Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie
    Assalamu Alaikum doston mein aaj aap se puchna Chahta Hun Ki Forex trading co Hamen rojana kitna time Dena chahie Mere Khyal Mein Ham is business Ko Jitna Jyada time Denge isko learning or understanding co-develop karne ke liye aur Iske tool aur signals ko samajhne ke liye Jitna Jyada Waqt lagaenge Hamare Liye Hi Achcha hai aur Agar Ham acche se chijon ko samajh Jaate Hain to focus Karke Jab Ham trade Karenge Tu Chahe vah trade 10 minut ki Ja 15 minut ki hi Kyon Na Ho Hamen Ek Achcha profit de sakti hai lekin 10 15 minut ki acchi trade karne ke liye Hamen Ek bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai aur Hamen backend ke upar bahut jyada working Karni Hoti Hai tab hi Hamen Ek Achcha profit mil sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

    Aslamoalaikum..... Forex trading Mein kam karne ke liye usko time table se chalana bahut jaruri hai ek To Ham Ne aasani Se target achieved karna hai Jitna Jyada Bhakt Desh sakte hain Dena chahie lekin is se dusre kam disturb na hun family ko bhi time Dena chahie training ko bhi time Dena chahie timetable ke Sa hisab se Chalna chahie jisse aap acchi Tarah kam kar sakte hain aur aasani Se Apna target achieved kar sakte hain agar aap ne aasani se target achieve kar liya to aapko Achcha bonus bhi mil sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

      ismian her waqt rhian
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

        forex aik unique business hain hum is ai mahnet karty ahin to hamy kamaybe hasial ho y ga hamy is mai roz kam karma ho a hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is ami day mai be ka mkar sakty han yai kabe be katem anhi ho ga hum is mai agar llachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho y ga yai aik fmaous business hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

          G apka question bht acha hy k forex trading ko rozana kitna time dena chaea forex trading ek easa business hy jis main ager hum apne kam ko ziyada se ziyada time dain gey to es ka humen utna hi ziyada faida hoga humen chaea k hum acha hardwork kren or apny kam ko waqt py kren to hum zarur kamyab ho skty hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

            forex trading co hamen daily proper time Dena chahie ham log ek proper time table ke mutabik forex trading mein kam Karen hamara daily basis per ek proper plan aur business plan ki strategy honi chahie jab Ham business plan or strategy ke mutabik kam karte Hain To hamen bahut fayda hota hai hamen hamesha apne kam mein bahut mehnat Karni hogi jab tak ham log khud apne kam ko apna Kam samajh Kar nahin karenge To hamen kabhi bhi Koi profit nahin hoga hamesha Jo log mehnat karte hain aur daily ka target daily pura karte Hain aise log forex trading mein kamyabi hasil kar lete hain Ham bhi Agar kamyabi hasil karna chahte hain To hamen proper planning ke sath mehnat Karni hogi
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

              forex trading mein kitna time invest kr k acha profit gain kar sakty hain. agr ham forex mein kaam karna chahty hain aur is mein ziada se ziada profit gain karna chahty hain tou hamein chaiye k sab se phly ham issy samjhein aur forex ko ziada se ziada time dein hamein issy samjhny mein waqt lgta hai. ham issy jitna ziada time dein gy hamein is se utna hi ziada faida hasil hoga. ham issy achy tareeky se samjh paaein gy. aur ham is mein achy se kaam kar k is se acha bonus gain kar saky gy. agr ham issy time nahi dein gy aur jaldbaazi se kaam lein gy tou ham kbi bhi is mei kaamyaab nahi ho skaty .aur is se kbhi bhi acha profit ni hasil kar sakty .
              ham is baat ko jaanty hain k forex aek online business hain jis mein ham kaam karty hain issy ziada se ziada waqt dety hain apna ziada se ziada free time forex ko dety hain tou ham is mein ziada se ziada kaam kar sakty hain. aur is se utna hi ziada fiada hasil kar sakty hain. hamein is mein achy se time de k is mein mehnat karny ki zroort hai tab hi ham is mein profit gain kar skaty hain. hamein issy ziada se ziada waqt deiny k sath sath is k rules ko bhi samjhny ki bht zroort hai. agr ham is k rules ko follow krty hain tou ham kamyab hojaty hain. ham market rules k mutabik trade open karty hain tou hamein is mein zroor kamyaabi hasil hti hai. aur hamein hmari mehnat pe profit milta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                Forex ko ap utna time dan jitna ap da sakta han is ko apna uper havey na karan ap jitna time da sakta han easily utna he time dan.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                  Forex trading ko rozana time Dena chahie ham Delhi time spend karenge aur acchi tarah Se usmein joining karenge to hamen Forex ke bare mein achcha knowledge hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                    Dear friends humay chaie kai hum forex ko roaz zayada
                    Say zayada time dey forex ko zayada say zayada time
                    Dena ais liya zaroori hai kai ap jitna zayda ais ko time
                    detay han itni he zayada ap ko samj aati hai forex
                    par earning kai liya sab say phali cheez jo hamaray
                    liya zaroori hai wo ya he hai kai hum ais ko phalay samjhay
                    aor aus kai baad trading ki taraf jaey ais liya forex ko daily
                    bases par zayda say zayada time dey ta ap ais ko
                    achi tarah samj sakay aor samjhanay kai baad achi
                    trading kar kai acha profit hassil kar sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                      Hello doston forex forum per hamen rojana ki base per kam karna chahie aur daily waqat Dena chahie jitna jyada aap time spend karoge utna hi achcha aapka experience or knowledge hoga itna achcha experience hoga utna hi acchi trading kar sakte hain isliye hamen jyada se jyada time spend karna chahie tha ki achcha knowledge gain ho aur acchi trading Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                        hamy daily demo account main 2 yai 3 ganty practice karne chahey pher he hum is main acha experience hasil kar sakty hai or real account main ache trading kar ky acha profit hasil kar sakty hain hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna chahey agar hum is mai nw trader hian t hamy euro usd currency main trading karne chahye hamy is main trading karny ka acha profit hasil ho jata han
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                          forex aik online business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho y ge hum is mai hard workig karty hain to hamy kamaybe hasial ho y ge hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya kabe be katem nai ho ga hum is mai apne marze sy tiem table bana kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                            bhot he amazing threads ki hain apne forex traidng main regular kaaam karna hain tu kam say kam 3 hour regular de alg lag time main regular demo acccount main pratice kare jaaab tak pratice strong nhe hoti hain tu earning b nhe ho skti hain earning karna hain tu learning ko strong kare jaaab tak learning nhe hain tu earning b nhe ki jati hain ek traders forex trading main tab he benefit hasil kar skte hain jaaab b traders k pas strong pratice hain analysis hain tab he benefit hain forex trading main
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ko rojana kitna time Dena chahie

                              agar hum apne life main free hain to hamy forex job ko full time ky liey join karna chahey agar hum apne life main masrof hain to hamy forex job ko part time ky liey join karnan chahey ya asa karobar hain jis main hum jitna be kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is main din man be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X