forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...
    forex aek international usiness hain.Forex market mein takreeban 5.1 trillion USD ki transaction hoti hai aur market movement ki Liquidity bi bahot hi ziada hoti hai iss market mein banks, individual traders aur financial establishments involved hoty hain jiss ki waja se huge profit aur huge loss ho sakta hai.
    Risk management k steps yeh hain:,
    1. Market mein risk involve hony se related traders ko har tarhan ki information hona bht hi zarori hai.
    2. Market mein stop loss use karny ka advantage leina chahiye.
    3. Emotional ho kar risk mein bohat hi ziada izafa ho sakta hai emotional ho kar trading karny ko avoid karna chahiye aur safe trading ko preffer krein.
    4. Limited leverage size ka use karna hi risk ko achy tareeqy se manage kar sakta hai.
    5. Expected profit earn karny ki hi koshish karni chahiye, profit targets ziada nahi hony chahiye.
    6. Agar market se profit earn kar liya jaye to is ko secure karna hoga aur yh hamari responsibility ban jati hai agar ham iss profit par mazeed trading mein risk leny ky liye use karein gy tou ham kabhi bhi risk ki management nahi kar sakein gy.
    trade ko open karny se pehly hamein mrket mein moujood total cheezon ko achy se understand kar leina bht hi zaroori hai us k baad hi ham achi tradig kar sakty hain. aur tab hi hamein apni trade ko open karna chaiye. hamein market mein stop loss ka use karna chaiye ta k hamein advantage mil saky.hamein market mein kaam karny k liye best thinking ka use karna hoga tab hi ham apny is business ko aek kamyaab business bna saky gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

    Jab Ham Forex ki market kam karte hain to use Waqt Hamen risk management ko understand kar lena chahie Kyunki risk management Agar Ham market Mein Apna Kam acche tarike se nahin kar paate Forex trading ka business Ek risky business hai ismein profit or loss equal hote hain Agar Hamen Forex trading ka knowledge Hoga To Ham ise Achcha profit Hasil kar Sakenge aur Agar Hamen iska knowledge Nahin hoga to Ham Forex trading Mein Kabhi Bhi acchi success Hasil nahi ismein acchi trading kar Payenge

    Jara market Mein risk management ko use karte hue Apna Kam start karte hain to use Waqt Hamen market Mein stop loss aur lot size ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie bal Ke ine donon chijon ko Samne rakhte Hue hi market Mein Apna Kam start karna chahie Agar Ham market Mein trade Lagate Hain To uske liye Hamen market Trend ko acchi Tarah Se understand kar lena chahie ki market Kis Trend Mein move kar rahi hai agar Ham market uptrend aur downtred move karti hai to use Waqt apni trade Lagani chahie Jab Hamen is me trade Lagate Hain aur Market Hamare againts move karna Shuru kar deti hai to use Waqt Hamara account me moJude balance bhi kam Hona shuru ho jata Hai Jiski wajah se Hamen trade mein nuksan ho sakta hai isliye Hamen is nuksan ko apni Ek had Mein Rakhna hota hai to use Waqt Hamen stop loss ko use karte hain aur apne trade Mein stop loss Laga Dete Hain Jiski vajah se Hamara nuksan Ek Had Mein rahata Hai Aur usse Jyada Hamen nuksan Nahin Hota

    Agar Ham trade Mein hone wale nuksan Se Bachana chahte hain aur acchi trading karna chahte hain to uske liye Hamen sabse pahle ek best lot size ko select karna hoga Jab Hamara lot size best hoga tab ham market Mein acchi trade open kar Sakenge Kamyab treading ke liye Sahi lot size ka select karna bahut jyada important Hota Hai Kaun si traders Aise Hote Hain Jo ki lot size ko select karne mein mistakes kar dete hain aur acche lot size ko select Nahin Karte Jiski vajah Se Hone market Mein nuksan uthana padta hai aur Unka account bhi wash ho jata hai market Mein Jo Bhi beginners hote hain unhen chahie ki vah Saman lot size ko select Karenge unke liye bahut hi best sabit Hoga aur Vahi se best result Hasil kar Payenge
    • #3 Collapse

      Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

      Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap I hope ke aap sab khairiyat se Honge Aaj aapane Hamare Sath bahut hi acchi information discuss Ki Hai Forex ki market Mein Hamen risk management ko Jyada Se Jyada understand karna chahie because Forex Ek Aisa business hai jismein Hamen profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai isliye Agar Ham Apne kam Mein success Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ka hm risk management ko acchi Tarah se understand Karen Ek Achcha trader wahi hota hai jo frocks Mein majood Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn karta hai agar Ham Bhi Ek Achcha trader Banna chahte aur apne kam Mein acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen chahie Ky Ham off Raksha Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn Karen Uske bad Forex market Mein kam Karen aur frock ke Har EK rules and regulation ko follow karke Hi Kam Karen i Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie market Mein trade Lagate Hue Hamen sabse pahle market ka analyses Jarur kar lena chahie because jab tak Ham market ka analysis Nahin Karenge Ham market Mein entry nahin kar sakte aur Hamen Hamesha market Ko Dekhkar market mein entry Karni chahie Hamen koi bhi Aisi mistake Nahin Karni chahie jisse Ham loss Mein Chale jaen Hamen Apne kam ko Hamesha positive think ke sath karna chahie aur Agar Ham trade Mein hone wale los Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle Apne lot size ko select Karen Agar Hamara lot size best Hoga To Ham market Mein acche tarike se trade Laga Payenge aur Achcha Se Achcha profit Himachal kar Payenge bahut se trider Aise hote hain Jinka lot size best Nahin Hota isliye unhen market mein Main Itna accha profit Nahin Milta To Aise trader ko chahie ki vah Apne lot size Achcha Se Achcha choose Karen Taki unhen Apne kam Mein loss Na Ho Bal ke profit Ho
      • #4 Collapse

        Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

        Forex Trading men profit aur loss dono k chances hote hen aik nihayat hi mushkil business hai. Ager hum trading ko apni money management ky hisaab se haein kert to hum kuch hi denoon mein sab loss ker bethty hain. Hamein rimein risk to reward ki ratio ka khayal kerna bahut zaroori hai. Ap ki risk to reward ki ratio 1:2 ki honi chaye.Matlab k ager ap ne aik trade lagai hai to us mein agey apny stop loss 50$ ka lagaya hai to ap ko take profit 100$ ka hona chaye.Is ki misaal aisy hai jasy apne kisi karobaar mein 50000 investment ki hai to ap ka target 150000 ka hona chaye. Matlab ager ap ka loss howa to 50000 ka aur profit howa to 150000 ka ye hai 1:2 ki ratio.Baqi ap ko trading apny account ky mutabiq kerni chaye. Ap ka balance ager kam hai to ap ko kam lot ky sath trading kerni chaye. Ta ky ager loss ho bhi jata hai to inta ziyada na ho ky ap ka account hi wash ho jaye. Baqi dosto mehnat se kaam kerty rahein. Apna dil chota mat kerna ager aik do baar account wash ho bhi jaye to koi baat nahi mehnat aur lagan se koi bhi kaam na mumkin hahi hai. Forex trading men ap knowledge aur experience ko use kar k profit hasil karte hen agar ap achi learning aur mehnat k sath kaam karte hen to aapko bahut fayda hasil ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

          Firex mein aap ky accounts ko risk se door rkhny ky liye aapko risk management ki informations honi chahyen aur inki knowledge ky hony ky sath stah aapko market mein trading ksrty huey in ko apply bhi karty rehna chahye warna aap ko losses honsktay hain. Risk management se murad hai market mein koi bhi trade lagaty huey aap apny accounts ky lihaz se ek trade mein apna kitna percent amount loss ky risk par chorty hain aur stop loss ka kis trha se istemal karty hain. Yehi risk management kehlati hai. Management ky rules mein aapko loss ko kam se kam rkhny ky bary mein btaya gia hai.
          Risk management me aap ko apny accounts ki safety ky liye safe trading ky liye rules sikhaye jaty hain jo ky aap ky losses ko ek limit ki had tak rkhny mein help karty hain aur agar aap in rules ko follow karty huey trading karty hain to aapky accounts mein big losses nahin hoty aur bhut zeada losses se bacha ja skta hai. Is trha small accounts mein bhi aap regular trading karty rehty hain aur aapky accounts washout hony se bachy rehty hain. Risk management aur money management ky same rules apply hoty hain.
          Jitna aap apni money ko manage kar ky trades lgayen gy to aapka capital utna hi risk free rhay ga aur agar amount loss mein bhi jaye gi to woh total capital ki bhut kam percentage hogi. Is trha Profesional trsders apny accounts mein ek trsde ky liye 2 se 5 percent se zeads risk nahin lety aur risk ko manage kar ky chalty hain.

          Forex mein agar aap apny accounts mein kam se kam risk lena chahty hain aur manage ksr ky chalana chahty hain to aapko chahye ky trading business mein lalach se bachyn aur lot size ki selection mein koi ghalti nah karyn. Har trade mein ek moderate amount of profit choose karyn sur zeada target nah rkhyn. Small targets ko achieve karny ky liye small lots par kam karyn.
          Last edited by ; 25-09-2020, 05:36 PM.
          • #6 Collapse

            Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

            Forex ki market m hmy risk ko manag kr lena chaiye qk hr karabar m risk to lazmi he hota ha or is tra sy hm risk ko increase or decrease b kr skty hy . jitna ziada risk ho ga utna he
            ziada profit ki ratio increase ho ge or utni he ziada loss ki b but hm mange halat ky mutabliq kr skty hy jis tra ky COVID-19 aya is m hr ek cheaz close the but trading ho rahe the
            is tra sy he hmy is py or b yaqeen ho jata ha or hm kfi had tk risk lanay kaliye tiyar ho jaty hy. risk hr ek field m hoti ha risk ky beggar life spent ni ho skti or ek cheaz m risk hota ha
            but is risk ko control b kiya ja sakta ha.
            Forex manage ek risk ha.jb ky ye trading kaliye istamal kry to ye bohat he important value rakhta ha. ek tarf to trader tamam tr losses ko bht he
            asani sy manage kr lata ha.or dusri he tra sy trader risk ko nichoar lata ha or wo usi loss ko recover kr lata blky us sy ziada he earn kr lata ha. bht sy trader loose kr daty hy trading
            m qk in ko experience ni hota or knowledge ki b bht ziada kami hoti ha jis ki waja sy wo market m fail ho jaty hy . hn ap chota sa risk ly skty ho usi sy ap agy trading kr skty ho or kafi
            ziada earning kr skty as a successful person.
            Forex market ek bht he bhara financial plate form ha . or jaha py roz ki trading 5.1 trillion USD hoti ha . jaha py tamam tra ki money shamil
            hoti ha jaise ky banks, financial establishment or hr trader ki alag sy investment is tra hm bht bra profit or loss kr skty hy asani sy.hmy market risk ko understand kr lana chahiye paly
            sy he qk market kbi b ek he jaga py ni rahti . hmy interest rate ko b sahe sy samj lana chaiye or is ka hmry country m kia effect phary ga etc is tra ki tamam malomat honi chaiye
            ek trader ko jb wo trading krna chata ho. ab hm bat krty hy kasy risk managment ko roka ja sakta ha,
            1.sb sy paly hmy khud sy knowledge hona chaiye ky forex risk or trading kia hota ha
            2.phr hm loss ko bht kam kry.
            3.hmy profit ko ziada krna chiye is tra sy ky or b hmra profit bilkul he save ho jay.
            4.kbi b itna risk ni lana chaiye jo hm recover na kr skty hn.
            5. hmy leverage ky ander he rehna chahiye or is limet ko cross ni krna chiye .
            6.hmy hamesha sy he profit ratio sahe rakhni chaiye .
            7.hmy hamesha positive sochna chahiye.
            8. hmry pass forex trading ky plain hony chaiye.
            9.hmy apny jazbaat py control krna chaiye.
            10.hmy apni forex diversity portfolio ko increase karna chahiye or hmy tiyar rahna chaiye hr tra ki jang kaliye.
            • #7 Collapse

              Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

              Forex trade Mein kam karte hue money management ka Khas kya Rakhna chahie Jab Ham money management Ka Khyal Nahin rakhte aur Apna Kam start kar dete Hain To iski vajah se Hamara account wash ho jata hai Ham Apne account ko seve Nahin Rakh Sakte aur jab Ham stop-loss Nahin Lagate to isase bhi Ham loss Mein Chale Jaate aur Hamara Kaun wash ho jata hai aur jab Ham Big Lot size ka istemal Karte Hain To iski vajah se bhi Hamen loss ho jata hai Forex trading Mein kam karte hue Jab Ham Apne kaam par acchi tarike se focus Nahin Karte aur kam Mein jaldbaji Karte Hain To iski vajah se Ham se bahut se mistake Ho Jaati Hai mistake ki vajah se Hamen apne business Mein loss ho jata hai kam karte hue Hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie Jab Ham lalach Karte Hain To yah bhi Hamare business ke liye bilkul bhi acchi baat nahin hai Kyunki lalach Buri chij hai jo sirf Hamen loss hi Deti Hai isliye Hamen Lala se avoid karna chahie Hamen Apna Kam Hamesha fresh mind ke sath karna chahie aur Apna Kam confidence ke sath karna chahie Kabhi Bhi Apne kam Mein confuse Nahin Hona chahie Hamen Hamesha Sabar ke sath kam karna chahie Taki Ham Loss se bache sake bahut Se trader Aise Hote Hain Ki jabona loss ho raha hota hai to vah apni trade ko close Nahin Karte Jiski vajah se Unka account wash ho jata hai Foxit readering Mein kam karte hue Hamen Iske rules ko acche tarike se follow karna chahie Jab Hamen Uske rules ke against Koi work Karte Hain To iski vajah se bhi Hamen loss ho jata hai agar ham loss Se Bachana chahte hain aur ham Chahte Hain Ki Hamara account wash hone se bache Jaaye To Hamen sabse pahle money management Ka Khyal Rakhna chahie bahut se trader Aise Hote Hain Jo money management ko ignore kar dete Hain jabki Aisa bilkul nahin karna chahie Jab Ham Apna Kam acchi tarike se Karenge hardworking ke sath Karenge aur Soch Samajh Kar Karenge To Hamen Apne kam Mein Kabhi Bin nakami ka Samna nahin karna padega aur Nahin Hamen loss hoga Hamen ine Baton per Amal Karke apne business Mein loss se bache sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

                Forex ki market Mein Hamen hazard the board ko Jyada Se ziada comprehend karna chahie in light of the fact that Forex Ek Aisa business hai jismein Hamen benefit bhi hota hai aur misfortune bhi hota hai isliye Agar Ham Apne kam Mein achievement Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ka hm hazard the executives ko acchi Tarah se comprehend Karen Ek Achcha broker wahi hota hai jo gowns Mein majood Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn karta hai agar Ham Bhi Ek Achcha merchant Banna chahte aur apne kam Mein acchi procuring Hasil karna chahte hain To Hamen chahie Ky Ham off Raksha Mein moujod Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn Karen Uske terrible Forex market Mein kam Karen aur dress ke Har EK rules and guideline ko follow karke Hi Kam Karen I Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie market Mein exchange Lagate Hue Hamen sabse pahle market ka examinations Jarur kar lena chahie in light of the fact that punch tak Ham market ka investigation Nahin Karenge Ham market Mein section nahin kar sakte aur Hamen Hamesha market Ko Dekhkar market mein passage Karni chahie Hamen koi bhi Aisi botch Nahin Karni chahie jisse Ham misfortune Mein Chale jaen Hamen Apne kam ko Hamesha positive think ke sath karna chahie aur Agar Ham exchange Mein sharpen ridge los Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle Apne part size ko select Karen Agar Hamara parcel size best Hoga To Ham market Mein acche tarike se exchange Laga Payenge aur Achcha Se Achcha benefit haasil kar skein gy other tan that hamein loss hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

