lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    lack of knowledge is one of the big problem of a new trader they dont get forex knowledge and entered in the market and start trading and as a result of poor decision they los their amounts in trading . up to 90% unsuccessful traders who lost their amount just because they entered into the market without having any knowledge of it they just think that this is the place where they can double their amount which is totally a wrong thought of them. so people should get knowledge and practice then start trade.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      sahi bat hai mary bahi forex ik aisa business hai jis ko time chaiay ager ham yeh chochin k main raton rat amir ban jaon ik hi din mian bari bari lot laga kr bahot sara passa kama lon tu yeh loss bi ho saktay hai
      • #573 Collapse

        mare dost yer mare khyal me ye baat 100% sach ha ky luck bi zarori cheez ha but yer hum ko chay ky hum knowledge bi zada se zada get kare about forex trading business market kiun ky is se ap ko successful bany me help ho gi mare dost.
        • #574 Collapse

          dear friend agae ap ny forex trading main kamyabi hasal karni ha to forex main manat st kam karain iske study hasal karain iska knoeledge hasal karain ar isk demoaccount main regular practic karain.
             
          • #575 Collapse

            dera friend forex trading k business main loss sy bachany k layia hamain zaida sy zaida forex ka knowledge hasal karna chayia ar trading k skills hasal karny chayian.
               
            • #576 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
              forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me ap raato rat ameer ni ho skty ,, ap ko effort krni perti hai ..
              Jee haan sahi baat hai yaar hum lack of knowledge ki waja se hi forex me loss hota hai agar hum forex ko theek se seekh kar karen to hum kabhi bhi loss nahi karen ge....
                 
              • #577 Collapse

                asalam-o-alikum sir ap ko pata hona chaya kay sub say phila ap ko forex kay baray mai knowledge honi chaya or ap ko knowledge ho gi to ap forex mai kam karnay ki aysani ho jay gi ...
                • #578 Collapse

                  dear main samajta houn forex trading main zaida tar loss hamary kam knowledge ke waja sy hota ha ar ham bajay profit k apna acha khasa loss kar laity hain .
                     
                  • #579 Collapse

                    Knowledge ki buhat yada ahmiat ha iss main hum iss ,ain humara hi faida ha aur kaam karny ki lagan aur hmat ha iss main humjab tak aur jaisay chahin gay kaam kar lain aur apny uper focus kar lain iss taah hi hum bhat achi tarah kaam kar kay apy andar kaam ka focus kar saktyhain iss main ayadaachi tarah aur fair waysay aur agar ilam ki kami ha hum ko to phr to humara kaam ka focus bhi thk nahi rahy gaa aur a hum is main aghy bah nahi barh sakin gay
                    • #580 Collapse

                      g ha bhi g apany bhot hi achi bat kahi hay forex trading may luck of knowledge walo kay liya forex trading may koe zarorat nhi hay is may main vohi log kamyab hotay hay jis k pas is k bary main acha knowldge or acha exprience hota hay vo hi is may successful hota hay
                      • #581 Collapse

                        main samajta houn k agr forex main hamary pas proper knowledge ho to ham bhoot achi taraha trading kar sakty hain ar agr knowledge ke kami ho to hamain trading main loss k chances ho sakty hain.
                           
                        • #582 Collapse

                          forex trading main loss ke aik bari waja lack of knowledge ha , ar forex main kamyab hony ka layia hamain proper knowledge ke zurarat ha jis k zaria ham forex trading k business main kamyabi hasal kar sakty hain.
                             
                          • #583 Collapse

                            jee haan bilkul isy trah hy kah log sohany khawab dekh kr aty hain keh hum ratoon rat amer ho jain gy lekin aisa hergiz nhi hy forex main to kafi expereince aur khowledge ki zarorat hy to new log isy waja sy loss krty hain aur phir dobar aany sy bhi darty hain.
                            • #584 Collapse

                              meray khyaal say ap ki bat bilkul theek hai yahan par new traders jo atay hain wo loss honay k bad forex ko blame kartay hain magar wo bager seekhay yahan kamyab honay ki try kartay hain knowledge hta nahi so galti apni hti hai blame ksii ko kartay hain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                bhai forex me knowledge jitni ho sake hasil karni chahiye tabhi kamyabi trader bana ja sakta hai or forex aik aisa business hai jis me aap greed se hat kar kam karen ge tabhi aap ko profit hasil ho sake ga warna apa loss he face karte reh jayen ge .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X