fibo ko explain kry ya q zarori hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fibo ko explain kry ya q zarori hy
    asslam o alaikum dear friends jasa ky hm sb janty hy trade or market chart ma fibo buhat zayad use ki jati hy or ya helpfull bi hy tamam seniors is pr apni ray dy or is ko apny alfaz ma explain kry jis sy ky juniors ko fida ho or baki sb ki knowledge ma azafa ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

    Yes dear fibo indicator mt4 ka wo indicator hai jo zigzag indicator k concept ko follow karta hai. Ye auto sy fibonacci ratio ko draw Karta hai. Ye indicator fibonacci ratio or zig zag indicator ko conjuction ma use karta hai or trader ki trading ma help karta hai. Ye indicator mt4 ma avaialble ni hota. Esko internet net sy install karna parta hai or phr he trader esko use kar sakty. Installation k bar mt4 ko restart karyn to he hamy ye indicator available ho jata hai.

    Basic trading signals of fibo. Bhot sary trader es indicator ko use karty hain.

    Buy trades. Pehle to market ma up trend hona zaruri hai. Esk bad price k wapas retrace hony ka wait karna chahe. Jb ye price 38.20 percent par poch jae to trader ko long trade ma enter ho jana chahe. Es trade k lae trader ko stop loss 50 percent retracement level par set karns chahe.

    Sell trades. Market ma pehle down trend hona zaruri hai. Es k bad price ka wapas retrace hony ka wait karna chahe or jb price 38.20 percent par ponch jae to long trade ma enter ho jana chahe. Or es trade k lae stop loss ko approx 50 percent retrace level par set karna chahe.

    Stop loss ko use karna es lae zaruri hai k ye indicator 100 percent success ni deta. Hamy kisi indicator par bahrosa ni karna chahe balky apny experience ko use kar k account ki saftey ko yaqeeni banana chahe account safe ho ga to ham mazeed trades open karny k kabil ho jaty hain. But agr ham ik he trade ma big risk leyn gy to ham khud account wash hony ki rah hamwar kar leyn gy. So trader ko hamesa account ki saftey par focus karna chahe. .
    • #3 Collapse

      Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

      Ji aapane bahut hi Achcha question kiya hai aur ham aapko fibo ke bare mein batayenge ki is ham market Mein Kaise istemal kar sakte hain Hari se kya fayda hasal kar sakte hain yeah bahut hi Achcha indicator Hai market Mein iska istemal bahut jyada Kiya Jata Hai market mein bahut send Kata Mein Jude hote hain Hamen indicator ke bare mein experience and knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass in indicator ke bare mein Achcha experience or knowledge Hoga To Ham market Mein iska istemal acchi tarike Se Kar Sakenge aur Achcha bonus Hasil kar Sakeng Ek popular indicator Hai yah bahut useful indicator Hota Hai yah market mein bahut hi jyada important indicator hai Dhyan se traders FIR Banakar indicator ko use karte hain aur Market Mein trade Lagate Hain market Mein Jab Ham trade Lagate Hain To yah indicator trad Lagane Mein Hamari bahut jyada help Karte Hain in indicator ki help ham market ko acche tarike Se samajhte Hain uska analyses karte hain Hamen market ke signal ko acche tarike se follow karna chahie ki market kis move kar rahi hai kis direction Mein Hai To fir Hamen apni trade open Karni chahie ek hi Waqt main sirf ek hi trade open karne chahie trade Lagate Hue Hamen careful hokar trade Lagani chahie traid kabhi bhi jaldbazi Mein Nahin Lagani chahie Kyunki Jab Ham jaldbaji Mein trade Lagate Hain aur money management Ka Khyal Nahin rakhte aur na hi stop loss Lagate Hain To iski vajah se Hamara account varsh ho jata hai Ham Apne account ko seve Nahin Rakh Sakte trade Lagate Hue kabhi bhi Hamen lalach nahin karna chahie Jab Ham lalach karte hain to profit Hasil karne ki Baje se Ham loss Mein Chale Jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

