kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?
    dear brothers mairaa aap sab say yeh sawal hay k kia aisa hona lazmi hay k ham jis hisaab say risk lain to usi hisab k hisab say hamko us main reward ka milna ziada ho sakta hay ya aisa hon akabhi bhi mumkin nai ho sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

    Take risk anything otherwise you will take risk in everything Forex Hamen bahut bada profit Deta Hai Kyunki jab tak Ham risk Nahin lete use Waqt Tak Ham trading apni start nahin kar paate isiliye kuch pane ke liye kuch khona padta hai forex forum k andar agar aap Dar dar kar trading Karenge to aap bahut Piche Rah Jaenge isiliye Agar aapane apko successful trader bnana hai To Apne knowledge or experience ko strong Banaye acchi information gain Karen aur Kabhi Kabar risk Lekar trading bhi kar liya Karen Kyunki Dar dar kar trading karne se Insan Accha knowledge or experience gain nahin kar Pata Aur mayos rahata hai isliye Agar kamyabi Hasil karni hai to apne aap ko majbut Banaye aur apni trading start karen isiliye Kaha gaya hai ki take risk in anything otherwise you will take risk in everything
    • #3 Collapse

      Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

      gee han dear main app say yahe kahon ga kay hamain forex main risk soch samjh kay he lain gay to he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam he kamyabi hai hamain forex main market ko analysis kar kay he hum ismain kamyab hon gay
      • #4 Collapse

        Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

        Assalamu Alaikum Forex members 😇
        Forex aik but hi acha or profit able business hay is main hum jitni achy or knowledge hasil Kar Kay work kren gain utna hi jald kamyabi hasil kren gain or achay profit bhi hasil Kar lain gain
        • #5 Collapse

          Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

          hum is main jitna be pasia invest karty hai yai hamy ise ky hesab sy profit dyta han hamy bonus par trade be lagane chahey hum is main sahe trade laga kar acha profit hasil karty hain agar hum is main galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mian ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey hamy is main sahe trade lagane chahey yai aik asa karobar han jis ko hum aik din main nahe samj sakty
          • #6 Collapse

            Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

            hamy markrt ko samna ho ga pher hamuy is mai kam karna ho ga forex aik online business hain hm is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yai kabe be katem nahi ho ga hum isy apna lifr time career be bana sakty hain forex ami hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karma ho ga is mai hamara koi be boss nahi han
            • #7 Collapse

              Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

              agar hum market mai agy barna chaty hain to hamy is mai risk lyna chahey agar hum is mai agy nahe bary ngy to hum is main agy nahe bar saky gy ya asa karobar han jo hamy knowledge be dyta hai or yai hamy experience be dyta ha hamy is main daily he meyare kam karna chahey hum is mai gar bath kar international level par live kam karty hai or dollars main bonus haisl karty hain
              • #8 Collapse

                Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

                Dear Member, Biklul ap risk se zyada reward le skty hain. It depends on your analysis k ap ko pta ho k market apko zada profit de skti hai Ap risk to reward ratio 1:2 or 1:3 normally le skty hain. Lekin iss me humein money management k rules ko follow kr k risk decide krna chahiye trade me enter hone se pehle.
                • #9 Collapse

                  Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

                  hamy market ke movement ko samj are is mai kam karma hp ga pher he hum paisa kama saky gy hum is mai risk ly y to hamy kamaybe hasal ho jy ge fore aik best busienss hain hum mis mai agar greedy ban ky kam karty hai to hamara accoyunt band ho jy ga yai aik asa business hain jo ky kabe be aktem nahi ho ga is ko samjana be asna kam nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kia ham is markeet main risk say ziada kabhi reward hasil kar saktay hain?

                    Sir phly to mn ap ko btana chaoo ga keh hr kam mn risk to hitta hy ap koi bhi k kr ln mgr ap ko os mn risk to lyna pdtta hy q keh ya to insan jeena chod dy ya phr kam kry or os mn re sk ly tb hi kamyab ho sky ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X