Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.
    Vaise to Aur Bhi bahut Sare online business Hai jismein Log interested hote hain aur Apna work karte hain aur acchi income bhi Hasil Karte Hain Magar aap Forex trader Hain aur market se acchi earning Hasil karna chahte hain to aap Sabko koshish Karni chahie ki aap Hamesha market ko jaane ke liye Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen Kyunki Forex trading main Vahi Banda Kamyab hota hai jo market ko acchi Tarah Se samajhta ho isliye agar aap Aise daily ki acchi earning Hasil karna chahte hain to hamesha Sabra ke sath kam Karen aur lalach Se Dur rahe hain Kyunki Lala wala Bandar Forex trading Mein Hamesha loss kar jata hai isliye Aap Jo Bhi trades open kar rahe ho to aapko Hamesha money management account ke sath hi Apna lot size use karna chahie Kyunki agar aap money management ke hisab Se Apna lot size use karte hain tab aap Forex trading mein Hundred Percent kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki lot size ki vajah Se Hi aapka account balance ki movement hoti hai agar aapki acchi investment hai to aap Achcha lot size use kar sakte hain Agar aapke pass kam investment hai to aap thoda lot size use Karke acchi earning Hasil kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

    Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. From mein important hai rule ko follow karna chaheye aur is k leye learning bohut zyada zarori hai. Big loss se Bachne ke liye acha Decesion Lena boht zaruri he. Forex business mein kamyabi ke liye hardworking jaruri hai. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

      G han hamen forex men bahut zeyada mahnat nahin karen gy tu hum as men achy kamayby hasil kar sakty hain as lia hamen forex men bahut zeyada mahant kay sath apna kam karna chahey kun kay agar hum as men mahant nahin karen gy tu hum as men achy earning hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut saber kay sath trading karny chahey kun kay agar hum as men saber kay sath trading nahin karen gy tu hum as men achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath apna kam jary rakhna chahey kun aky agar hum as men lalach karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

        Gee haan forex mein agar hum apni trades mein lotsize ki selecion apnay account balance kay hisab sae lagatay hain tou humari trade safe hoti hai small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye ga iss lye humain chahyea kay hamesha minimumot kay sath trading kerain
        • #5 Collapse

          Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

          jee bhai ap ne boaht he piyari baat shair ki hai dunia mian or bhi bohat se onlin busenss hai lekin forex ko jo makaam hasil hai ksi bhi or onlin busenss ko nai hai iss mian ap mehnat kar k ap issmian boaht he acha apna profit gain kar skaty hain iss mian itna proift hai jitn ap ksisi bhi or busess main nai earn kr paengy lekin iss k liye ap ko pehlay isska acha knnwodlge gain karna hoga iss mian apko mony mandge karna seekhan hoga ap iss mian apni mony managment k hissab se agr ap lot size use karne gy to ap iss main boaht he kam loss or boaht he ziyaada ap is main profit earn kar sakty hai apni lotsize ko sahi trah se use karna ana chahiey tbhi ap iss mian kamayab ho sktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

            jee bhai ap ne boaht he piyari baat shair ki hai dunia mian or bhi bohat se onlin busenss hai lekin forex ko jo makaam hasil hai ksi bhi or onlin busenss ko nai hai iss mian ap mehnat kar k ap issmian boaht he acha apna profit gain kar skaty hain iss mian itna proift hai jitn ap ksisi bhi or busess main nai earn kr paengy lekin iss k liye ap ko pehlay isska acha knnwodlge gain karna hoga iss mian apko mony mandge karna seekhan hoga ap iss mian apni mony managment k hissab se agr ap lot size use karne gy to ap iss main boaht he kam loss or boaht he ziyaada ap is main profit earn kar sakty hai apni lotsize ko sahi trah se use karna ana chahiey tbhi ap iss mian kamayab ho sktay hain agr apka account mini hai balance kam hai to ap iss mian agr mony management nai karen gy or badi badi trdes open karen gy to ap iss mian apna loss he len gy or apna account bhi wash karwa len gy issl iye koishish karn k mony management k hissab se he ap iss mian trades karen to ap iss miian kamyaab ho paen gy
            • #7 Collapse

              Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

              Trading Karte Baat Hamen Hamesha Apna lot size money management ke hisab se use karna chahie Kyunki Agar Ham money management ke hisab Se Apna lot size use karte hain tab Ham forex market Mein Kabhi Bhi loss nahi kar sakte isliye Jo traders market se acchi earning Hasil karna chahte hain aur Market Se Achcha profit book karna chahte hain vah Hamesha apni trade balance ko dekh kar hi lete hain aur money management ke hisab Se Apna lot size use karte hue trading start karte hain agar aap forex market se Mantri acchi earning Hasil karna chahte hain to aapko Hamesha market ke against Kabhi Bhi Nahin Jana chahie paalki market ko samajhte Hue aapko trading start Karni chahie
              Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
              • #8 Collapse

                Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                hamy apne amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamare amount kam han to hamy is main kam lot lagane chahey agar hamare amount zeyada hain to hamy is main zeyada lot lagane chahey hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey agar hamy market main kese be cheez ke samj na a rahe ho to hamy apny expert trader ke tips ko follow karna chahey yai aik legal karobar hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                  Han ji Mere Khyal se aap money management ki baat karna chah rahe hain trade Lene se pahle Hamen acchi Tarah money management kar leni chahie Jab Hamare money management acchi Hogi to Fir Hamara Kaun paise Rahega aur Hamen Jyada last bhi nahin hoga profit bhi achcha hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                    Bilkul darust farmaya brother apne hamen always apni trade lete waqaat apni lot size account balance ke mutabiq hi rakhni chahiye kioun keh agar hum apni lot size bari rakhtey hein aur hamara account balance kam hota hey to phir hum agar jab kabhi bhi loss mein trade letey hein to hamara account bohot hi jaldi wash ho jane ka khatra hota hey isliye hamen always lot size apne accont balance ko dekh kar us hisab se hi rakhni chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                      Trade lagtay waqat lot size apna balance ka matabik lagay aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jab bi trading krtay hai tu aap ko lot size apna balance ka matabik lagay gay tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap apna account bonas Ka matabik lot size nahi rhakay gay tu aap ko loss ho ga or Aap ka account wash ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                        asa he hain hamy apny account ky balance ky hesab sy he lot ka intakab karna ho ga agar hamara balance kam ho to hamy is mai kabe be zeda lot lagany ka risk nahe lyna chahey yai aik aa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or ya hamy kam karny par ache earning be dyta hai hum is ko apna life time career be bana sakty hain kue ky yai kabe be katm na hony wala aik international karobar hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                          g ha ap ny boht achi bt ki hy . k jab b ham trad kary ham ko chaiya k ham lot ka size apny account k hisab say kary.agr blnc zayda hy to zayda rakhay agr km hy to kam rakhy
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                            dear friend hamen trade lagate waqt koshish karne chahie ke lot size kam istemal Karen Kyunki lot size jyada lagane se aksharon account wash ho jata hai isliye pahle Apna account balance check kar le FIR usi hisab se a A trade lagaen hamen soch samajh Kar hi trade lagane chahie Kyunki Zara se bhi mistake bahut heavy loss ka sabab ban sakti hai hamen jab khud per yah trust ho jaaye Hamari analysis strong Hai tabhi lot size lagaen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se lagaen.

                              Assalam o Alaikum friends

                              Friends I hope you are good & enjoy forex trading very much!

                              Ji bilkul friend agar aap Forex mein Kamyab trader Banna Chahte Hain To aapko apna account account balance ke sath manage karna hoga Agar aapka account balance less hai hai to aapko chahie ki aap Shadab Badi lot size train na lagaen isase aapka account wash ho sakta hai aapko Hamesha Apne account ke mutabik large size trade Lagani chahie isliye please Apne account ke Mota dekh trading Karen Taki aapko kam se kam La so aur profit aane ke chances zada hn.

                              Allah Haffiz!

                              By.....

                              ​Mrashidali@

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X