lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    lackof knowledge hi ha jis ki wajh se trader ko bary loss ka samna krna prta ha ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ya ha bhai is business main jo trader rato rat ameer honay kay dreams dakhty hai.un ko is business main loss ho jata hay.ager trader is business main pahlay knowledge hasil karay or us kay sat sat is business main demo account main kam karay.or us kay bad real account mian trading karay.to us trader ko apnay real account mian loss nahi hota hay.wo is business main profit main hi rahta hay..
      • #18 Collapse

        Lack of knowledge say murad hai knowledge ki kami. Or knowledge ki kami say forex trading main loss hi hota hai. Forex main os wakat trade karni chahye jab knowledge ho. isi trah profit get kia ja sakta hai. warna traders ko loss har step pay hota hai. bas ready rehna chahye or learn karte rehna chahye.
        • #19 Collapse

          ap ki bat kuch had tk behter hai dekhen forex men loss tu kesi se bhi ho skta hai senoir se senior trader bhi loss kerta hai baz okat frak atna hota hai k senior kam loss kerta hai aur new trader jin ko atna ziyada tjarba nahi wo ziyada loss ker bethte hen aur ye bhi sach hai k forex market luck per nahi chalti aur kam knowledge rakhne wala trader agar luck k sahare trde krega tu ye sach hai k wo loss ko khud dawat dega
          • #20 Collapse

            Yes bro i am agree with u k bohat say log asa he karty han k apnay luck par deoand kartay han or loss karwa letay han or bad main forex trading ko bura khatay han jo k khud un kasoor hota han
            • #21 Collapse

              trader ko jo loss hota ha us ki weja lack of knowledge hi ha kiun k loge is trading ko ziaada easy letay huay trading start kertay han na hi koi un ki stretegy hoti ha ore na hi knowledge jis weja se
               
              • #22 Collapse

                mere dost aap ne bilkull thek kaha hy k forex business main agr acha experinc na ho ya forex knowlegde na ho to hm is main loss hee krty hy to hamin cahye k mukaml ho kr kaam shroo kren gee,,
                • #23 Collapse

                  yes ap sahe keh rahe hai ye aik esa business hai jis ma hum rato ratt amir nahe ho sktye balkye hamye is ma kamyab hone ka lack aur knowledge par he depend nahe rehna cahye balkye achi investing acha exprince aur achi learning aur practic bhe cahye.
                  • #24 Collapse

                    g bilkul forex main bht sy tarders aise hain un k knowldge ki bht kami hai jis k ki waja sy wo lose he uthaty hain or hopeless ho jaty hain or forex bsuiness ko chor dety hain wo ye nhi smjhty k forex jo hai wo knowldge mangta hai jitna ziada hum learn karein gay practise karein gay tuna he ziada jaldi hum agy barhein gay
                    • #25 Collapse

                      Ager apk pas trading ka poor knowledge ha ya knowledge ki kami ha tou ap ic me loss kar sakty hn ku k ye aik bht bht zyada risky marklet ha yaha per loss b bht hota ha and profit b so hume chye k sab se pehly hum achi tara se ic kam ko seekhn then ic me mehnat kar k kam karn.
                      • #26 Collapse

                        hame kabhi b is ghalat fehmi me trading nahi karni chahye k hum bhot lucky hain.ye kaam me sirf unhe logo ka luck chulta hai jo log is kaam ko seekh kar kartay hain aur apni takdeer khud bnatay hain.
                        • #27 Collapse

                          Sir jee Forex trading business mein dono he bhot important hai lack bhi aur knowledge bhi.Forex trading business mein aik achi trade kerne k liye humare pas knowledge aur luck dono ka he hona zarori hai.
                          • #28 Collapse

                            its true k bagar knowledge k ap kuch nhe kar sakty tou forex trading is impossible. jo loog nakam hoaty han uski major wajah yahe ha k wo bagar kam ko sekhay krnay lag jatay han or naakam ho kr sekhtan han. so its better that we all learn before start trading.
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                              forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me ap raato rat ameer ni ho skty ,, ap ko effort krni perti hai ..
                              forex mein knolwedge ka lack ho to hamen bohot loss hota hy keun k knowledge forex trading ki base hy or is mein hamen ziada sy ziada knowledge gain karna chahye tab hum forex mein successful trader ban sakty hain or achi earning kar sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                trading rules age ap follow kerty hai to definatly si bat hai apko profit he hoga jaisa k is mai btaya gaya hai k money mangemnt achi ho stratgy achi ho or ap k pass knowledge or exeperince ko emotion sko control kerty hoy aap trading kary deciplin ka khyal rakht analysis thek say kerny say ti ap ko profit he hoga na its tru trading rules will help u increas u profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X