log trade kartey waqt confuse kyun hojatey hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    log trade kartey waqt confuse kyun hojatey hai.
    me ap sab ki help chahata hoon kyzaida tar log trade kartey waqt confuse kyon hogatey hain is ki koi waja hai ya kuch or hai ap hum sab ki madad karein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear,jo mery knowledge mein bat hy us sy mujy tu aisa yooun lgta hy,k jb ap demo account use krty ho tu ap ko koi khoof nahi hota q k ap kopta hota hy k hum idher sy learn kr rhy hain,humara loss nahi ho ga,isi liye ap par koi dabaao nahi hota but jb ap real account mein trade krty hain tu ap ko khoof ana shuru ho jata hy k loss ho jay ga,agr loss ho giya tu kia ho ga etc,yehi wja hy insaan khoof kha jata hy.
    • #3 Collapse

      ap ne acha sawal kia hy junaid bhai bat ye hy k jab aik new trader forex me trading karta hy or agar usey loss ho jay to wo thora preshan ho jata hy magar loss se preshan honey ki zarorat nahi hy ap jab mehnat karty rehty hain to ap ko agey chal kar is ka faida hota hy.
      • #4 Collapse

        bhai jo log choty dil k hoty hain wo confuse zror ho jaty hain khas tor pe tab jab unhain loss ho raha ho ma khud bhi kabhi kbhar ho jata hon lakin himat ni harni chaheye hamen or tsali se business karna chaheye
        • #5 Collapse

          g meray bahi kafi loog ofrex may confuse houjate hen kay humari trade ab kaha jaegi and kab close kerni hay trade so is wajha say kafi loog confuse houte hen.. so unko confuse nahi houna chaeya and apnay mind kou free bunana chaeya
          you have to lose someting to gain something :cool: :cool:
          • #6 Collapse

            gee bhia hmein apne trading mein confuse nhe hona he aur apne trading mein sahih trading krne he aur experience hmein apne trading mein ho phr hm apne trading mein dosron ke mdd krne he aur trading itminan se krne he phr fiada hota he
             
            • #7 Collapse

              Dear forex mai confusion sirf es waja se hoti hy jab ap ko idea nhn hota k market mai changing kis waja se aa rahi hy e sliye ap ko chaiye k es business ko smjh ka ur seekh k kam karo tak ap ko afiad ho aur ap kabii b loss na karo aur jasei jaise ap aage chal kar mazeed behtar kam kar skte ho aur mehnat se karo...
              • #8 Collapse

                dost kiu k yeh kaaam hi esa hai log confuse hi hona perta hai humy chaiyeh mehnat karian zaida say zaida or soch samj k trade lagy tu hi achi trading kar saku gy or confuse nhi hu gy dosri trha kafi mushkil
                • #9 Collapse

                  loss ki waja se hi zeyda tar traders confuse ho jaty hey agar loss ka dar na hota to koi b trader es business me loss na karta or sab hi kamyab ho jaty
                  • #10 Collapse

                    gee bhai trading ke wqt hmein confuse nhe hona chahe aur hm ko apne trading mein sahih mind se apne trading krne chahe aur hm apne trading mein mhnt krien aur apne trading mein dil se kam krein aur apne trading mein tasle se kam kr ke acha profit hasil krien
                     
                    • #11 Collapse

                      Log is leye confuse ho jatey hain keh forex main market movement main rehti hy aur ups aur down hoti rehti hy, jis ki waja sey kabhi profit ho jata hy aur kabhi loss ho jata hy. Yeh aik tension wala business hy. Is leye jitna ziada forex ko learn kia jaye, utna hi aap ko forex trading main asani ho jati hy aur aap ki trading perfect ho jati hy.
                      • #12 Collapse

                        Logoun k forex ko kerty waqt confuse us leay hoty hain koin k un ko sahe sy guide line nahe mile hoti hai our khud bhe un ki learning itne ache nahe hoti hai so confuse ho jaty hain
                        • #13 Collapse

                          Forex trading mein Jo log confused hoty han WO is liye k un ko forex trading ki learning nhi hoti hy agr forex trading ki learning ho tu koi bhi trader trading karty hwy confused nhi ho ga aur achy tareeke se trading karain ga aur achi trading kar k profit earn kar sakta hy
                          • #14 Collapse

                            common se baat hai ke bohot say traders trade kartey time confuse ho jatey hain. uss ke main wajha yeh hoti hai ke traders kay pas trading ka acha knowledge nai hota hai aur un ke trading ke practice b kam hoti hai jis ke wajha say woh confuse ho jatay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading key doran wohi log confuse jatey hain jo without planning key trading kartey hain. Is tarah jab woh market key trend ko kho detay hain to pareshan ho jatey hain aur unhain yeh andaza nahi ho pata keh kab quit hona hy. Planning sey aap ko yeh pata hota hy keh kab market sey quit hona hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X