Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?
    Assalamu Alaikum dear Forex members main aap sabse yah puchna chahti hun ki aap ki thinking quality Forex per Kaise matter karti hai aapki positive thinking ya negative thinking aapke kam kar Kaise effect Karti Hai Kaise and Asar Andaaz hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

    Quality of work bohut zyada matter karta hai. Hamen chaheye k hum aisa kaam karen k dosre us k tareef karen. Quality of jahan bhi achi rakhne ki koshash karengy us se ap ko bohut zyada faide melengy. Agar hum Forex trading ya Forum me posts ki hawale se baat karen to hamare leye is me quality rakhna nehayat zarori hai. Aur hum apni posts ki quality posts ko zyada malomati bana kar pesh kar sakte hen. Jis se hamare parhne wale doston ko zyada faida mele. Forex trading me knowledge ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Hher pair pe benany wali trade ko open nahi ker laina chahyea. Mehnat se kaam karna aur apne dil ko mutmayen karke hi asal me forex me success hasil ho sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

      G han hamen forex men acha kam karna chahey kun kay jitna acha kam hum as men karen gy tu hum as men utny achy kamyaby hasil kar saken gy as lia hamen forex forum men bahut achy tarekay kay sath apna kam jary rakhna chahey kun kay agar hum as men acha kam karen gy tu hum as men nakam nahin ho sakty hain as lia hamen forex forum men ek dousry kay sath help bhe karny chahey takeh voh bhe hamaray sath achy salok kay sath pesh ayen ur hum ek dousry ki help say achy kamyaby hasil kar saken kun kay agar hum ek dousry ko ignore karen gy tu hum as men kabhy bhe kamyaby hasil nahin kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

        Dear forex trading ap ki thinking pe bahut depend kerti hai. Jab ap trading ker rahy hoty ho tu ap ka arket ka analysis totally ap ke mind pe depend kerta hai. Ager aik ghalt trade ko ap open kerne ka irada ker laite ho tu ap yeh ghalti lazmi ker jaty ho lekin ager ap es mind ke sath trading kerte ho ke ap ne sirf strong trades open kerni hai tu ap kabhi bhi ghalti ker ke apna nuqsan nahi kerte.
        Last edited by ; 25-09-2020, 03:08 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

          Agar hum koi bhi trade laga rahe hain to use pahle hamen sochana chahie jitna jyada Ham soch samajhkar trailer gaye kya itna jyada mere liye benefits hai aur ham use trade mein se achcha se achcha profit hasil kar sakte hain hamen chahie hamen is mein jyada se jyada hardworking karne chahie jitne jyada hamari form a hard-working Ho Gaya mat nahin jyada ismein se achcha se achcha profit cancel kar sakte hain aur ek kam yatri businessman Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

            dear is markeet main kaam karnay ka har kisi ka apna apna andaaaz hota hay kisi ko is amrkeet main kaam kartay huwya kuch tareeaka pasand hota hay to koi is amrkeet main kis hisaaab say kaam karnay ko zaida tarjeeh daita hay is liye agar ham is markeet main kaam kartay huwya ziada tar jald baazi say avoid karnay main success hain to hamaray liye is markeet ko samjhna aur hamaray liye is markeet main kaam karna bilkul bhia asan hay aur ham aisa karnay say is makreet k baray main thoray he dino main bahut kuch jannay main kamyaab bhi hos aktay hain aur hamaray liye is amrkeet main kaam akrtay huway lose ki recovery bhi asaan ho sakty hay.
            • #7 Collapse

              Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

              agar hum is main positive soch ky sat kam kary gy to hamy is ka acha result hasil ho ga agar hum is mai negative soch ky sat kam kary gy to hamy is ka result be negative he hasil ho ga yai aik world wide karobar han hum is main live kam karty hai hum is main sada urdu main kam karty hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is main posting karne chahey hamy is main confidence sy kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                aapki thinking quality post per bahut matter karti haijab Ham achcha sochte Hain To hamen achcha reward milta hai jab Ham bura sochte Hain To hamen bura reward milta hai jab hamari positive thinking hoti hai To Ham apne target ko pura kar lete hainhamen hamesha positive thinking ke sath kam karna chahie otherwise hamen kabhi bhi Kam nahin karna chahie hamari thinking positive hogi To hamen achcha profit hoga otherwise hamen kabhi bhi achcha profit nahin ho sakta mehnat karenge to achcha profit milega mehnat nahin karenge to achcha profit nahin milega soch samajh Kar proper planning ke sath kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                  G ap ki thinking bhtt matter krti h or yh just forex pr e nai blky ap real life mn dekhyn apni thinking ko positive rkhyn agr ap jitnaa negative sochty hn tou as output ap ko negative e melta h ...or ess p bhi ap apny positive khiyal k izhar keya krynnn ap ki thinking e ap ko 1 mazboot insan bnati h ...ap forex trader ko jitna positive ho k dekhyn gy ap utnaa e posivtive achieve kryn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                    Assalam o Alikum... Yes mri thinking k mutabiq quality bht ehmiyt rakhti ha bahjye esk ap quantity ko dehky es sy ye ho ga k ap ja quantity py focus kry gy toh quality py dihan nhi dyn payn gy es sy nuqsaan ho ga... So zrori ha quality work kry sor hard work zrori ha mehnat aor lagn sy kam kry achi aor informative post kry ta k new comers k knowledge ma izafa ho aor ap k experience ma izafa ho ga aor apko week k end py profit bi zda hasil ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                      hamara maqsad forex k forum par best thinking hi hona chahiye humein chahiye k hum ziada se ziada forex k forum par focus krein us ko smajhein us par kaam krein us mein learning krein tabhi hum kamyab ho sakty hain .forex aik aeisa forum hai jis par hum jitni mehnat krein gy hamein utna profit hasil ho ga agar hum chahty hain k hum forex k forum par kamyab hon tou hamein mehnat ziada se ziada krni ho gi learning krna ho gi trading k bary mein thinking krna ho ga k kon si trade kis waqt, kab or kahan or kesy lagai jaye tabhi hum aik acha profit hasil kr sakty hain or aik acha bonus kama sakty hain.hamein forex mein mehnat karni chaiye tab hi ham aek professional trader ban sakty hain. agr hamein Trading main kamyab hona hai tou hmein chaiye ky mehynat k sath konwledge or experience bhi hasil krnahoga. demo account par practice kr k ziyada sa ziyada learning krni hogi jitni strong learning ho gi hm utna hi kamyaab Hoon gy or utna hi profit hasil kr saky gy ziada Se ziada time ki investment hi aapko Kamyaab banati hai aur Achi trade karny ka mauka deti hai jisse aapko kamyabi milati hai. hamein apny mind mein is kaam ko karny se phly is kaam ki aek straegy bn aleni chaiye is se hamein kaam karny mein bohat hi faida hoga. aur hamara kaam jaldi aur assani se hojae ga. lekin hamein is kaam ko karny k liye mehnat karna bht zroori hai. q k mehnat k bgair koi bhi kaam mumkin nahi hai. jitni mehnat krein gy hamein utna hi bonus mily ga ham utny hi successfull hoon gy is kaam mein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                        forex trading main trading ko best karna hain tu hard work kare forex trading main ek traders jitni he strong learning kare ga hard work kare ga tu itna he best benefit mil jata hain jis trades k pas learning he strong nhe hain tu earning b nhe mil skti hain har person kamyab hone k liye he learning ko strong karta hain forex trading main hard work karte hain agar learning he strong nhe hain tu earning koi b nhe kar pata hain fofrex trading ka busniess hard work k sath kiy ajata hain is lie jitne b traders hain learning ko strong kare aca benefit milta rahy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                          agar forex trading main good thing hain tu achi tara kamyabi b mil jati hain jis k pas good thing nhe hain tu kamyabi b nhe mil skti hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                            jaisa ki aap jante Hain ki forex trading game hi aapki mind ki hai jab aap apne mind ko is bare mein set rakhte Hain to hi aap acche trailer Ban sakte hain forex trading mein jab aap kam karte Hain to uske liye aapka mind achcha hona zaroori hai aur creative hona chahie aap acche tarike semunafa Kama sakte kyunki aap jante hi Hain ki forex trading mein thinking quality bahut matter karti hai aur jab aap aapki thinking acchi hogi aur aap acche se soch samajhkar trade laga sakenge tu Hi aapko ismein bahut achcha munafa hasil ho payega isliye aap jab trailer Gaye to apne is baat ko Jahan Mera Kya Karen
                            "Dream bigger. Do bigger"
                            (mahroosh)
                            :1f607:


                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apki ki thinking quality kesy matter krti hai forex pr?

                              Nature of work bohut zyada matter karta hai. Hamen chaheye k murmur aisa kaam karen k dosre us k tareef karen. Nature of jahan bhi achi rakhne ki koshash karengy us se ap ko bohut zyada faide melengy. Agar murmur Forex exchanging ya Forum me posts ki hawale se baat karen to hamare leye is me quality rakhna nehayat zarori hai. Aur murmur apni posts ki quality posts ko zyada malomati bana kar pesh kar sakte hen. Jis se hamare parhne rib doston ko zyada faida mele. Forex exchanging me information ki waja se ye bohut extreme karobar boycott jata hai. Hher pair pe benany wali exchange ko open nahi ker laina chahyea. Mehnat se kaam karna aur apne dil ko mutmayen karke hello asal me forex me achievement hasil ho sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X