        Assalamu Alaikum to all Forex member kaise hain aap I hope ke aap sab khairiyat se Honge Forex Mein kam karte hue Hamen frocks Mein maujud Tamam chijon ka Achcha Se Achcha experience aur Achcha Se Achcha knowledge Hona chahie because jab hamare pass Forex Mein Majood in Tamam cheezon Ka achha Se Achha experience or knowledge Hoga To Ham Apne Karm ko Sahi tarike Se Kar Payenge aur acchi se acchi earning Hasil kar Payenge Hamen Apne kam Mein Hamesha mehnat Karni chahie mehnat karke hi Ham Apne Mushkil se Mushkil kaam ko Aasan bana sakte hain

        fabonaci ki price Sidhi line Mein Nahin Chalti balki sidhiyon ki Shakal Mein Upar ya niche Chalti rahti hai sidhiyon ke ine level ko Ham fabonci Kahate Hain aur Agar price uptrend mein hai Hai To Hamen Dil dalne Ke Liye Intezar kiya jaaye ki price kis makam per Wapas mode gi is madnay ko retracement Kahate Hain price Hamesha Upar Diye Gaye level mein se kis Ek level Tak Wapas aati hai aur Yahan Se Dubara Upar Ki Jaanb Apna Safar Shuru karti hai yah Makanm price ko buy karne ke liye Intihaan important Aur faydemand hi yah bahut hi Achcha indicator hai iska market mein bahut jyada istemal Kiya Jata Hai is indicator ko use Karke Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain aur acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham is indicator ko kabhi bhi ignore na Karen Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karne ki koshish Karni chahie mehnat karke hi Ham Apne is business ko Majid Aage Chala sakte hain Hamen Apne kam Mein mehnat karna kabhi bhi nahin chhodana chahie mehnat karke hi Hamen professional trader Ban sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

          Forex trading me different indicator istemal ho rahe hote hain agar aap Forex trading Mein successful trading karna chahte hain to uske liye aapko Kisi bhi acche indicator ko Jarur properly learn karna hota hai aur usko apni trading per reply karna hota hai dear jab aap Forex trading Mein kam karne ke liye different important indicators ko properly learn karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

          Fibonacci indicator Ek bahut hi important indicator Hai Fibonacci retracement indicator specially retracement ke liye design Kiya Gaya Hai Kyunki Jab market impulse movement kar rahi Hoti Hai usmein many times for corrective waves banati Hai Jisko properly calculate karne ke liye privacy retracement indicator Ek perfect tools hai agar aap Fibonacci retracement indicator ki proper learning Hasil karte ho ya apni trading Mein isko utilise karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

          Dear jab aap Fibonacci retracement indicator ko discuss Karte Hain To usmein Kuchh aapko Golden ratios provide ki ja rahi Hoti Hai yah different ratios aapko market ki retracement se related perfect information provide kar rahi hoti hai ki market itne percent retracement kar sakti hai no doubt Jab market Apne train mein movement karti hai to vah hundred percent retracement mast karti hai.

          Dear Fibonacci retracement indicator specially harmonic pattern se related Hota Hai Jab aap harmonic pattern ki study ko complete karte hain aur usse related Apne analysis perfect banana Chahte Hain to use purpose ke liye Fibonacci retracement indicator aapko bahut jyada help karta hai aur aapke analysis ko perfect Banane mein bahut madad karta hai aur aapki trading ko bhi profitable banata hai dear agar aap indicators ki study ko ignore Karte Hain To aapke account ki safety maintain Nahin ho sakti.
          • #6 Collapse

            Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

            Market ma up pattern hona zaruri hai. Esk terrible value k wapas remember hony ka hold up karna chahe. Jb ye cost 38.20 percent standard poch jae to merchant ko long exchange ma enter ho jana chahe. Es exchange k lae broker ko stop misfortune 50% retracement level standard set karna chaheye.yah market mein bahut hey jyada significant pointer hai Dhyan se merchants FIR Banakar marker ko use karte hain aur Market Mein exchange Lagate Hain market Mein Jab Ham exchange Lagate Hain To yah pointer trad Lagane Mein Hamari bahut jyada help Karte Hain in marker ki assist ham with promoting ko acche tarike Se samajhte Hain uska examinations karte hain Hamen market ke signal ko acche tarike se follow karna chahie ki market kis move kar rahi hai kis course Mein Hai To fir Hamen apni exchange open Karni chahie ek hey Waqt primary sirf ek hello exchange open karne chahie exchange Lagate Hue Hamen cautious hokar exchange Lagani chahie traid kabhi bhi jaldbazi Mein Nahin Lagani chahie Kyunki Jab Ham jaldbaji Mein exchange Lagate Hain aur cash the board Ka Khyal Nahin rakhte aur na greetings stop misfortune Lagate Hain To iski waja se hum loss ma jaty hain or hamein loss bear krna prta hai.
            • #7 Collapse

              Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

              ham aapko fibo ke bare mein batayenge ki is ham market Mein Kaise istemal kar sakte hain Hari se kya fayda hasal kar sakte hain yeah bahut hi Achcha indicator Hai market Mein iska istemal bahut jyada Kiya Jata Hai market mein bahut send Kata Mein Jude hote hain Hamen indicator ke bare mein experience and knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass in indicator ke bare mein Achcha experience or knowledge Hoga To Ham market Mein iska istemal acchi tarike Se Kar Sakenge aur Achcha bonus Hasil kar Sakeng Ek popular indicator Hai yah bahut useful indicator Hota Hai yah market mein bahut hi jyada important indicator hai Dhyan se traders FIR Banakar indicator ko use karte hain aur Market Mein trade Lagate Hain market Mein Jab Ham trade Lagate Hain To yah indicator trad Lagane Mein Hamari bahut jyada help Karte Hain in indicator ki help ham market ko acche tarike Se samajhte Hain uska analyses karte hain Hamen market ke signal ko acche tarike se follow karna chahie ki market kis move kar rahi hai kis direction Mein Hai To fir Hamen apni trade open Karni chahie ek hi Waqt main sirf ek hi trade open karne chahie trade Lagate Hue Hamen careful hokar trade Lagani chahie traid kabhi bhi jaldbazi Mein Nahin Lagani chahie Kyunki Jab Ham jaldbaji Mein trade Lagate Hain aur money management Ka Khyal Nahin rakhte aur na hi stop loss Lagate Hain To iski vajah se Hamara account varsh ho jata hai Ham Apne account ko seve Nahin Rakh Sakte trade Lagate Hue kabhi bhi Hamen lalach nahin karna chahie Jab Ham lalach karte hain to profit Hasil karne ki Baje se Ham loss Mein Chale Jaate Hain.
              • #8 Collapse

                Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                Kisi bhi trade se pahle Hamen market ko acchi Tarah Se analysis karna Hota Hai Jab Ham market ko analyses karte hain tab bhi Ham Uske bare mein Achcha knowledge Hasil kar paate Hain usmein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se understand kar paate Hain Forex trading ke Business mein bahut jyada tatha Mein brokers indicators candlestick patterns maujud Hote Hain Jinke help se Ham market Mein Apna Kam bahut hi acche tarike se start kar paate hain aur Market ko acchi Tarah Se analysis kar paate Hain isliye Hamen in Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Kyunki inke pagaar Ham market Mein Apna Kam start nahin kar paate aur na hi market ko acchi Tarah Se learn kar paate Hain

                Forex trading ki market Mein different types ke indicators Paye Jaate Hain Jo ke tadad mein bahut jyada hote hain inmein se bahut jyada indicators popular hote hain jinhen bahut hi expert aur professional trader use karte Waqt unko bahut hi Lambe arse ke liye use Karke isase Achcha profit Hasil kar lete hain fibo Bhi Ek bahut hi Achcha indicator hai jo ke Forex ki market mein bahut Jata popular indicator Kehlata Hai fibo Mein sport resistance bahut jyada importance rakhte Hain Kyunki support resistance ki help Se Hi market ki price ko Samjha Ja sakta hai support resistance me price Sidhi Nahin Chalti balke is main market ki price sidhiyon ki Shakal Mein Upar ya niche a move Karti rahti hai isliye in siddhiyon ke levels ko Ham fibo Kahate Hain ine level score Ek hisab ke a Sath hi Rakha jata hai

