lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1801 Collapse

    knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur knowldge ho ga tab hi hum achi planing kar k trade kar sakty hain aur is say hamain faida bi ho saky ga aur profit hasil karny main mushkil na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1802 Collapse

      Yes forex trading ka knowledge to hona zarrori hay kiun kay jab tak ko apnay shuru kiay gay business ka ups and downs fall ka nahhi pata ho ga to samaj lain lack of knowledge ka factor hai or aap ko loss zada ho ga is liay kuch na kuch knowledge gain kar lain jo aap ko trading ka mashwara daita hay
      • #1803 Collapse

        forex min lack of knowledge ye h k apko ek cheez ka sao pta ni h mgr ap apni investment lga dety han jis ki wja sy apko loss ho jata h is liy zroori h k ap is min knowledge gain kren ta k ap kamyab ho skenc
        • #1804 Collapse

          G han bilkul sahi keh rahay hain ap kay forex trading say raaton raat ameer nahi houa ja sakta balkay is pay bohat ziayada mehnat ki zaroorat hay ye aik esa business hay jo kay totally knowledge pay base karta hay lehaza jab bhi koi apni investment loose karta hay to wo just apnay lack of knowledge ki waja say hoti hay
          • #1805 Collapse

            forex ma fail whi hoty hain jo yaha pe gambling krna shiru kr dete hain yani wo esy business nhe smjty balky ye smjty hain kay wo yaha pe work kr kay bari jald rich ho jay ga lakin reality ma aysa nhe ha aur aysa krna b nhe chahye kyu kay ye business ha aur yaha pe kamyab hony kay lye boht zyada mehnat ki zrort ha aur phr he ja kar ap es business ma success hasil kr skty hain.
            • #1806 Collapse

              hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur knowldge ho ga tab hi hum achi palaning kar k hi achi trade kar k sucess ho saky gay aur profit hasil kar k earning ho gi
              • #1807 Collapse

                aksar new traders jab Forex market mai trading start karty hain tu woh knowledge ke kami ke wajha say loss karty hain . aur iss kay elawa be forex trading mai boht saray traders lack of knowledge ki waja se jab apni investment waste karty hain tu woh ziada tar forex trading ko he blame karty hain.
                   
                • #1808 Collapse

                  forex trading main ziada tar loss ki waja forex trading kay bary main kam knowledge hy so humay chahiey keh forex trading kay bary main ziada say ziada learning karen jab hum learn karen gay to acha earn kar sakty hay
                  • #1809 Collapse

                    knowledge ki kami ki vaja say kis tara say humy is market main kaam ko krna hai jis ki vaja say is market main teek say profit ko hum earn kr saqty hain bus yehi ik trader ki market main try hain jin say faida milta hai market main kaam ko krny say
                    • #1810 Collapse

                      asal me yaha ep bat apki learning ki hoti hai apki khud ki mehnat ki hoti hai jub tak ap apni mehnat ko use nai kartay hai ap kabhi bi aik kamiyab trader nai ho sakaty hai apko apni mehnat ko invest kaeranc haiy jsi say apko fadia hona hota hai
                      • #1811 Collapse

                        Forex ke lea sub se pahle ap ka knowledge full hona zaroori hai second ap phr demo py apne knowledge ko test karen agr ap demo account ko ache tarah manage kr sakte hain to phr live account py shift karen
                        • #1812 Collapse

                          Lack of knowledge se apko kbhi confidence nhe aaega aur loss ki soorat main ap forex ko leave krdo gy is liye forex ka knowledge hona Bohat zaroori hai ek acha trader ban,ne k liye
                          • #1813 Collapse

                            bhai g life ka koi field hai jahan per ap ko us cheeze per grip nahe hai us time tak ap us field main kamyabi nahe kar skaty to is lai kabi b forex ko easy na lain is main jab ap enter ho lazmi hai k fully knowledge ka bad he enter ho warna ap ko loss ho ga. or is purpose k lai to forex waly na demo account dai rakha hai k ap ko wahan se benift ho or ap bather kam kar sako
                            • #1814 Collapse

                              jin trader k pas proper knowledge nae hota forex ka un ku huge investment nae kerni chahye kun k yahan risk zyada ha or trader k [pas knwledge bhi nae ha tu earning kysy hu gi trader ku
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1815 Collapse

                                is main jab acha knowldge ho ga tab hi hum acha earn kar sakty hain aur trend ko use kar k hi hum market main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X