target dta h humy ye target ek achi quality k sath complete karna hota h isk bad ati h trading is mein b apko mhnat darkar h kmybi k liye
                      • #26 Collapse

                        Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                        G friend achi bat ha kamyabi ka raaz mhanat ha agr hum mhanat karty hain to hum kamyab ho sakty hain hum mhanat dil sy karan gy tb ja kr hum kamyab han mhanat sy hum business kar sakty hain apni life ko bina ksi lalach ky mhanat kar ky business ko agay bhra sakty hain achi life guzar sakty hain mhanat hi sy humay kamyabi hasil ho sakty ha
                        • #27 Collapse

                          Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                          Assalamu Alaikum dear forex member ummid hai ki aap sab log khairiyat se Honge ji han aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamari Naina Se Hi Hamen kamyabi milati hai agar Ham mehnat Nahin Karenge To Hamen kam Yad Nahin Milegi jitni Jyada mehnat ki Jaati Hai utna hi jyada uska Sila Milta Hai mehnat karne se hi kamyabi milati hai kamyabi ki Pahli Shaadi manate Hai mehnat Ki of success isliye main Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur hard work karna chahie Jyada Se Jyada Apne varg ki quality ko best karna chahie jisse Jyada Hamen bahut jyada fayda milega aur Hamen kamyabi ke liye Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Agar Ham successful man Banna Chahte Hain To uske liye Hamen hard-working karni padegi to Fir Hamen success milegi
                          • #28 Collapse

                            Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                            Assalamu alaikum ummid karta hun tamam dost khairiyat se honge doston aaj ka hamara topic hai mehnat hi hamare kamyabi ka raaz banti hai inshallah Mel karta hun come on friends forex mein main Ham good work karne ke bad hi humko kamyabi milati hai jitne jyada Mahal karenge utni jyada kamyabi milegi isliye hamen work hard karne chahie aur chocolate karya ke yahan per best proform kar rahe hain chahie inshallah jab Ham hardworking ke sath kam karenge to hamen kamyabi jarur milegi
                            • #29 Collapse

                              Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                              Dosto mehnat Ek Aisa Amal hai jo Insan Ko Duniya ke kisi bhi business se kamyabi dila sakta hai aur Forex se bhi aapko use Waqt kamyabi Hasil Hogi Jab aap forex per mehnat Karenge aur aap apni mehnat Se Apna knowledge Apna experience increase Karenge Kyunki Forex se aapko kamyabi aapki mehnat aapke experience aur aapke knowledge Ke Basic par aap ko Hasil hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hamari mehnat se hi kamyabi milti hai ...

                                Assalam o alaikum ji janab hum log jo bhi kaam krte hien to us mien hamien mehnat krni chahie qk mehnat ki waja se hi hamien kamyabi milti hai jo bhi kaam ho uss mien baghair mehnat k kuch nahien hota hai mehnat mien hi insaan ki azmat hai jo log mehnat nahien krte hien to un ki koi izat nahien hoti hai iss lie foirex mien hamien hardwork krna chahie iss forum mien jo log bhi jitna kaam krte hien to un ko un ki mehnat ka sila milta hai un ki mehnat zaya nahien jati hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X