Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.
    Best traders wahi hota hai jo market ki movement ko acchi Tarah Se samajhta ho aur Market ke against kabhi bhi trade open na karta ho isliye agar aap Forex trading se acchi earning Hasil karna chahte hain aur daily basis per Apna profit fix withdrawal Lena Chahte Hain To aapko koshish Karni chahie ki aap Jab Bhi Koi trade open Karen Hamesha money management ke hisab Se Apna lot size use karte hue trade lagaen Uske bad Hamesha market ko analyses Karke apni trading start karen Kyunki Jab aap weekly ke weekly ya daily basis per market ko analyse Karke trade open karte hain aur money management ke hisab Se Apna lot size use karte hain tab Agar aapki trade loss main bhi Chali Jaaye to vah bahut hi jald profit Mein a jaati hai aur aapka account save rahata hai isliye lot size Hamesha Apna account balance Dekhkar use Karen tab aap Forex trading Se Kabhi Bhi loss Nahin Karenge balke isase acchi earning her month aap Virendra kar Sakenge isliye Jo Banda Forex trading mein jyada lalach Rakhta Hai vah Hamesha is Mein loss ka jata hai aur Apna nuksan kar baithata hai isliye hausle ke sath aur Puri information aur experience ke sath kam Karen aur Market ko samajhne ke liye Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

    dear friend forex trading mn loss ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn forex trading mn ziada tr loss lalach aur jald bazi ki waja sa hota ha keun k jo log profit k chakr mn baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to ziada tr unki trades loss mn he jati hn
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

      hamain har jeet tou sat sath hoti hai so hamain chaye is k bary main pahhly learning kari ho gi tab hi hum loss say bach sakty hain but hamain achhhye is k bary main planing karni ho gi tab hi hum perform karny k kabil hon ga aur form main enter hony say pahly is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run kar skasty hain but haain greed ko avoid kar k hi hum loss say bch sakty hain but hamain practice karna ho g tab hi hum market main kam kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain planing karni ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

        ASSALAM U ALAIKUM,,,,,
        Treading krty howy hamen loss hamari apni mistake ki vajah se hota hai jab Ham trading karte hue lalach karte hain aur lot size ka use apne account balance zyada istemal kar lete hain to Ham kamyab nahin Ho paate hamen hamesha lot size ka use money management ko follow karte hue karna chahie agar Ham money management ko ignore karenge to Ham kabhi bhi kamyab nahin Ho sakenge hamen hamesha imaandari ke sath Forex mein kam karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

          Forex trading main loss ki bahot saro wajha hai main akser oqaaat humen jo loss hota hai wo sirf or sirf humeri apni ghalti ya hum apny account say bahr kar trade laga dety hain ya phor ayasa kaam kr dety hain jis wahja wessy he account wash ho jata hai ya account wash hony tak pounch jata hai so friends apko chiye kay jab bhi kaam karyn koshish karyn ky behter say behtr he kaam kryn kuch log lalach kay chakr main per jaty hain jis ki wajha say unhay loss ho jata hai so friends apko chiye kay lalach main apko nuqsan kay elwaa or kuch to hona nahi haii hai so friends apko chiye safe yrading karny ki he koshsoh kia karyn isi ka he faida hai so behtr hai jitna acha ap kaam karyn iska utnaa he faida hai loss say bachana chiye tab he apko kaam earning hasil hoo sati hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

            Silos Hona is ghabrana AAP Forex Mein kam karne ke liye stab Nahin ho sakte Agar Lo se aap ghar kab Rahenge Nahin aap kam Karenge imandari se Karenge acche Waqt Mein Karenge Achcha takat Mein Karenge ab ja be Aisa Karenge to Forex kamyabi Dega ek hi Achcha business hi acche Business mein Achcha kam Kiya Jata Hai se Business mein jo bhi kam Hamesha stable Ho ki nahin karta unko kamyabi Lena unke liye Hamesha Purva Nahin Hoga isliye Hamen chahie acchi Tarah Se trading Karen Tu Hi kamyabi Hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

