Wahi risk ley jo afford kr sakty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wahi risk ley jo afford kr sakty
    Aslamulicum forex trading mein risk lena aam se baat hai lekn mein apko yeh kehna chahta ke wahi risk ley jo ap afford kr sakty hen. Agr ap ke trade opposite direction mein chali jaye to ap kitna lose afford kr sakty hen. Zeyda risk lay gay to apka account wash ho jaye ga our is leya afford kray wahi jo ap kr sakty hen forex aik acha business hai lekn confidence our himat ke sath yah business krna chahya agr ap ke pas koi plan nahi to ap kamyb nahi ho sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Falak1993 پيغام ديکھيے
    Aslamulicum forex trading mein risk lena aam se baat hai lekn mein apko yeh kehna chahta ke wahi risk ley jo ap afford kr sakty hen. Agr ap ke trade opposite direction mein chali jaye to ap kitna lose afford kr sakty hen. Zeyda risk lay gay to apka account wash ho jaye ga our is leya afford kray wahi jo ap kr sakty hen forex aik acha business hai lekn confidence our himat ke sath yah business krna chahya agr ap ke pas koi plan nahi to ap kamyb nahi ho sakty
    ji haan doston aap bilkul sahi kah rahe hain hamen always utna risk Lena chahie Jo ham afford kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

      G bilkul dear members 😇 risk woi lay Jo afford kr sakty hu is liya soch smj Kay hi trading kren or apny balance ko maintain Kar Kay hi trading kren tu hi ap kamyabi hasil Kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

        Walakum Salam..kisy bhi trade ko start karne se pahle hamen apna account balance check kar lena chahie agar hamara account balance up to 20% hai tab Ham trade start kar sakte hain aur hamen use time market ke transfer dekh Kar samajh Kar chalna chahie because sometimes aisa hota ki last ki vajah se hamara pura account wash ho sakta hai aur hamen lost sometime itna Bada hota hai ki hamari cover nahin kar sakte lekin agar Ham investmentmall level ki kar rahe hain to 50 to 70% ka lost Ham der kar sakte hain is percentage ke darmiyaan agar hamen loss hota hai to Ham isko bear kar sakte hain usko recover karna kar sakte hain Ham mehnat to banaa karke strategies banakar according rashke bar karke is roscoe recover kar sakte hain isliye hamen aisa risk Lena chahie jis ko bad mein recover karne mein bhi hamen jyada mat Lana Ho.
        • #5 Collapse

          Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

          Jab hamary trading account main balance bahot kam hota hai tou kisi surat bhi hamain small balance per trade kerty huey bary risk nehi lena chahiay kyun ky hamara small balance wala account bahot jald wash bhi ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakanwal پيغام ديکھيے
            G bilkul dear members ������ risk woi lay Jo afford kr sakty hu is liya soch smj Kay hi trading kren or apny balance ko maintain Kar Kay hi trading kren tu hi ap kamyabi hasil Kar sakty hain
            Had se ziada risk aap ko khatam karta hay ris bhe woh he hona shahye jo aap ko bardasht ho jay
            • #7 Collapse

              Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

              Risk lena achi bat hai lakin jab apko nazr aa rha ho k ap continuely loss main ja rhy hain tab beshak ap afford b kr skty ho tab b risk nhi lain. Or hmesha yhi koshish krni chahye k loss sy bach skain.
              • #8 Collapse

                Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

                Risk hmesha utna lein jitny p ap loss bear kr skein otherwise apko bht zyada issue hoga or apny account balance ko dekhty huwy risk lein agr ap k account balance m itni flexibility h k ap risk ly k loss k bad b recover kr skty hn to ap zrur risk lein lekin agr apka account small h to ap kbi risk leny ki ghlti na krein ku k m ny mostly small account p risk lty huwy account wash hoty ee dekhy hn to phly account ko grow up krein phr risk lein or new members ko chye k wo hr giz risk na lein ku k un ko itna knowledge experience nh hota h na ee un k pas itna balance hota h to unko account wash sy better h k wo safe way m trading krein thory thory profit sy,.,.,
                • #9 Collapse

