Will you advice others to come in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    gee go Forex mei anaey waley hein unkao naseehat yehee hei ke jb tk aap ke learn mukammal na hao jaey aap tradings shuru na kerein buss Forex busines world kaa excellent karobar hai agr aap ky pas acha maloomat hao aor aap intirst say achi l kama ain only aap ko acha skill ke need hai phir kamyabi mily gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      forex trading aik bohat acha businenss hay so agar hum es business main ziada say ziada mehant karna chahty hay to huamy esmain ziada time daina chahiey kyun keh ziada time dain gay to humari trading bohat achi ho sakti hay
      • #2253 Collapse

        New trador k liye bht se important parts ko dehan mn rakhna chahye or sub se zarori yah hai k hmain es k bary mn knowledge or experience hona chahye ta k apko lose kam ho or erning k chance km ho jaty hain
        • #2254 Collapse

          jub say mainay is forum ko join kiya hai mainay others friends ko bi is foum ko joining karnay kay baray me btaya hua hai aur bohat hi say traders is forum say learn kar rhaya hai
          • #2255 Collapse

            Humsub ko durasy logs ko bhe advise krna chaheay k wo bhe forexmarket ko jion kray kyu k forex market ak home baebusiness hai jis buiness ki earning bhe bohat zada hai. forexbusiness ma earning say life bhe change kr sakty hai.
            • #2256 Collapse

              je han ma bht khush hu es kam sy or ma apny dosto ko b es k bary ma knowledge deta hu taa k wo b esy join kr k earn kr skain
              • #2257 Collapse

                jis nay bhe forex market o jion kiahai tou en ko chaheay k wo apnay friend aur family members ko suggest kray k wo bhe forex market o jionkray aur es market mai regular earning hasil kray.
                • #2258 Collapse

                  is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein aur phar hi hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho saky aur rules ko follow kar k sucess hon
                  • #2259 Collapse

                    main tu any walun ko yahi advise dunga k bhaiyo or behno agr forex ko join karna hai tu apko es main acha knowledge ho jay or apka acha expernce gain karny k bad es ko join karen
                    • #2260 Collapse

                      is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main koi mushkil na ho skay aur trend ko use kar k hi hum run karein gay ta k loss kam ho saky aur earning karein gay it is best job
                      • #2261 Collapse

                        hamain forex main learn kar k hi trde karni ho gi ta k loss kam ho skay aur ye dosri jobs say boht hi best job hai aur hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k sucess hon
                        • #2262 Collapse

                          is forex main sab kam kar k sucess ho skaty hain aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur demo main practice kar k hi hum is main acha earn kar sakty hain aur loss kam ho saky gay
                          • #2263 Collapse

                            ye dosri jobs say best jobs hai aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k run karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam aur profit hasil karein gay it is best
                            • #2264 Collapse

                              G main apny sab dosto ko forex trading ko join krny ki poori koshish kr raha hon kio k main chahta k is jaisa acha business koi aur ni hy to kio na mery dost bi is business ko kr k life ko enjoy karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2265 Collapse

                                Yes maen to hr dost ko forex trading join krny ki advice krta hn q k iss ko seekh kr krny sy acha khasa naffa hasil kia ja skta hae aur jo mery dost berozgaar hain aur taleem yafta hain unko maen zaroor ye kehta hn.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X