              Forex mein humain loss humari apni ghaltioun ki wajah sae hi hota hai agar hum forex mein trade soch samajh ker kerain ou phir humain loss bhi na ho forex trading mn loss ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn forex trading mn ziada tr loss lalach aur jald bazi ki waja sa hota ha keun k jo log profit k chakr mn baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to ziada tr unki trades loss mn he jati hain uss ki main wajah yehi hai kay woh trades beghair analysis kay ki jati hain iss lye jub bhi trade kerain uss sae pahele market kay analysis kerain
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                Trading Mein Hamen loss use Waqt Hota Hai Jab Ham overload cycle Tamal karte hain isliye Ham sab ki koshish honi chahie ki Ham sabse pahle market ko analyse Karen Uske bad apni trade open Karen Jo Banda market ko analyse Karke apni trade open Karta Hai vah market Mein Kabhi Bhi loss nahin karta Bal ke Forex trading Mein acchi earning Hasil kar leta hai isliye Agar aapke pass experience nahin hai to aap koshish karen Apna experience increase karne ki aur trading ke related Jitna Jyada aapke pass Achcha experience hota hai utani hi acchi trading karne ki solat aapko Mera Sar hoti hai.
                Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                • #9 Collapse

                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                    Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss ho jata hey aur forex trading men loss se bachna namumkin hota hey lekin jin logon k pass acha knowledge aur experience nhi hota woh achi trading nhi kar saktay iss liay loss uthatay hen aur jo log ziyada profit ka lalach kartay hen ya jaldi men trading kartay hen woh mistakes kartay hen jin ki waja se bara loss ho jata hey
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                      g hum trade laga kar mufna hasial kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy market loss ky bad bsaer karna ho ga hamy next time apne mistkes ko katem akr ky market mai kam karma ho ga forex aik asa business hain o ky kabe be band nai ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                        dear friend trading karte waqt loss Ho bhi jata Hai lekin loss hone ki vajah yahi hoti hai ki ham without analysis ke trade kar rahe hote hain hamen pahle apni analysis ko strong banane chahie bad Mein hi trade karne chahieis Tarah Se ham log se bhi Bach jaenge aur achcha profit bhi hasil kar lenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                          Forex trader Mein Hamen loss Hamesha hi used condition Mein Hota Hai Jab hamare pass Kami Hoti Hai Jab vah Hamen Achcha knowledge Nahin hota hai aur Hamen Forex trading Kabhi Nahin Pata hota hai agar Ham cal main kamina Paisa karna chahte hain To Hamen Apne knowledge par focus karna hoga Apne Singh is per focus karna hoga aur jab Ham Apne experience and knowledge to focus Karenge To Ham Hamesha hi bahut active hokar kam Karenge Ham kabhi bhi laparvahi nahin Karenge Hamen market ki Munh Ko samajhna Hoga Hamen bar Kisko analyse karna hoga Chahat ko check karna hoga time frame ko check karna hoga Hamen lot size Hamesha hi Apne April money management ke sath hi Lagani chahie Hamen kabhi bhi avatrade nahin Karni chahie tabhi Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur bahut acchi Tarah Se earning kaise kar sakte hain bus Hamen Hamesha hi bahut mehnat ke sath Hi Kam karna chahie tabhi Ham Forex main kamiyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                            agar humain trading main loss hota haai to woh es wajha say hota hai q keh hum es maain apnaa kaam achay say nhi kurtay haain or hum es main apna best nhi daytaay hain jis say humain loss ho jata hai to es ,liye humain es main achay say apna kam kurna chahiye or humain achaay say trading kay liye achay say practise ky sath apna kaay sath apna kam kurna chahiye jub hum es main achay say experience r knowledge kaay sath apna kam jari rukhay gaay to humain asani say kamayabi hasil ho jaay gii
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mein Hamen loss kis wajah Se Ho Jata Hai.

                              jab hum is main bagar experience ky trading kary gy to hamy loss he ho ga hamy aik time main aik he pair ma trading karne chahey hamy market ke movement ko dakth kar trade lagane chahye agar hum new trader hain to hamy silver pair mai trade lagane chahey agar hum expert trader hain to hamy gold pair mai trade lagen chahey ta ky hum is main acha profit hasil kar saky yai aik legal karobar hia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X