                  Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

                  Assalamu Alaikum dear friend aapki baat bilkul theek hai is Mein Vahi risk Le Jo offered kar sake ismein Bade Dilwala hi Utha sakta hai jo Apne dost ko recover kar sakta hai jo bahut jyada yishu Hoga Apne account balance ko Dekhte Hue risk Le agar aap trading karte hain usmein Hamen loss Ho Jaaye To Hamen Apne kaam par focus karna chahie aur Hamen bade dil se kam karna chahie acchi trade karke hi Ham Kamyab tradable sakte hain isiliye ismein Ek risky kam hai is mahine ka kha sakta hai jo trading co operate karne mein Rakhta Hoon Jiske pass hua ya acchi trading or risk Utha sakta hai Kyunki Aksar Gold per Hamen uthane se dar lagta hai Kyunki usmein Hamen Jyada bola se dalna padta hai aur Hamen Achcha balance istemal karna padta hai tabhi young Kamyab Hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

                    Forex Mein Kabhi Bhi Jyada risk Na Le gehun Ke Agar Ham Apne account balance ke mukabale mein jyada risk Lenge to usmein Yahi Hoga Ki Hamara account capital Jaya ho sakta hai aur koi bhi member ya nahin Chahta ki usko nuksan ho ja uska capital Jaya Ho To isiliye behtar hai ki Hamesha utna risk Le Jitna aapka account balance afford kar sakta hun Apne account balance Se Badhkar kabhi bhi trade Mein risk Na Le Varna uska bahut hi jyada nuksan hota hai aur FIR bad Mein uska ka pachtawa rahata Hai To isliye behtar hai hai ke pahle hi risk Lene Ka Faisla short samajhkar kiya jaaye Taki bad Mein pachtana Na parray.
                    • #11 Collapse

                      Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

                      hamy market mai confidence ky sat kam karn aho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ami full time be kam kar sakty hain hamy market ke mkovement ko samj kar is mai kam karna ho ga hum ismai agar bager leanring ky kam karty hain to hamara accunt band ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

                        G han aony theek kaha hy hameen apny account ko dekh kar hi risk lena chahiy zyada risk leny say hameen hi loss hoga isi liay kabhi bhi hameen zyada risk nahi lena chahiy is trah hameen nuksan hojata hy yani k lods hojata hy isi liay dear forex Members apko chahiy k hamesha mehant kreen and jald say jald strong baneen
                        • #13 Collapse

                          Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

                          Risk and Return ka direct relation hai agar aap Jyada risk Lenge to aapko return milane ke chances bhi bahut jyada hai to agar aap ke pass bahut jyada knowledge hai aur aapane kaffee trade kar rakhi hai aur aapko market ki movement ka Achcha andaza hai to aap risk Le sakte hain is se aap Achcha Khasa profit hassil kar sakte hain agar aap samajhte hain ki aap ke pass Itna experience or knowledge Nahin Hai to aap chhutti chhutti trade se lagaen aur experience Hasil Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Wahi risk ley jo afford kr sakty

                            ki bilkul Usi kahavat Ki Tarah hai ki Chadar Dekh Kar paaun Hain Aane chahie to aapki Kitni investment Hai usmein se aap itna thoda bahut risk jo hai bol Le sakte hain jitni amount aapko lagta hai kya kar Chali gayi Badal Bhi vah To Kuchh Kitna mat Lana Hoga Tut nahi aap se jyada kar na len theek hai Kisi lost bhi hone se kahan se hote hain market exactly vaise movie nahin karti hai Jaisa aapane project hota hai to Aapka Mera yah mashvara hai ki aap thoda bahut hi aur risk len or profit margin double rkh k trade karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X