Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

    hum tradig kar ky pasia kama sakty hain hm is mai raat mai be ka mkar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karma ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be ka mkar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy market mai indcioator ko kabe be ignore nahi karna chaey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

      Ji Ham Sabko trading Mela Se bachne Ki Koshish Karni chahie Apne time per Apna Kam karna chahie aur apne bonus ko improve karna chahie Agar Ham Apne bonus ko improve Karenge To Ham Iske andar Kamyab Honge so isiliye Ham Sabko Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahie mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

        Trading mein hmen loss is waja se hota hai h hum market k trend ko follow nahi krte ase hi trading lga dete hein. Trading lagne se phele market ko achi Tara se analyze kren. Market ki movement ko check kren k wo upward ja ryi h ya downward. Apne bonus ko dekhte hue lot size ise kren koshish kia kren k silver aur gold par km se kam lot size rkhen.
         
        Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
        • #19 Collapse

          Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

          hamy is main loss or profir ka samana karna parta hai jab hum kam karty howy ko mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky trading karne chahey yai aik wae karobar hain hum is ko aik din mai nahe samj sakty hum is mai aik sal ky bad expert trader banty hain
          • #20 Collapse

            Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

            Assalam o Alaikum friends

            Friends mn umeed karta hn ka ap sab kariyat sa hn ga.

            Friends ap ko loss is waja sa hata ha...

            1..... Ap ka experience nahn hota.

            2...... Ap market ko analysis na hn kar sakta hn.

            3.... Ap ko fundamental analysis nahn hata is waja sa pa ko loss hata ha.

            Friends mn na loss hana ki kuch reasons bahtahe ha agar ap maren post's ko pasand kartw hn to please like karen or thanks karen.

            Allah Haffiz!


            By:

            ​Mrashidali@
            • #21 Collapse

              Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

              dear dosto trading mai loss krnay ki teen major wajoohat hain sb se pehlay forex ka acha knowledge ka na hona matlab ab kay pass forex ki basic se advanced level training ka na hona dosra ap kay mind mai lalaach ka hona tesri cheez jaldbazi mai overtrading krna ye teen basic wajoohat hain jin se ap forex mai loss hasil krtay hain aur ik nakam trader ki tarah forex ko choor dytay hain.
              • #22 Collapse

                Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                um is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex mai hum is mai agar kam karty howe mistake kar dety ain to hamy loss o jy ga hamy market ke movement ko samj kar is mai kma karna o ga pher he hu agy bar skay y hum is mai agar greedy ban ky kam karty hai to hamara account band ho jy ga yai aik asa busness hain jo band nahi ho ga
                • #23 Collapse

                  Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                  loss or profit business ka hesa hain hamy is main loss par sabar karna chahe or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy kam karny ky har aik rules ko pora kar ky he kamyabe hasi hote hai yai asa karobar hai jo ky pore duna mai pahl cuka hai hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu main posting karty hain or dollars main bonus hasil karty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                    Trading mein hmen loss kam knowledge aur kam practice se hota hai. Hum jab trading ko start lrten hein to demo account ki practice nahi krte to hmen is chez ka andaza nahi hota k real account ko kase use karna hai. Knowledge ko increase krne k sath sath apne experience ko b increase kren aur hit I ho ske demo account ki practice kren ta k apko loss face na karna pre aur hum kamyab ho sken.
                     
                    Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                      Assalamualaikum dear friend Trading, hamesha mahant se ki jati hai agar ap trading main jaldbazi akren gy to kabhi ap aggy nahi barh sakte isliye mahant kiya karen kyuny mahant karne wale hi aggy barhate hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                        Dear friend trading Mein Hamen las apni mistake ki vajah se hota hai Ham jaldbaji lalach ki vajah se apne account ko loss h kar dete Hain lekin Aisa nahin karna chahie Soch Samajh Kar trading Karen market ko acchi Tarah analysis Karke Shabd ke sath forexi trading mein jo member jaldbazi Karte Hain vah sirf na kam Hote Hain Agar kamyabi Hasil karni hai to Soch Samajh Kar Sabir ki Sath kam Karen loss aur profit business ka hissa hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                          Assalamu alaikum dear friend jaisa ki AAP sab jante Hain trade mein hamen loss hone ki vajah ham hi se trade nahin to hamen kabhi nahin hoga isliye hamen chahie hamen bread banane se pahle training kar rahe ho acchi se acchi post Karen jisse mein bahut fayda hua Ham kamyab Ho jaaye thank you so much
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                            Salam to all forex members Pakistan forex me kamyabi hasil krni hy to apko ziada se ziada mhnt krni chahiye or forex me whi log kamyab hoty hn jo mhnt krty hn Hardworking krty hn or wo log kbi b kamyab nhi hoty jo mhnt nhi krty experience nhi hota or market ki movements ko dekhy baghair work krty hn or bna experience k trade krty hn
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                              Trading Mein hamen loss Hamari apni laparwahi ki vajah se hota hai agar Ham lalach karte hain tab bhi loss hamen hota hai trading karte waqt hamen soch samajh Kar aur acche time mein trade karni chahie hamen chahie ki Ham mehnat Karen aur Dil lagakar Forex ko join Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                                Dear friends Forex trading main loss ki bahut wajha hai is main akser oqaat ha humen jo loss hota hai wo sirf r sirf humeri apni ghalti ya hum apny account say bara trade laga deta han ya phir ayasa kaam kr dety hain jis waja sa e account wash ho jata hai ya account wash hony tak pounch jata hai so friends apko chiye kay jab bhi kaam karyn koshish karyn ky behter say behtar e kaam kryn kuch log lalach kay chakr main per jaty hain jis ki wajha say unhay loss ho jata hai so friends apko chiye kay lalach main apko nuqsan kay elwaa r kuch to hona nahi haii so friends apko chiye safe trading karny ki e koshsoh kia karyn isi ka he faida hai so behtr hai jitna acha ap kaam karyn iska utnaa he faida hai loss say bachna chiye tab he apko is mnkamyabi hasil ho sakti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X