importance of take profit in forex trading ..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    without doing money management we can not earn money and i think we can only earn money if we do good and best money management and then we are able to earn money so hard work and risk and money management is very necessary and i think we are here to earn money and we are hear to earn money but with knowledge and then we can trade and then earn money
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      bhai hama stop loss or take profit ka use karna chahia kiu ka ya acha raha ga or mara khayal sa haman take profit ka istamal karna chahia ya best ha or sath sath market par nazar rakhni chahia
      • #168 Collapse

        g han ap ny bohat achi baat ki hai forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy earning karny k lia hamy money manegment karna ana chahiya agar ham money managment ni kar sakty hain to ham is mai earning ni kar sakty hain forex trading mai ham ham jitni ziada hardworking kary gy ham is mai utni hi ziada earning kar sakty hain
        • #169 Collapse

          forex trading aik online bussiness hai jis mai app jitna ziada kam karte hian app utne hi ziada earn kar saktehian ye app ka experience count hoga app ne hard working sirf seekhne mai karni hai
          • #170 Collapse

            money management forex trading me boht useful cheez hai ,, money management k beghair ap ek achty trader kbhi ni ban skty ,, ap ko apni har trade me money management krni chayay , ec trhan ap ka capital save rahta hai .. dear yaa baat right hai k hum jo kame be start karty haien wo apny benefit k ley hi kerty hai chay wo forex ho ya koi aur profit has ahmeyat ka hamel hai.
            • #171 Collapse

              yes dear ap ne sahih kaha he keh hr order close krne k bad apko aik trah ke money managment ki zarorat hoti he aur apko apna capital dikh k he dosra order lagana he tp or sl lagana bhi money managment he hy to yeh sub chezain dekhni parti hain.
               
              • #172 Collapse

                Mere hisab se forex market me trading karne me take profit aur stop loss to use sahi rahta hai. Par mai trading me stop loss lagana thik nahi samajhte hai.is ka matlab yeh her giz nahi hai k hum profit ko earn kerne k chakar main apni lalach k hathon na to profit kama sakain or na he apni original investment ko bacha sakain.
                • #173 Collapse

                  ji bhai ji forex tradeing me trade karny ky liy money management ka hoona bohat zaroori hota hy iss liy hamin take profit ki sahoolat de gai hy is ko ham use kar ky or is ki importance ko samajh kar aik successful trader ban sakty hain
                  • #174 Collapse

                    han ji main agree karta hoon ap ki baat se jab tak ap ye nahi dekhte hain ke ap ke pass kitna amount hai aur jab tak ap apne loss aur profit ko nahi samjhte yani money ko manage nahi karte yani ap koi bhi trade open karne se ye nahi dekhte ke kitna amount hai aur kitne lot se ap ko trade open karna hai tab tak ap aik ache trader nahi ban sakte
                    • #175 Collapse

                      Yes it is very good for you to always have and take good take profit at all times in case if you are not there so that you will be able to grow from one level to the other at any given period of time
                       
                      • #176 Collapse

                        jee ha agar hum moneymanagment ke rules ke saht trading kare to mr nahi samajta ke hum kabi lost bee karenge . agar hum ne moneymanagmnt ke sath trade lagaya hai to hame stoploss ke bee koi zaroorat nahi hai hame sirf ek shi palce par take profit laganachahye.
                        • #177 Collapse

                          Forex mai jab ham trading kartay hain to ham to chart oar mojud green line line ko ham apni marzi k mutabik jahan ham chahtay hain lay ja ka kar thahra detay hain , k jab market hamaray haq mai ho to yahan atay hi thehar jaye or jitna profit hua hai wo kafi hai , is liye ham trading kartay wakat take profit ko use kartay hay...
                           
                          • #178 Collapse

                            yes brother ap ney bilkul tkh kaha forex me money managemnet ko bht lazmi hote hia as me jab ap work kro to ap lamzi as me money management har ak trader ap ko bht fadia de sakte hia or ap ko successful ban sakte hia.
                             
                            • #179 Collapse

                              bhai forex trading ma mery khayl sy take profit dana bht he important ha agar ap take profit da ga to ap ki earning be achi hasil ho ja gi or ap ko zayada loss be nai ho ga agar ap take proift nai da ga to ap ko us waq tak tension ma he raha ga k kb tak ap ka order cancel nai ho jata ap thora sy point par take profit day kar computer bnd kar da ap ko khudi profit a ja ga....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                well my dear brother wesay to mein abhi beginner hun aur mujhay abhi money management kay baray mein itni knowledge nahi hay but mein itna zaroor kehna chahun ga kay kisi bhe kaam mein work karnay kay leay humain apni investment ko properly manage karna achi tarhan aana chaheay aur humain pata ho kay ager hum kisi time loss mein hon to humaray pass itna amount ho kay hum baad mein kuch recover kar sakain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X