long daiy trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    long trading daily nahi ho sakti hay short term trading app daily kar sakty ho magar long term trading karny k ley app ko 1 week ya 1 month tak wait karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      day trading achi baat hai lekin is ka lia aap ki strategy achi honi chahia kio ka aap ko aik din mein mukhtalaf session mein kaei trade karna pare ga jo aap ki continue kamyabi ki ziamant ho, agar aap ka balance kam hai to kosish karo ka double top ya double bottom say trade start karo aur unnecessary trade mein enter na ho.
      • #18 Collapse

        han g trading 2 type ki hoty hai aik long trading or aik short term trading or agr ap k pass good capital hai to ap long term trading krain to zyda best hai q k market se zyda earn kar skty hai jabky short term trading main chances of earning kam hoty hai
        • #19 Collapse

          daily long trading big capital ke sath kr sktey he aur daily time frame use krna chaiye. stop loss ap ne strategy ke mutabiq set krna ha baghair stop loss ke trading krna bohat risky hota ha aur ap ka account wash ho skta ha. short term trading zaida best ha.
          • #20 Collapse

            Main app ki baat say aik waja say agree nahe kerta hoon k sl k bagheer humean trade kerni chahy sl app long term day trading k leay bara day daen but app zaror daen koin k uss k bagheer to app ka whole capital bonus balance risk pay hota hy oir app acha profit kama laen gay bit totally risk k oper hoon gy
            • #21 Collapse

              yes dear ap theek kehtay hain aur main ap k sath agree hoon k humain day trading he kerni chahie kuin k scalping ziada risky hoti hay aur day trading main hum market ko achi trah se semjh sektay hain aur is trading se acha profit earn ker sektay hain.
              • #22 Collapse

                Long day trading tu bohout he zarori hai bal ke bohout sare log aur jo professional trader hai wo daily chart ko read karte houi trading mein entry lagte hia aur wo successful ho jate hai
                • #23 Collapse

                  Bhai long term aur short term trading ke lieay apka capital matter nahi karta sirf apki trading skills matter karti hain, jab aap ke pas complete trading skills ho to phir aap chaho to long term trading karo aur chaho to short term trading karo kisi main koi nuqsan nahi aur koi danger nahin hai.
                  • #24 Collapse

                    Long term trading main risk kam hota hy aur aap small equity key sath achi trading kr saktey hain. New traders ko long term trading krni chaheye aur short trading sey door rehna chaheye. Apna aik target set kr lain aur jab tak aap ka target achieve na ho, trades ko close na karain. Yeh small equity walon key leye buhat mufeed hy.
                    • #25 Collapse

                      Dear hmen is business me chahe k hm is business me soch smjh k kam kareen or hmen agr long trading karty hain tu us k liye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kareen or hmen sl or tp ka use krna chahe kyun k market ka kabhi bhi khuch b pata nahi hota ha sahi se hmen
                      • #26 Collapse

                        sir baat ya ha kay forex ma hamay long term bhi tarding krni chahiye jis say hamay aek acha profit bhi ho sakta ha ma apko yahi kaho ga kay forex ma apko mehnat krni chahiye or yahi aek asa bussniess ha jaha say ap apnay dreams ko bhi pora kr sakty ha islay apko dakh kr tarding krni chhaiye
                        • #27 Collapse

                          ap chahy long term trading karien ya short term ap ko us main kamyaabi tab he milay ge jab ap us main mehnat kerty rahean gay our short term trading say bhe profit kia ja sagta hai
                          • #28 Collapse

                            forex trading ke market mai kameyab trader woh hota hai jo market mai wait kerta hai aur koish kerta hai ke kam se kam risk per trade kere. isleye hamesha long time frame per tight money management ke sath chalo.
                            • #29 Collapse

                              Forex trading business mein Long term trading tab hi ki jati hy jab ap k pas acha capital ho aur acha experience ho aur long term mein time frame day ka use karna cahaiye aur stop loss tu ap ko lazmi lagana cahaiye is traha ap ziada loss se bach saktay han aur agr ap ko loss hota hy kiok loss bhi business ka hisaa hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G han bhai ap ne bohat hi achi strategy batai hai main khud isi strategy ko follow karta hon long term trading karni chahiy without stop loss is se loss bilkul nahi hota agar ap ne small volume ki trading ki hai to.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X