                  Dear forex members hamen trading karte waqt risk management jarur karni chahie kyunki jab tak Ham reshke se acche tarike se manage nahin kar sakenge itni der tak Ham acchi trading nahin kar paate isiliye hamen risk ko manage karna aana jaruri chahie iske liye aapko account management aur time ki management karna bahut hi jaruri hai iske liye jaruri hai ki aap forex main aap aap apne a kam karte waqt apne aap ko manage karna aur planning ke sath kam karna bahut hi jaruri hota hai kyunki kitna jyada aap per risk management karte hain utna hi achcha aap trading kar sakte hain iske liye jaruri hai kya apne risk ko manage karya ke hi apna Kam Kiya Karen jisse aapko loss kam hota hai aur nuksan se fas jaate Hain isiliye hamen jab risk management karna a jaati hai to hamen achcha experience aasan hota hai jisse hamen raksha sev Ho nahin hota aur ham acchi quality paida karke acchi trading karte Hain jisse Ham accha profit Kama sakte hain isiliye jaruri hai ki Ham forex forum per jyada se jyada time den jitna jyada aap time Doge utna hi acchi risk management hogi ek achcha trader hamesha risk manager karke hi trade karta hai isase vah acchi trade karke achcha profit hustle karke achcha income has kar sakta hai isiliye hamen apna risco manage karna aana bahut hi jaruri hai tan ke Ham trading karte waqt kisi ke saman ki Koi pareshani Na Ho kyunki forex forum per market ka trend upar ya niche chalta hai rahata hai lekin usko manage karne wala insan kabhi loss nahin khata aur vah apna profit game karke achcha munafa Kama sakta hai agar bande ko risk mange karna a jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ki market mein hamein risk management ko understand kar leina chaiye...

                    Account ki safety comment n karne ke liye risk management bahut hi important role play kar raha Hota Hai Jab aap risk management ke rules and regulations ko carefully study Karke apni trading ka reply karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages milane ki chain se so sakte hain dear Jo member Forex trading Mein risk management ko avoid kar rahe hote hain unko bahut jyada nuksan ho sakta hai agar aap Forex trading Mein successful trader Banna Chahte Hain To aapko risk management rules and regulations ko carefully learn karna hoga Aise related main aapse Kuchh information share kar deta hun.

                    Risk Management :

                    Risk management ka matlab yah hota hai ki Jab aap apne account per trading kar rahe hote hain to ismein aap itna risk Le jitne aapke account balance ke mutabik banta hai par example Agar account balance 100 US Dollars hai to ismein aapko maximum 20% risk Lena chahie agar aap iski limit increase Karte Hain To aap ke liye dangerous ho sakta hai aur usko recover karna difficult ho sakta hai.

                    Stop-loss :

                    Risk management ke liye sabse important tool aapka stop loss hota hai Jab aap stop loss ko properly apni trading per utilise Karte Hain To aap risk management rules and regulations ko follow kar rahe hote hain dear jab aap apni trading kar rahe hote hain aur apne account balance ke mutabik 10% ya FIR 20% limit stop loss ke liye set Karte Hain To usmein aapke account ki safety maintain ho rahi hoti hai agar market aapko favour nahin kar rahi to ismein aap ke liye problem ho sakti hain.

                    Lot size selection :

                    Lot size ki selection bhi bahut hi important role play karti hai aapke account ki safety ko maintain karne ke liye agar aap apne account ke mutabik lot size ki selection Nahin Karte to iska matlab kya hota hai ki aap apne account ki Safety ko maintain karne ke liye important tools ko avoid kar rahe hain aapko Hamesha minimum lot size iselect Karni chahie aur jab market aapki favour Mein a Jaati Hai to use condition main aapko lot size ki selection Jyada kar leni chahie.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X