kia ham markeet ko sirf lose honay k baad he samjh saktay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia ham markeet ko sirf lose honay k baad he samjh saktay hain?

    Assalam walekum Pyare doston ji han kuch trader Aise hote hain jinko sirf aur sirf nuksan hone ke bad hi market ki movement samajh mein Aati Hai Iski vajah kya hai ki unke pass Forex trading ki knowledge or experience ki bahut jyada Kami Hoti Hai Jiski vajah se vah market ke train Ko Nahin samajh paate aur vah Market ke opposite Rail lagakar nuksan ka Samna karte hain Agar aapki bhi Sath aisa hi masla hai to aapko chahie ki aap sabse pahle Forex trading ki learning per Thodi tavajjo De Jyada Se Jyada time spend Karen Forex trading co sikhane ke liye aur demo account per practice Karke Apne trading skills ko improve Karen Jab aapke pass advanced level ka experience of trade and skills Honge to aap go market ko analyse karne mein kisi bhi Kasam Ki pareshani ka Samna Nahin Hoga aur aap bahut hi aasani se market ko analyse Karke aur Market ka trend daryaft kar lenge aur acchi trade open karke achha profit Diya hasil karne ke ka Kabil Ho jaenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia ham markeet ko sirf lose honay k baad he samjh saktay hain?

      Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh bhai jaan aapane bahut Achcha Sawal kiya hai kya ham forex market ko loss hone ke bad hi samajh sakte hain yah pahle samajh sakte hain yah to depend karta hai aapke knowledge ke upar yah aap market ke bare mein Kitna knowledge rakhte Hain agar aap market ke bare mein bahut jyada knowledge rakhte hain to loss hone se pahle hi ab market ko acche tarike se analyse kar sakte hain dusri Baat yah hai ki agar aap senior care advice ke mutabik kam karte hain tab aap market ko loss hone se pahle hi analyse kar lete hain tab Aap Ko nuksan Nahin Hota
      • #18 Collapse

        Re: kia ham markeet ko sirf lose honay k baad he samjh saktay hain?

        Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Barakatuh M Prakash Academy MPA bilkul khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek hai ki baten karta hun kya market ko love sone ke bad hi samajhte hain Hamen chahie kya Ham pahle market ko samjhe tha ki bahut jyada Nahin Kar Paye Jo log market ko samajhte Hain Ham hi Logon profit Aasan Karte Hain
        • #19 Collapse

          Re: kia ham markeet ko sirf lose honay k baad he samjh saktay hain?

          Assalamu alaikum wa rahmatullah

          nahin aisa bilkul nahin hai ki loss hone ke bad Ham market ko samjhe Ham market ko pahle bhi samajh sakte hain agar Ham ismein meherban chuke hain to forex ko samajhne ke liye demo account banaen aur usmein market ke tar chadhave per gaur Karen aur market ko samjhauta khelo se Bach sake aur ham pura fit hasil Karen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: kia ham markeet ko sirf lose honay k baad he samjh saktay hain?

            ji Nahin Ham aage ko pahle bhi samajh sakte hain Agar hamare pass knowledge strong Hai to Ham market canal aise bhi acche kar sakte Agar hamare per naraj Nahin Hai to market ke analyses Chennai se nahin kar sakte hain aur Hamen mushkil ke bare mein kuchh Nahin pata chalega isliye hamare liye bahut mushkil ho jaega isliye abe market K anaylsis kr ky trade start krni chahyee

            اب آن لائن

            Working...
            X