Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..
    Forex Trading main Successful hony kay liy humy Lalach or Emotion ke trading ko Chorna ho ga Ku kay 100 Main say 90 percent Log Apna Loss Ise waja say kar rahy hain or market main Uny lagta hai kay profit bana luck ke waja say he mumkin hai jab kay aisa nahi hai aap ko proper treeky say rules ko follow karna hota hai or per he achy trading mumkin ho pati hai issliy aap ko chaye kay pely knowledge gain karny say start karein or rules ko follow karty hoay trading kiya karein ye saab aap ko Knowledge ke waja say he mil sakta hai.Lekin jan aap Forex trading ko Gambling Ke tarah treat karty hain Toh ye aap ko loss kay Siwa Kuch nahi Dyta.

    Thanks
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

    dear apki baat theek hay k agar ham is markeet k baray main kuc nai jantay hain agar ham is markeet main sahi tareekay say kaam nai akr saktay hain to hamko is market main kam akrnay main koi bhi jald baazi say kaam nai laina chaye jis say ham kabhi bhi kisi bhi wkat is markeet say lose kar skatay hain jisk liye zaruri hay k ham kam say kam apnay aap pay he kaboo rakhaty huway is market main kaam karyau rahain jis say aisa karnay sy hamaray andar jo lalach aur emotions hain ham un pay kaboo pa saktay hain aur hamaray liye yeh markeet aik asaani ka sabab ban saktay hai jsi main achay tareeky say kaam karnay main ham makret ko samjh bhi satya hain aur is say bahut kuch hasil bhi kar skatay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

      Forex trading main aapki baat se main agri Karta Hun Ki Hamen nuksan tabhi Hota Hai Jab Hamare andar Baja Dala jata hai aur Forex trading Mein Kam Karne Wale Logon Mein 90% log Dala Karte Hain isliye Hamesha koshish Karenge lagat ko Apne Andar Se Nikal Den aur Lala Se Dur rahake apni trading Karen aur Agar aapane kamyabi Asal karni hai to Fir To Apne andar Ke Mausam ko lalach ko aapko Bahar nikalna hoga aur aapki baat bilkul theek hai Hamen Jab Bhi nuksan Hua Hai vah Hamari apni galti ki vajah se hota hai aur apne emotions ki vajah se hota hai aur apne hi jajbat aur apne hi lalach ki vajah se Hamen bahut jyada nuksan Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

        Jee han blkl aisa he ha emotion main aa k trade lagana or dusra lalach k chakar main parhny sy aksar loag apna account wash krwa baithty hain forex main sub sy main cheaz hoti ha patience rkhna jaldbazi main nahe krty kabhe be market main kam ya rato rat arab pati banny k sapny nahe daikhny chaiya hardwork kro dil laga k kam kro araam sy easy ho k sukoon sy kam kro taky apko loss na ho soch smjh k trade lagao kabhe is emotion main aa k trade mat lagao
        • #5 Collapse

          Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

          bilkul 100 percet theek baat hai jab hum forex mn lalach krty hb ya phr phr apny emotions py control nhi krty phr hum loss ki traf jaty hain.Jo banda forex ki duniya mn apny aap pr or apny emotions pr control kr jaye ga wo zror kamyab hoga otherwise hmesha loss hota rahy ga.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

            Assalamu Alaikum Mere Pyare Dosto Is main Forex Mein emotional karne se bacche aur Iske bare mein jadu se kaise karen senior se experience Rakh lena Uske mein lagaen aur profit kamae Forex ko samajhne ke liye Apne sim Aur Ka Hona bahut jaruri hai senior Suna Lage Hasil Karen experience Hasil Karen
            • #7 Collapse

              Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

              Gvbhaibbilkul sahi kaha hai ap ny lalach buri bala hai lalach karny wala kabhi bhi kamya ni hota es last ye hamain lalach free ho kar kaam karna chahea taky hamain kamyabi hasil ho kuch log woh bhi hain jo lalach ky sath sath jazbat sy kaam lety jis waja sy woh apna kafi loss kar bethy hain lalach or jazbat dono mai nakami
              • #8 Collapse

                Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                g hamy emotions ko kabu mai rhakky kam kara ho ga pher he hum acha bonus kama sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy yai aik asa business hain jo ky kabe be aktem nahi ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                  G bilkul sahii baat ki hy agr hm forex krte wqt emotions jo control na krain tu bohat nuqsan hota hy aur forex mn loss ki sb sy bari wjha yehi hy aur emotions uncontrol ki wjha hamare pass experience ka na hona hy aur hardwork aur practice k na hona hy
                  Is mn dosri wjha lalch hy is ki wjha sy hm loss krte hn q keh jb hm aik haad sy ziada trade krain gy keh ziada bonus profit nile tu ulta nuqsan ho skta hy q keh is trha hamara risk barh jata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                    Ge dear pyaary Forexer apny by aik Achi baat ki hai aj ke topic ma ke Forex ma 90 percent loss emotion or lalach ki waja se Hota hai or Hamm trading ki as a juwa letey hai or samjty hai ke kis trah juway ma koi knowledge nhi Hoti esi trah hmm apni luck ke sth yha be juway wala kaam karey lekin Forex ma agar ap achukay hai to apko Forex ke mutabiq apny rules change KR k Forex ky rules ko follow karey yehi kamyabi ki zamanat hai
                    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                      Forex trading mein kabhi bhi aapko Trading karte hue lalach nahin leni chahie aur na hi aapko kabhi jazbati hokar Kam karna chahie hamesha learning aur training lete Raha Karen aur apne kam ko kamyab banane ke liye struggle karte Raha Karen jitna aap information on knowledge ke sath apne kam ko pranam karte hain itna hi aap Ko fayda milta hai kabhi bhi training karte hue aapko overconfidence nahin hona chahie hamesha confidence ke sath kam Kiya Karen aur apne kam ko regular hokar perform Kiya Karen tabhi aap kis business mein apne dream ko success karne ka mauka milega
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                        forex aik am business jasa ahi hain hum is mai kam kar ky pasia kama saky hain hamy market ke movement ko samj kare is mai kam karna ho ga hamy is mai analuysis ko learn kar khy use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain yai aik amm business jasa nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                          Forex Mein kamyabi lene ke liye Agar emotional Agar lalach se kam Karenge to aapke liye kamyabi Lena that's impossible Hamen chahie without Lal Achcha Ham kam Karen Jab Bhi without laalach without emotional Ham kam karne ke liye Achcha Waqt lagaenge to hamare pass kamyabi lene ke liye Achcha Bhakt Hoga isliye Hamen chahie kam Achcha Karke Achcha knowledge Pyar Kare to bhi kamyabi poochh banogi isliye Hamen Yahan per Din Laga ka kam karne mein hai important rules play karne mein Achcha fayda Hoga Khoob koshish Khoob knowledge Khoob kamyabi acche Waqt hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mr'Jigsaw پيغام ديکھيے
                            Forex Trading main Successful hony kay liy humy Lalach or Emotion ke trading ko Chorna ho ga Ku kay 100 Main say 90 percent Log Apna Loss Ise waja say kar rahy hain or market main Uny lagta hai kay profit bana luck ke waja say he mumkin hai jab kay aisa nahi hai aap ko proper treeky say rules ko follow karna hota hai or per he achy trading mumkin ho pati hai issliy aap ko chaye kay pely knowledge gain karny say start karein or rules ko follow karty hoay trading kiya karein ye saab aap ko Knowledge ke waja say he mil sakta hai.Lekin jan aap Forex trading ko Gambling Ke tarah treat karty hain Toh ye aap ko loss kay Siwa Kuch nahi Dyta.

                            Thanks
                            g bilkul dosto es main koi shak ni hy lalach hamara sub kuch khatam kr daiti hy ziyada lalach nuqsan ka bahis banti hy hamain es sy guraiz krna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Main 90% Losing ka Reason emotion Or Lalach hai..

                              asa he hain agar hum is main emotion ho kar yai lalchi ban kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is main agy bar saky yai aik wase karobar hain hum is main live kam karty hain hum is main jitna be kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy dollars main bonus dyta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X