                Agar Ham market main achi trade Lagana Chahte Hain To uske liye bhi bahut hi Achcha indicator sabit hota hai market ko samajhne ke liye fibo ki help se Ham market ke price ke uptrend Aur downtrend Ko acchi Tarah Se study kar sakte hain Agar ismein price uptrend boob kar rahi ho to use Waqt Hamen is me deal dalne ke liye thoda waite karna chahie ki Jab iski price Kisi Mein kam per Wapas moodry aur yah price Upar Kisi levels Mein Se Kisi Ek level Tak Wapas a jaati hai aur FIR is level se Dobara Upar Ki Jaaneb move karna Shuru kar deti hai to use Waqt market ki price bike karne ke liye bahut jyada maujud hoti hai aur use Waqt market Mein Apni trade Laga kar usSe Achcha fayda Hasil kar sakte hain Kyunki yah fayda Hasil karne ka ek best Makam Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                  Fibonacci retracment indicated levels
                  Trading members Fibonacci aik best indicator hai Jo hamen trading market mein different golden ratio uski according trading opportunity deta hai agar ham Fibonacci Sable level ko understand karte Hain aur is ke according ham hone Wali market trade entry karte Hain to achcha profit mil sakta hai aur acchi mil sakti hai isko karne ke liye iske istemal ke liye hamare pass different techniques and strategies honi chahie agar market jab ine levels ko touch Karti hai to vahan se rivers ho jaati hai ya phr breqkout ho jata hai. Lkn ham aoni trade ko manage kr ky apna profit target ly skty hain trading members agr ham is bat ko smjh len ky hqm ny keey trade manage keni hai open kesy krni hai close kesy krni hai to hamen best technical analysis guide mil skti hai jo scalping ky leay use ki ja skti hai koi bhi trading member jub market ko technically amkh leta hai to definable uski average earnings increase ho jati hain aor iska confidence bhi brh jata hai.

                  trading member samay Jo picture aapko nazar a rahi hai usmein Fibonacci retracement table indicator Maine set kiya hai aur isme Maine gold trading instrument ke bare mein main aapko level discuss kiye Hain jinko aap understand kar sakte ho aur aapko yah bhi maloom ho jaega ki humne Fibonacci retracement indicator levels ko setting kis Tarah karni hai. is indicators keep 5 different golden ratios genco ham use Karke trade entry kar sakte hain aur ham is per accordingly take profit bhi set kar sakte hain Apne higher high point per isko set karna hai aur lower lo point per iski medication karni hai aur usko final kar dena hai iske bad aapke samne different levels lines a jaenge jinko aap trade entry and exit ke liye use kar sakte ho aur according to redressable levels apni trade manage kar sakte ho stop last laga sakte ho theek profit laga sakte ho scalping kar sakte ho short term trading kar sakte ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                    dear Fibonacci aik Forex me MT4 py mojod aik indicator hy ya aik trading tool hay jo trader apnay trading kay tarika kar main use kerta hay. jab market kisi direction ki taraf move kerti hay to wo kuch move kernay kay bad thora reverse move kerti hay aur us reverse move ko retracement kehtay hain. is retracement ko napnay kay liye fibonacci tool use kia jata hay aur is ki madad say entry li jati hay aur stop loss mutayyan kia jata hay hy jis ka monthly time frame is lye use kia tha kyo keh logo ko pata chalay k montly time frame may bhi analysis ho sakti hay, aur hum agar is chart par thora ghor karain gay to market nay kaafi arsay say 38.2 ko break nahi kia, aur har dafa 38.2 ko touch kar k reverse hui hay, it means k wha par strong resistance hay aur ziada tar buyers exhaust ho jatay hain, agar ap aj ki recently performance k hisab say dekhain to market again down ho gai hayagar baat ki jay pips ki to hisab ki to wo bilkul theek hay trha calculated hi skty hen lekin jaldi ki wja say aik idea k tor par may nay unko idea diya hay, readers ko chahiyay keh wo strong resistance ko nazar may rakhain aur jitna un ka capital hay us hisab say stop loss lagain fibo staratgey ak achi starategy ha agar humry pas is ka relate knowledge hai tu hum is sa asni sa apni tardes kar sakty hain kun ke iss ain humy asani sa pata chal jata ha k kis level par buy karnah hai aur kiss level par sell aur take profit aur stop loss ko bhi hum fibo levels par set kar sakty hain fibonacci retracement hota hay, jab k aik tool fibonacci expension bhi hay, retracement may ap market ka return check kartay ho jab k expension may ap market ki continuous movement dekhtay ho. Yani aik simat market ki movement, retracement sirf aik dotted line wala hota hay jab k expension may do dotted lines hoti hain fibonacci fan sirf do ya teen candles k faslay par lagta hay, yani agar ap candles ka fasla barhatay jao gay to fibo apni jagha say bohat door chala jaye ga, jab keh sirf swing low ya swing high say neechay ya oper ki 2 candle ko chor kar third par fibo draw karnay say sahi result anay ki umeed hoti hay
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                      Forex trading kaliye hmy ksi asy instrument ko use krna chaiye jis sy hmy pta chaly ky trading ka procedure ha or ye kasy krty hy or is ko samjhane ke liye Fibo instrument ko use krty
                      hy.Fibonacci ko hm technically mathematically use krty hy jis sy hmy indicate hota ha jo hmy sequence tor py tamam chezo ka tajziya kr laty hy.sb sy paly is cheaz ko itni ne use kiya.
                      ye 13century m is ka istamal howa tha or abi tk ho raha ha . sequence numbers hamesha zero or 1 sy shuru hota HA OR ye increase hota rahta ha or kbi decrease b hota ha.

