Re: Mehnat kbhi bhi zya nhi hoti
A o a..!dear friends that's absolutely right k mehnat kbhi waste nhi hoti ,jo insaan mennat krta kmiyab zroor hota ha ,Mehnat mn sb se phly hmen koshish krty rehna chahiy q k kamiyabi r nakami tu insaani zindgi mn sath sath chlty agr hum zindagi mn kisi moor pe nakam ho jaty hn tu hmen mayoos nhi hona chahiy kiun keh jahan nakami hoti ha wahan kamiyabi bhi hoti ha iss liy koshish aur mehnat ka daman nhi chorna chahiy jesa keh ik mashoor kahawat ha "Try try again till you succeed"jab hum mehnat nhi krty Aur nakam ho keh mayoos ho jaty hn r kamiyabi ki tauqqu b chor dety hn tu hum kabhi nhi kamiyab hoty iss mukably mn jo mayoos hony k bad doubara koshish krty hn aur mehnat krty hn wo hmesha akher kar kamiyab hoty hn .Mehnati insaan zindagi mn nakam nhi hota q k mehnat ka phal khuda wan kreem zroor deta ha jesy ik mashoor sher mn ha k"Mehnat kro Azizo Mehnat se kam hoga...bakht kehty hn jissy ,A kar ghulam hoga"Mehnat ka phal hmesha kamiyabi hota ha har kamiyab insaan mehnati hota ha mehnat insaan ko kabhi kisi makam pe jhukny nhi deti iss liy mehnat krty hn aur mehnat k bad kamiyabi jesy phal se markhoob ho jaien

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим