Dil chota na kray dil bra rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dil chota na kray dil bra rakhain
    Assalamu Alaikum dear members ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge aur apne work ko progressive banaa Rahe Honge Jaisa ke dekha gaya hai ki demo account mein aur real account mein bahut jyada difference Hai feeling ji ka to Jab Bhi Ham Apne real account per trading Karte Hain To Hamari feelings bahut jyada change hoty Hain bahut Dar lag raha hota hai ki kya hoga lekin Aisa bilkul nahin karna chahie Jab Bhi trading Karen apne dil ko bara rakhen Dil Chhota mat Karen Kyunki Ek Do Bar risk Lene Se Hi aap apne trading ki starting kar Payenge isliye mayos bilkul Na Ho Jab trading start karen apne aap ko positive rakhiye aur apne aap ko ine Sab chizon Se Dur rakhen aur Bara Dil Karen aur Khule Dil Ke Sath trading start karen Taki aap successful Rahe aur Market ko acche se samajh sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

    Dil chota nahi kray Dil bara kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko jab loss hota hai tu aap ko Dil chota nahi karna chaiy aap ko Dil bara kray gay tu aap business mein kamyabi hoti hai agar aap Dil chota kray gay tu aap business mein acha kaam nahi Kar saktay or aap ko mayoosi ho gi iss Lia bara Dil ka sath kaam kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

      Forex trading Nagar aapane kam karna hai to aapko apna Dil bahut bada karna hoga Kyunki aap kabhi bhi Chhote Dil Ke Sath Forex trading Mein Kam Nahin kar sakte aap apna Dil bahut jyada bada karna hoga aur aapko Forex trading mein bahut bar nuksan Hoga aur aapka account was hoga to aap kabhi bhi tension lene ki jarurat nahin hai aur na hi ghabrane ki jarurat hai aap apna Dil Hamesha Bada Rakhe aur koshish Karenge Himmat ke sath Lagan ke sath mein Naat ke sath aur ek acche Dil Ke Sath Forex trading Mein kam Karte Rahe aur kabhi bhi apni Himmat na Hare Kyunki Himmat aane se aap kabhi bhi Forex trading Mein Achcha result answer nahin kar sakte ho na hi Kamyab ho sakte hain isliye Apna Dil Bada Karen aur Hamesha Himmat ke sath Apna Kam Karte Rahen Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

        walaikum salaam dear apny bilkul thk kha ha hmay kmayos ni hona chahiay forex ma jab loss ho to dil chota ni krna chahiay bulky mehnat kr k loss ko cover
        krna chahiay q k mehnat sy hi insan kamyab hota ha forex ma hmay dil chota ni krna chahiay bra rakhna chahiay .
        • #5 Collapse

          Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

          Assalam walekum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai bilkul acchi baat hi hai Hamen Dil Chhota nahin karna chahie Bol Ke Dil Bada Rakhna chahie Agar Hamara bonus Hamen Achcha Nahin Hata To Hamen yah Nahin chahie kya until Chhota Karke Baithe Hain aur kam na Karen Nahin Nahin Aisa nahin karna chahie Hamen aur Jyada mehnat Karni chahie Taki Hamara bonus usse Bhi Jyada Achcha Ho Aur behtarin Ho Agar Ham trade Lagate Hain may do so Jaate Hain Hamen yah bhi nahin karna chahie kahan chhodkar Chhota Dil Kare Nahin Ham ya nahin karna chahie Hamen ki Chakki Hai kam karna chahie Kyon Nahin Forex trading training Karen sake Ham Jyada Se Jyada mehnat Karke Apne fantus Kora gawar Ke Acche tarike se kamyabi Hasil karna Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

            Forex aik risky bussines hy jis mn loss bhi bohat hota hy mgr ap ko is pr tension ni leni q keh agr tension lain gy tu kam mazeed khrab ho ga ap ko chahiay ke aik aisi strategy banain jis mn ap ka hua hy jo loss wo sb recover kr lain aur next days sy bohat acha profit krain
            Forex mn ap ko chahiay ke aik achi strategy ho ap ke pass mgr us sy pehle kafi hardwork bhi sath ho aur experience bhi ho aur seniors ki guidance bhi sath ho
            • #7 Collapse

              Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

              g hamy los sky bad ya km bonus milny ky bad dil cota nahi karna chaey hamy learning gain kar kay aik time table bana kar kam kara ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum asna eky sat agy bar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                Assalam o alikam.. Kisi bhi kam k start mn apny ap ko encourge kryn or km sy km ap mn itni self esteem honi chaiye k ap yeh kam poora kr skein gy km bonus ko dekh kr dil chota nah kryn or khud ko passionate rkhny ki koshish krein ta bjaye peechy jo hoa uska ghm mnanay k ap agly kam pr focus bnayein dil bara rkhein qk zaroori nhi hy ap apny first step mn hi success achieve kr lyn kbhi kbhi kamyabi ap ko bhout kuch seekhny k bad milti hy... Isi tarha agr kbhi ap yrading mn loss dekhein agr chy app expect nhi kr rhy thy or ap ki strategy bhi bhout achi thi or axhank ap ka unexpected loss ho gya tpu bjye loss ka ghm mnany k is bat py focus krein k loss hoa q hy or isy overcome kesy karna hy.. Yeh sbh tbh hi possible hy jbh ap himmat nhi harein gy or apny dil ko bara rkhein gy lykin agr ap himmat har jaien gy tou trading tou kya apko zindagi mn kahin py bhi success nhi mily ga...
                • #9 Collapse

                  Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                  Ji han jab ham trading kar rahe ho To hamen apne dil ko chota nahin karna chahie balke Dil bara rakhna chahie Kyunki loss aur profit business ka hissa hote hain hamen ismein bilkul bhi tension nahin leni chahie agar ham ismein tension lenge to kabhi bhi aage nahin badh sakenge aur na hi kabhi ham aise acha result again kar sakenge hamen apne target per focus karte rahana hoga kyon Ke a hamen aur har hl ismein fresh bahan ke sath kam karne Ki koshish karna hoti hai agar ham ismein dil chota karke kam karenge To ham kabhi bhi acchi earning Hasil nahin kar Sakenge hamen nuksan hi hasil hoga kyunki Jab hamara dil bara hoga to hamen lost bhi ho gaya to ham bare aram ke sath usko recover karne ki koshish kar sakenge isiliye hamen ismein tension lene ki zaurat nahin hamen apne loss ko recover karne ki koshish karni hogi aur hamen apne dil ko kabhi bhi chota nahin Karana hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                    Aziz doston Assalamu Alaikum Tamam members se yah Kahana Chahunga ke aap Forex trading Mein Jitna ho sake mehnat Karen Dil Chhota bilkul na Karen Dil Ko Khush Ada rakhen ko Sada rakhen sake Taki aap Jyada Se Jyada bonus Hasil Karen aur Jyada Se Jyada ped lagaen Jisne aapko Jyada se jyada fayda ho Shuru Shuru Mein Mushkil To Hogi Lekin I star I star aap aap isase bahut fayda Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                      Forex pe acha kam krny k leay kuch chezen bhot zruri hoti hain jesa k forex pe trading krty hoye apna dil Chota Na kren mltab koi b problem ya difficulty ay to usko himat sy face kren in ay ghabrayen nhi...is k elawa loss ki sorat mein b apna dil Chota na kren bara rkhen ta k kamyaab trader bn sken
                      • #12 Collapse

                        Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                        hamy is mai loss or profit ka samna karna parta hain jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata han hamy loss hoy par dil chota nahe karna chahey hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is main kamyabe hasil kar saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                          Dil Hamesha Bada Rakhe usko Kabhi Chhota na hone De Kyon Ke profit or loss business Kaise Hote Hain Kabhi aapko profit hota hai aur Kabhi lost so disappointed Kabhi mat ho Kyunki Ek na Ek Din Aisa Jarur aayega Jab aapko profit Hoga aur aap Forex Se Achcha Paisa Kama Sakenge mujhe bhi e Shuru Shuru mein bahut taklif aur Mushkil Ka Samna karna Pada tha lekin ab Allah ka shukr hai main Forex se bahut Kuchh kam a raha hun
                          • #14 Collapse

                            Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                            Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge forex ek bahut Achcha business ha or hum is se bahut jyada fayda kar sakte hain aapane bahut acchi baat ki Dil Ko Chhota nahin karna chahie Agar bonus kamaya Hai To Hamen chahie ki ham Jyada se jyada mehnat Karen aur apne kam ko Achcha banaen Taki Hamen apni bar Achcha bonus Haasil se Ho ho isiliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Forex ko time Dena aur apne kam ko Achcha Banakar Karen Jitna Jyada Forex ko time Denge utna hi Hamari knowledge or experience may increase hoga aur ham is, , platform per acche se perform kar Payenge Agar Hamari post party acchi Hogi to Hamen Achcha bonus Haasil hoga aur Agar Ham Jis per kam acchi Tarah Nahin karte To Hamen main ismein kamyabi bhi nahin milegi Aur fayda Bhi Hasil Nahin hoga isiliye Jyada Se Jyada work Karen aur apne kam ko Achcha banaa kar Karen tabhi Hamen Achcha profit Hasil hoga Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dil chota na kray dil bra rakhain

                              Assalam.o.alaikum
                              G han ap nay theek kaha hy forex main dill chota nh rakhna chahiye bal k dill bara rakhna chahiye forex main ziada laluch nahin karni chahiye warna hamin loss ho sakta hy loss say bachny k liye achi mehnat karni chahiye...
                              $#@#i Khan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X