Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

    Jaisaaap jante Hain forest mein hamen loss apni hi laparvahi ki vajah se hota Hai jab Ham aur trading karte hain yah lalach mein aakar jyada trade lagate Hain to hamen usmein loss ho jata hai hamen chahie Humsafar ke sath kam Karen jaldbaji bilkul bhi nahin karni chahie trading mein hamari vo trade se hogi jitne Ham practice karenge practice karni chahie aur loss ki sabse badi bajar jaldbaji hai lalach hai aur vahi karenge kamyabi Ashu karne ke liye jaruri hai ki Ham patient ke sath kam Karen Taki Ham jyada achievement hasil karne ke kabil ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

      Forex trading me loss ho jana Ek aam si baat hai aur uski bahut hi vajah hoti hain agar aap Forex trading per kam kar rahe hain to Agar aapke pass knowledge nahin hai tab bhi loss ho sakta hai aur Agar aapke pass experience nahin hai tab bhi loss hoga Forex trading Mein Sone ki Ek aur badi bajar market ko analyse na karna hai agar aap market custody nahin karenge to fir bhi loss Ho jata hai is tarah Agar market ki movement ka bhi andaza nahin hai aur soche samjhe bagair plan ke aapane trade kar diya to fir bhi last hoga is tarah Agar new member hain aur unko experience nahin hai aur unhone lot size Bada laga diya hai to aao fir bhi loss jyada ho sakta hai aur unka account wash ho sakta hai isliye bahut soch samajh Kar aur trading ka purana Lage Hasil karke aur market ko analyse karke fir bhi aap ismein Kamyab ho sakte hain zyada se zyada learning Hasil karke aur apna experience increase karke operating Mein Kamyab ho sakte hain aur apni mistakes ko cover Karen
      • #48 Collapse

        Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

        Mery khayl mein trading mein humy lose jald bazi ke waja se hoti our over confidence ke waja se be hoti hai forex trading. Aik aesya business hai jis mein kamyabi tab mil sakti hai jab ap dil se kam kray our business pe nazar rakhy her waqt trading ke waqt apna mind sirf trading ke tarf rakhy dil pe kisi qism ka bojh na daly
        • #49 Collapse

          Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

          Trading main loss Hony ke sab say bari waja hay kay new trader Bina Kise Education kay Forex market main Real investment karrty hain Jis ke Waja Sy uny loss karna Parta hai or Bad main Per Pachtana prta hai is liy loss hony ke Sab Say bary waja Yehi hai Ager New trader Education achy say Hasil kar lyty hain toh Uny Profit gain karny ke Zada jaldi hoti hai jis ke Waja Say Wo practice nahi karty or Last main Nakami say hath Dona parta hai Or Iss Waja Say He Zada tar trader nakam Hoty hain jab kay uny chaye kay trading karny say Pely Achy say practice kiya karein or Profit Gain karny kay liy achi see Mehnat or Hardwork kay sath kam kiya karein tab he Kamyabi hasil ho sakti hai or Trading kar kay acha Profit gain kiya ja Sakta hai.
          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
          • #50 Collapse

            Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

            Trading Mein Hamen loss Waqt Hota Hai Jab Ham overtrading karte hain tab Hamen loss hota hai isiliye Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham apni trading per Jyada etemad Karne lag Jaate Hain tabhi Hamen loss hota hai Kyunki tab Ham apne aap ko zyada expert samajhne ki koshish karne lag Jaate Hain Jaise Hamen nuksan hota hai Hamen Apna nuksan ko Har Hal rokane ke liye mehnat ki jarurat hai bagair mehnat Ham Apne loss per cover nahin kar sakte Sabar aur control hi Hamen acha profit Dila sakte hain aur ham trading Karke acchi earning hasal kar sakte hain
            • #51 Collapse

              Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

              Jo log smart trading mein loss kis wajah se ho jata hai mujhe kam trading mein process kabhi bhi bardasht nahin kar sakte se humko chahie kam kam Malhotra istemal Karen kyunki kam lot size wale hi trading se bachate hain aur unka account bhi ban jata hai
              • #52 Collapse

                Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                Hello everyone
                Trading ek bht hi risky aur dangerous work h is mein choti c mistake apko bht bara loss dila skti h apko is mein har ek qadm soch samj kr rakhna hota h warna bht bara loss ho skta h is liye is mein glti ki blkl b gunjaish n hoti h trading mein loss hamari glti ki wja sy hota h
                Loss wese to har business ka part hota h lkin loss hota hmari glti ki wja sy h ham glti karty hen aur loss ho jata h loss ki bht c reasons ho skti hen jin mein c kuch ye hen
                1.JALDBAZI KARNA
                2.MARKET KO ANALYZE NA KRNA
                3.PAIR GALT SELECT KARNA
                4.INDICATORS KA USE NA KARNA
                5.BGHER SOCHY SAMJHY SGNAL PAR TRADE LGANA
                6.KNOWLEDGE NA HONA
                In sab reasons ki waja sy loss ho skta h
                • #53 Collapse

                  Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                  Dosto Pahli Baat To yah Hai Keh Duniya ka koi bhi business ho usmein nafa aur nuksan Hota rahata Hai aur Forex per bhi kabhi Nafa Hota Hai To Kabhi nuksan hota hai lekin Forex trading se aapko nuksan ki bahut Si vajohat Hain Jab aap without knowledge or without experience ke trading Karte Hain To aap ko nuksan hota hai aur aap market ko analyelse kite baghair market Mein entry lete hain aur treading karte hain to aapko Aksar nuksan Hota Hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #54 Collapse

                    Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                    Trading ma humen loss learning na krne ki waja sa hota hai humen chaiye hum ache sa forex ko learning kren jo learning krta hai wo kbhi bhi loss nahi krta or acha profit bhi bna leta hai learning kren mehnat kren mehnat ma hi azmat hai learning krne wala always successful hota hai or acha profit bna leta hai humen mehnat krte rehna chaiye taka hum ache earning krskhen jo mehnat krta hai wo kbhi loss nahi krta hai wo hmesha profit hi bnata hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X