lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    forex trading mein bhot se log asay hein jo trading start to kr dety hein lekin wo lack of knowledge ki waja se is mein profit ki bjaye loss hota ha. isi liye is mein knowledge ka hona zaroori ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      Knowledge is the main tool for success here. When a person thinks about success he thinks about working hard and studies. Here working hard doesn't pay off so well as studies and knowledge about forex trading pays. So I believe u must understand how forex takes place and how these charts work, everything will become easy and clear to u
      • #1458 Collapse

        Forex trading mein bhi har business ki tarha proper learning ki zarurat hoti ha,jis tarha koi aur business learning k baghair nahi chal sakta,forex bhi learn kiye baghair nahi kiya ja sakta.
        • #1459 Collapse

          kisi kaam ka agar knowledge na ho tu us ko nahein sekh saktey isi tarh ager forwex ka knowledge na ho tu is ka kaam nahein kia ja sakta hai
          • #1460 Collapse

            forex trading aik risky business ha jis mn ap ky pass knowledge ka hona lazmi ha agr ap ky pass knowledge nhi ha tu forex traidng mn ap ko bht short time mn bht zyada loss ho jye ga aur ap forex traidng ko chornay ka faisla kro gy jo ky bilkul ghalat ha agr ap forex trading ko knowledge.........
            • #1461 Collapse

              Forex trading business main bahut say traders experience nah hoanay ki wajah say fail ho jaatay hain kun keh un traders main knowledge ki kammai hoati hay
              • #1462 Collapse

                forex me agar ak kamyaab trader ki trah work karna he toh hamko chahie ke ham achi mahant karen or bar bar practice karen demo account me or apne knowledge ko test karen or phr ak achi se strategy bnayn phr hamare lie kamyaab hona boht hi asan ho ga or bgair knowledge ke forex ko win nahi kia ja skata
                • #1463 Collapse

                  Forex trading mein lack of knowledge sAb se zayada trading kay liye harmful hai kio kay jab hamay market kay aboit knowledge he nhi hoga to hamare liye trading karna tough hojaye ga or ham forex trading mein food profit bhi earn nhi kar sakay ge forex me survive karne kay liye knowledge ka hona zruri hai
                   
                  • #1464 Collapse

                    Lack of knowledge trading kay liye harmful hai hamare paas leck of knowledge nhi hona chahiye balkay forex kay about knowledge rakhein forex trading kay concepts ko clear karay or experts se discuss karay or apni hopes ko lost na karein balkay himat se kaam le
                       
                    • #1465 Collapse

                      ager ap k pas knowledge ki kami h to pher yah ap k ley acha ni es lye ap ko chhye k ap apny lye forex sy knoledge hasil karo ta k ap future mien loss sy bach sako
                      • #1466 Collapse

                        thek kaha, aur knowledge kay lack ko km krne k liye beginners ko chahiye kay wo experts k btaye hue raste pr chalen aur un k btaye hue lessons se istafada karen. ta k wo bhi ache traders bn saken.
                        • #1467 Collapse

                          g han ap theak kahtay ho forex main aisay bahot saray log hain jo k jub forex ko join kartay hain to earninh\g ko apna maqsad bana laitay hain aur learning nai kartay jis ki waja say ko kam ilmi ki waja say mistakes kartay hain aur ghalat decisions laitay hain aur apna paisa ujar daitay hain aur badqismati say bad main forex ko blame kartay hain.
                          • #1468 Collapse

                            dear luck to zrori hai magar luck to dosry no. py hai first of all hamyn hardworking py believe karna chahiy kun k luck kabi kabi sath dati hai aur hardworking har waqt kam ati hai.i love forex and it is best business.
                            • #1469 Collapse

                              Yes Ye Baat Aap Ki Baat Bilkul Thik Hai Forex Trading Kafi Log Apna Paisa Forex Ke Information Na Hone Ke Waja Se Karte Hain . Forex Main Hamesha Knowledge Ke Zarori Hoti He . Agar Aapke Pass Knowledge Ho Gayi Tab Hi Aap Forex Main Successful Ho Sakte Han
                              Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me ap raato rat ameer ni ho skty
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X