                      ye juma krta ha peachy waly 2numbers ko or agy waly numbers ko b.is tra sy hr ek insan ko andaza ho jata ha trading ho rahi ha qk ye kabhi down hota or kbi up ye ise tra sy
                      chalta rahta ha. or is tra sy hm amount ki distribution b easily kr laty hy or ksi dusry ko easily motivate b kr laty ye ek chart ki tra hota ha or is sy kafi faida b hota ha down or upgrade
                      size b hota ha ye tamam procedure left to right ki traf hota ha. or is tra sy hr ek ko pta chal jata ha kia condition ha company ki or is sy ye b show ho jata ha ky kaha py diffisiation ha .
                      • #12 Collapse

                        Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                        Zyada tar hum log fibonacci tool ko higher time frame par use kartay hain usi say achay results miltay hain aur analysis karnay may asani hoti hay Neechay picture may fibonacci tool ka use kia hua hay jis may red color ki trend line bhi wazeh hay aur aik indicator fractals bhi use kia hua hay lakin hamara markaz fibo hi ha


                        Is may hum nay bullish trend par fibonacci tool use kia hay to is k lye hum down point say up point par fibonacci line draw karain gay, yeh jo dotted line hay is par ap double click kar k bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to hum is ko daily, H4 par bhi use kar saktay hain, bullish market may sab say neechay wali most recent candle say draw karna shru karain gay aur oper ki side par jo bhi higher pin bar milay us tak draw karain gy
                        Fibonacci may do cheezay dekhi jati hain, aik extension aur dosra retracement, oper wali picture may extension hua hay aur market 0% say oper ho gai hay, is ka matlb yeh hay k agar hum monthly par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga

                        Thanks.
                        • #13 Collapse

                          Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                          Forex market mein trading karty huey aap ko different platforms mein work karty huey indicators diye jaty hain jo ky aap ky analysis mein help out karty hain aur market ka acha technical analysis karny mein aapko asaani ho skti hai. Is trha market mein different Fibonacci ratios ki help se aap market ki upcoming movement ki prediction kar skty hain. Aur aap market tool use kr ky ratios ky zariye entry points find out krty hain.

                          Fibonacci retracement levels aap market mein ksii time frame mein draw kar skty hain aur yeh horizontal lines hoti hain jo ky market ky highs aur lows ko aapas mein connect kar ky ek support aur resistance level show karti hain.​Support levels ko apas mein horizontaly conect kia jata hai aur resistances ko aps mein horizontally connect kia jata hai is trha retracement levels find kiye ja skty hain aur in levels ky mutabiq aap trades laga skty hain..​

                          Ye levels aap ko market ki retracement ky bary mein btaty hain aur jab bhi market ki retracement ho aap us ky accordingly market mrin selling ya buying kar ky profits gain kar skty hain. Is trha fibonacci ratios aap ko market mrin technical analysis mein madad karti hain aur aap iski help se achi trade entry points ko find kar ky trades laga skty hain. Iski knowledge aapki trsidng mein behtri lati hai.

