Forex ak asaan business ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ak asaan business ha
    Salaam umeed ha ap sub khairiyat sy hun gain main cahta hn ap sub loag apni apni ray paish krn taky any waly memebera ko forex k bary main kuch janny ko mily
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ak asaan business ha

    g ha ap ki bt bilkul teakh hy ya ek asen to earning krny wala business hy..ham sab ko chaiya k ic say falida hasil kary or dusro ko b baty
    • #3 Collapse

      Re: Forex ak asaan business ha

      forex mai information walay kam he fida he hota hain hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chayey pher he hamare posts ke limit pore ho sakte hai or hum is main acha bonus hasil kar sakty hai agar h um pahly threads kar dy gy to hamare posts ke limit pore nahe ho ge yai aik international business hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex ak asaan business ha

        Assalamu Alaikum Forex members 😇
        Forex tab hi Adam business hay jab hum achy say work kren gain or achay knowledge hasil kr Kay apni learning ko better bna Kay tab hi hum forex main work Kar sakty hain FOREX business ka knowledge hasil karny Kay liya humen zdya say zayda forex ko time can ho ga or achy sawy mehnat krni ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex ak asaan business ha

          Agr hm kisi asaan kam ko b boht asaan smjh k krein or relax ho jayein k koi bat nhi ye kon sa mushkil kam hai tou apny dekha ho ga us main apko nuqsan ho ga. Jab b koi b kam krein beshak forex ya koi or. Apko knowledge b ho beshak lakin usko itna asaan nhi lain. Apnay kam ko sincerity k sath mukamal krein or step by step krein tou apko kamyabi milay gi.
          • #6 Collapse

            Re: Forex ak asaan business ha

            assalamu alaikum dear Forex friends main aapko batana chahta Hun ki Forex ek bahut easybusiness hai Jahan per har age ke log kam karte hue achcha benefit Kama sakte hain ismein na hi koi age limitation Jana hai Koi bahut jyada physical fatigue hai Is per Ham online work kar sakte hain sirf hamen Forex ke bare mein information honi chahie Forex ke bare mein information Ham Forex related post ko read karke aur apne views share kar ke game kar sakte hain iske alava Ham demo account se zyada se zyada practice se bhi kafi information aur trading skills improve kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ak asaan business ha

              Ji han doston forex ek bahut bhi aasan business hai Ham kisi bhi time is per kam kar sakte hain hain aur apni life ko behtar banaa sakte hain hamen chahie ke ham forex mein pure interest ke sath kam Karen aur ek horse waqt forex ke liye rakhen taake Ham jab forex form per kam kar rahe ho ho to hamen main koi problem cricket Na Ho forex ek achcha international online business hai Ham sab doston ko forex join karna chahie aur is per hardwork karke apni life ko promote karna chahie Taki Ham Ham bhi e apna future bekar kar sake aur accha profit Kama sake
              • #8 Collapse

                Re: Forex ak asaan business ha

                G ap ki bat bilkal thek hy forex ek aasaaan business hy jis main acha kam kar k hum acha bonus hasil kr skty hen humen chaea k hum forex ko achi trha smjhen or es k bary main knowledge hasil kr k kam kren experience hasil kr k kam kren to hi hum achy trader ban skty hen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ak asaan business ha

                  Assalamu Alaikum their Forex member Umeed karta hun aap sab khairiyat se angreji brother Forex Ehsan Business School Sanjay Soch is yada yada explanation knowledge of information was Hamare liye bahut hi Aasan business for ham yahan se bahut sara fayda Utha sakte hain bahut sara prophethood bonus Hasil kar sakte hain Agar Hamare per knowledge or experience Nahin Hai information Nahin Hai To Ham Mere Liye Aasan bahut Mushkil Hai Agar Ham is per evening Kare Ladne kar sakte hain Hamare Le sakte hain Agar Ham is per Main To Nahin Karte To Hamen kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin Hota Ki Sabse Badi Baat hoti hai mehnat ki jab tak Ham mehnat Nahin Karte To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur ham Jyada Se Jyada aasani se Prophet Hasil kar sakte hain Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ak asaan business ha

                    han g bilkul forex ek bhot asan business hai or hum sub he forex main kamiyabi hasil kar sakty hain agar hum sub bhot mehnat k sath kam karty hain to hum sub he bhot mehnat k sath he kam kar k kamiyabi hasil kar sakty hain ..forex itna easy work hai jis main hum vgahr bethy ek mulkon ki curencies par tarde karty hain or is sa milny wala munafa phir hum withdraw karwa lety hain or kamiyab bhe hoty hain ..bus hamen sub sa phly forex ko samjhna cheye or samjh kar he hamne kam karna hoga tabhi hum kamiyab hingy ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ak asaan business ha

                      forex jasa koi or karobar nahe hain hum is man jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hain hum is ko aik din main nahe samj saky yai har tarha ky logo ko kam karny ka moka dyta hain agar hum new trader han to hamy pahly practice karne chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta hain yai aik online karobar hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ak asaan business ha

                        Assalamu Alaikum Forex friends
                        Friends Forex bahut easy business hai aap aasani se is per kam kar sakte hain bus aapke pass knowledge Ho ho aur aur aap is per kam kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ak asaan business ha

                          Bhai forex Adam business nai ha q k Jo ham samjhte Han wo nai hota ha Jo bandy forex main profit main ha onklye to ye business asan ha Jo Loss main Han onklye to ye business mushkil ha koshsh krni chahye es busses ko asan na Len r ache se esko analysis kren ta ap Loss se Bach saken jb ta ap Loss se nai Bach sake ge to apko r b loss hota the ga q k jb ham ksi chez ko hame sahi se sekh k nai kren ge to ham Loss main ja skte Han
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ak asaan business ha

                            Asslam O Alikum...
                            Nhi Bhai.. main aapki baat se agree nhe hun, forex trading ek hard business hai, yahan per new trader ko trends graphs aur circles ka kuchh pata nahin chalta, agar aap forex trading co easy samajhte Hain to aap bahut badi galti kar rahe hain.. isko thoda time de aur samajhne ki koshish karen tabhi aapko success milegi dusron ke a baton mein aakar apna capital aur time waste mat Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ak asaan business ha

                              hum is mai kam kar ky pasia kama sakty ain hum is mai part t9me be kam mkar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be katem nahi hi ga um gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karm ho ga pher he hum agy bar saky y forex aik amm busienss jasa nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X