lack of knowledge
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    lack of knowledge se hi humre liy ayh bhoot acha hy , is mai hums b jab bhi kamkarty hayn tab hume is mai cahye kah huum is mai jab bhi kam karenn tab achy educated person hony ke nate karen ,, ta keh yahi hum sb ki best opportunity ko faroogh deta hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      mery khayal se knowledge walon ki zaroort hy mre bhai tbi ap yhn reh skty ho agr apka loss hta hy to forex ko blame mt kro apki khud ki galkti hti hy qk knowledge ni hti loss hta hy tbi....
      • #423 Collapse

        agr trader me ability ho wo almi mundi me kam kar sakta ho to es me lack ka kya amal dakhal he es leye lack of not knowledge ye depend karta he ky ap market ko kitna judge karte he aor kitna kar sakty he jitna ap market ko follow karo ge otni he market ap ky haq me ho gi aor profit dy gi
        • #424 Collapse

          of course lack of knowledge bohat he harmful ha forex trading kay liya es say some time big mistakes ho jati hain jis say big loss bhee hota ha es liya puri knowledge or practice kay saath he forex business start kerna chahihya. esee tarh yeh ap kay liya beneficial ho sakta ha.
          • #425 Collapse

            g han dear aap ne ek bohat he achi bat ki hai aur main b ye samjte hu k forex k buisness main bohat sary aese log hain jin k pass knowledge nai hota hai aur wo trading karte hen aur is waja sy unhe loss ho jata ha aur wo bad man buisness ko blame karne lgte hen aesa bilkul b nai karna chahiye balkay haman apni ghalti dekhni chahiye hamesha
            • #426 Collapse

              Lack of knowledge is so dangerous in the forex trading business so we have to gain the more and great knowledge before doing the trade then we should do the trading with our best knowledge for getting the success,
               
              • #427 Collapse

                forex trading me jo log nakam hoty hain wo sirf lack of knowledge ki vja sy nakam ni hoty hain
                lack of experience ki vja sy bhe nakam hoty hain
                lack of trading skills ki vja sy nakam hoty hain
                lack of practice ki vaja sy nakam hoty hain
                greed ki vja sy nakam hoty hain
                emotional ho kar trading karny waly bhe nakam hoty hain
                • #428 Collapse

                  har kam k liye us ki knowledge hni zruri hoti hai agar hum pehle us kam ko seekhengay to phr hi us main kamyab ho saktay hain forex main bhi kch aisa hi hota hai so pehle forex ko seekho phr karo
                   
                  • #429 Collapse

                    Yes brother absolutely write forex trading key lien knowledge ka hona bohat zaroori hey is key ilawa kisi bhi businesses key liey knowledge ko hona bohat zaroori hey is key bagher trading to ho hi nae sakti.
                    • #430 Collapse

                      ji haan ap sahy keh rahe hain, forex ek esa business hay jis may knowledge ki buhat ehmiat hay aur insaan apni knowledge mehnat karke and experience haasil karke barhata hay, ager aap ko nakaami ka samna ho toh usko door karna chahye haar nahy maanni chahye
                      • #431 Collapse

                        in forex trading lack of knowledge or incomplete knowledge make you failure you are unable to get good skills so main step to start this business you have to learn and gain much knowledge about forrex then you can practice to get experience
                        • #432 Collapse

                          bilkul sahi kaha aap ne. Aksar log yai samajhte hain ke ye sirf chand dinon kei baat hai aur khoob paisa aaye ga. Sabr se chalain aur poori information le lain forex trading ke baare mei. Koshish kar ke internet se madad lain aur forex trading ke techniques parhain aur phr trading karain. Logon ke experiences parhain aur poori knowledge ke baad hei forex trading start karain.
                          • #433 Collapse

                            ager humaray pas lack of knowledge ho ga toh humari mostly trades loss main hi jayain gi kyun kay earn karnay kay liye market ko understand karna aur us main positive way main trade karnay kay liye humain market ko analysis karna zarori ho jata hai
                            • #434 Collapse

                              lack of knowledge is a dangerous thing ......if we wanted to do forex job that we should increase our knowledge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                lack associated with knowledge information about trading in order to much risky AND dangerous intended for health This can be why almost all associated with anyone want for getting high knowledge information about trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X