                          Important fibonaccic ratios ky bary mein aapko learn karna chahye aur in par kam karny ky liye pehly demo account mein in ko indicators ky tor par istemal kar skty hain aur yeh lines draw kar ky support aur resistance levels par kam kar skty hain. Demo mein jab tk aap acby results na find kar skyn apko real mein in pr kam krny se bchna chahye. Aur demo me success ky bad aap Fibonacci retracement levels psr work kr skty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                            Fibonacci Trading Tools Main Boat He Power Full Tools Hai or Iss Ko Use kar kay aap Boat Acha Profit Hasil kar sakty hain lekin iss Kay Liy aao Ko pely iss Ko understand hona Chaye or is Ko Apny Chart per Kaisy Use karna Hai Wo sab Knowledge Hona Boat zrori Hai jab Tak aap kay pas Wo sab Knowledge Nahi ho Ga aap Forex Trading main iss Ka Use Achy Say nahi kar Sakty hain or aap Ko Market Main Profit Hony ke Bjay loss Ho sakta hai or aaap ka Account Wash Be Ho sakta Hai iss Liy iss Ko real Account Per Use karny say Pely iss Ke Practice Or iss Ka Knowledge Hona Boat Zrori Hai tab he Aap perfect Way main is Ka Use kar Sakty hain..

                            Dear Mat FibonacciKo Hum Different Trend Main Different Way Say Use Karty hain or is Ko Hum Tab Use karty hain Jab Humy Long Trend Main Retrace Ko Find Karna Ho Ku kay iss Kay Kuch level itny Strong Level Hoty hain kay market Nay un level Ko Touch kar Kay Wapis Ana hota Hai or Humy Un Level Ko Trade karna Hota Hai un Level ko trades kar Kay hum Market Main Retrace Kay End Hony Or Retrace Kay break Hony kay Asani Say maloom Kar sakty hain or Tav Tak aky Liy Huny Chaye Hota hau Jay Hum Apny Chart per iss Ko Kaisy Draw Karty hain is Bary Main pata Hona Chaye..

                            Market Main Jab Strong higher Trend Chal Raha Ho Or Hum Retrace Ka Maloom karna Ho Toh Hum Bullish Trend Kay Higher High per Iss Ko draw Karty hain Ku kay market Main Bullish trend ka Retrace Higher Low Ke taraf Hota hai iss Liy Hum iss Ko Down Side Ke taraf Draw Karty hain or Humy market Ke Retrace ka Maloom ho Jata Hai.Or Ise tarah Say Hum Iss Ko Down trend Main LOwer High Say Higher Low ke taraf Draw karty hain Or Retrace ka Jaiza Lyty hain iss kay 50 and 61 percent Kay Level boat Important Hoty hain jin ka Use kar Kay hum Acha Retrace Find kar kay Us ko trade kar Sakty hain or Profit Gain kar sakty hain.
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: fibo ko explain kry ya q zarori hy

                              fibonacci forex mein aik MT4 pe present aik indicator hai ye aik bohat he important trading tool hai jis ko traders apni trading mein use kerty hain jab bhi market kisi bhi direction mein move kerti hai tou wo kuch move hony k baad reverse hoti hai aur us reverse ko retracement kehty hain is retracement ko measure kerny k liye jo tool use kiya jata hai usy fibonacci kehty hain isi ki help se hum market mein aik acha enrty point bhi ly sakgty hain aur is k sath he stop loss ko bhi set ker sakty hain kuen k is ka monthly time frame bhi hum use ker sakty hain aur is k zariye analysisbhi ker sakty hain aur agar hum is chart par thora sa focus keren gy tou humen ye maloom ho ga k market ne kafi time se 38.2 ko break nahi kiya hai aur har time 38.2 ko touch ker k he reverse hui hai
                              is ka matlb ye hai ki us point par bohat zeada resistance hai agar aap aaj k hisab se dekhen tou market phir down ho chuki hai readers ko chahiye k wo strong resistance ko nazar andaz na keren aur capital k hisab se stop loss lagayen fibonacci ko use kerna aik achi strategy hai agar humary paas is ka aik acha knowledge hai tou hum is k according bhi trade ker sakty hain kuen k is tarhan humen pata chal jata hai k kis level pe buy kerna hai aur kis level pe sell kerna hai retracement mein hum market ka return bhi check kerty hain retracement mein sirf aur sirf aik dotted line hoti hai jab k expansion mein two dotted lines hoti hain aur fibonacci fan sirf 2 ya 3 candles k distance par lagty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X