loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss
    ap ka har ek loss ap k leay ek lesson hai or is lesson ko ap ko yad rakhna chiea jis ke waja se apko future mai loss na face krna pary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear loss to hamen lesson hi deta ha or hamen apni past ki mistakes ko samny rakh k trading karni chaheye ta k next wo mistake na ho agar ham bar bar aik hi mistake ko repeat karty rahy to kbhi trading ni kar payen gay
    • #3 Collapse

      If a trader understands the importance of risk management then there will be minimum loss. However if traders realize support and resistance, then chances are that they will control loss.
      • #4 Collapse

        Brother humain loss bechany k lia hum ko apni miss take ko door krna ho ga us k alwa hum ko lalch ko b control krna ho ga real mein trading sy best koi market nahe ha us ko learning kro phr earning kro.
        • #5 Collapse

          g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k is main jab bhe hamain loss hota hai to hamain us se bhe ek lesson milta hai and hamain us se learning karni chaye ta k hum future main success ho saky.
          • #6 Collapse

            yes dear ap na bilkul thk kaha ha k mistakes jo hoti hein en sa hame mayoos nhi hona chaiye balka hame bht kuch seekhna chaiye or en ko correct kar k kuch hasil karna chaiye
            • #7 Collapse

              hmmmm sahi bat kahi hai aap nay because msitakes insan ko bohot help kar sakti hain future main agar trading kay doran ki gai mistakes ko insan yaad rakhay tou yaqeenan selo selo wo trading ko understand kar jaye ga phir tou ksisi bat ki tension he nahi hai
              • #8 Collapse

                ap nay bohat achie baat kee hay may ap kee baat say agree karou ga the poit says. if you at first you do not success do not loss hart try again
                • #9 Collapse

                  dear brother forex ma loss os time os wqat hota hai jb ap kam equity ka sath zayda lots ka tread karta hai to per market ap ka agsin jane ka waja sa loss hota hai agar ap kam lot ka tread kara to ap ko loss nhe hota
                  • #10 Collapse

                    loss dear ase hote hy ka hum market ko follow nahi kar rah hote han or dake bagar he tyade lag date han jis se hum ko loss ho hate hy or itan experience be na hone be hy
                    • #11 Collapse

                      G han bilkul....har loss ek lesson sikhata haii trader ko....or loss se bachne k liye...is ko smjhma or us galti ko dubara na kare ..tab e hum loss se bach sakty haii
                      • #12 Collapse

                        Stop loss agar ap pakistan forex forum trading my my agar ap pakistan forex forum trading my agar ap work
                        • #13 Collapse

                          dear apny theek kaha hai forex trading mein loss apko 100% apky greed ki waja sy hota hai jin logo ko greed avoid karna ata hai wo log trading ein zada loss nahi karty hain
                          • #14 Collapse

                            g han jab ek bande loss hota hai to usko ekhna chahiye k ye kese huwa aur dobara ais ghalti ko na duhraya jai ais tarah usko next time trading kerni main faida hoga agar wo apni khamion pe control ker leta hai to. aisi tarah choti choti baton ka khayal rakh k hum bohat agy ja sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes brother hamar har loss hamre lieye aik naya lesson hota hai aur waqai hamein chahieye ke un lesson ko yaad karein wese loss hamein khud nahi hota hai bake loss hmaari apni ghalti se hota hai aur ham agar us ghalti ko baad mein sudhaar lein to hamein aage loss nahi hoga aur agae kisi zyada loss ka waisa saamna na hoga aur forex business mein loss kam aur profit zyada hota hai sirf hard working aur skill ki zaroorat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X